Iqbal Ka Paigham | Share the Poetry of Allama Muhammad Iqbal

  • Work-from-home

HuriYa

(¯`★´¯)I'll Always Be Daddy's Doll(¯´★`¯)
Super Star
Aug 8, 2011
14,920
7,014
713
D!amOnd CastLe
oh meri guriya rani ko to sub pata hota hai ... Per kisi ko batana nahi :(
Ummm Okesh nae Batati Laken aap tu mujhay batain na aisay sad sad mOod ki waja kia hay..! :(

Abhe batain PM main..! ({kopping)}
 

SHB_Bhaiya

محمد شعیب ںاصر
Super Star
Jan 31, 2010
51,098
10,427
1,313
39
Karachi
Arey kya bataoun guriya bohat he dukh bhari kahani hai..... Aik dafa ka zikar hai aik badshah tha us ki bohat he haseen beti the per woh beti bohat maghroor the .... Buddha chahta tha us ki beti ki shadi ho jae per us ko koi pasand he nahi aata tha badshah ka kuch arse baad inteqal ho jata hai..... Aur us ki beti ki shadi nahi ker pata.... Bus us shehzadi ki tension hai mujhe bus :(
 

~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513
Welll dosto mei ye kahungi k yahan par Iqbal ki shayeri copy paste nahi honi chahiye...
Yahan par thread ka jo maqsad hai k aap Shayer k kis sher se kya apnate ho ya apki zindagi p iska kaisa asar hota ahi agar apne lafzon me bayan karen to hume sabke alag alag tassurat aur khayalath janne ka amuqa milega aur sabke gulshan e zahen o dil me sair karne ka bhi..
So plzzz aap Iqbal k ashaar ki tashreehat apne lafzon me kijiye...
 
  • Like
Reactions: ღ*HõOriã*ღ

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
TAqleed ki rawish se to behtar hay khudkushi
Rasta bhi dhundh, khizar ka soda bhi chor dey {(popcorn)}


Iski tafseel aur background Saviou bahya ne meko samjhaya warna hamesha dusra misra meko confuse karta tha,,,,,,

khizr ka soda ye tha ke khizr as jo kahen wo musa as ko sunna tha yane unko sawal karne ki ijazat nahi thi jaise waqai me tafseel hai ke kuch log unko kashti me bithate hain taa ke wo nadi paar kar sake lekin khizr as usme ched kar dete hain usse kashti doob sakti hai to moosa as sawal karte hain ke ek to wo apki madad kiye aur aap ho ke usse ched kar diye to khizr as kehte hain apse pehle hi kaha tha ke mere sath rehna hai to sawal nahi karna ya phir aap mere sath nahi reh paoge lekin moosa as ne soda kar liye the ke koi sawal nahi karenge to ye muqtasar baat hai ap baki tafaseer me dekh sakte ho to taqleed bhi aise hi hai ke ankh band karke kisi ki baat manna to isko iqbal ne khizr ke sode se tashbee di hai umeed hai abhi baat wazeh ho gayi hogi
 
  • Like
Reactions: ღ*HõOriã*ღ

~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513


  • [*=center]SAJDON K EVAZ FIRDAUS MILE YE BAAT MUJHE MANZUR NAHI

    [*=center]BE LAUS IBADAT KARTA HUN BANDA HUN TERA MAZDUR NAHI

Is sher me allama ne kya khoob apni ibadat ki baat kahi hai...
wo kahte hain k mei jannat ki lalach me teri ibadat nahi karta na hi mere Sajdon me koi gahrz chupi hai
Mei Be laus ibadat karta hun k mei Tera Banda hun Koi mazdur nahi..
Yahan par shayer ne Hazrat Ali As k is Qaul ki bhi tashreeh ki hai...

''MEI APNE RAB KI IBADAT NA HI JANNAT KI LALACH ME KARTA HUN NA HI JAHANUM K DARR SE
BALKAY MEI ALLAH KI IBADAT ISLIYE KARTA HUN K WO LAYEQ E IBADAT HAI''

 
  • Like
Reactions: hoorain

Wasif Safi

!!pRaISe D CReAtOr!!
Banned
Oct 1, 2009
14,987
4,810
513
Hyderabad, India
Allama Iqbal
Iqbal is the best articulated Muslim response to Modernity that the Islamic world has produced in the 20th century. His response has three dimensions:
A creative engagement with the conceptual paradigm of modernism at a sophisticated philosophical level through his prose writings, mainly his The Reconstruction of Religious Thought in Islam which present his basic philosophic insights

His Urdu and Persian poetry which is the best embodiment of poetically mediated thought, squarely in the traditional continuity of Islamic literature and perhaps the finest flowering of wisdom poetry, or contemplative poetry or inspired poetry in the modern times.
As a political activist/ social reformer― rising up to his social responsibility, his calling at a critical phase of history
 
  • Like
Reactions: ღ*HõOriã*ღ

SHB_Bhaiya

محمد شعیب ںاصر
Super Star
Jan 31, 2010
51,098
10,427
1,313
39
Karachi
yan pe copy paste nahi ker sakte :s


chalooo fir mai beth ke sub ke comments read kerta hon :|
 

HuriYa

(¯`★´¯)I'll Always Be Daddy's Doll(¯´★`¯)
Super Star
Aug 8, 2011
14,920
7,014
713
D!amOnd CastLe
TAqleed ki rawish se to behtar hay khudkushi
Rasta bhi dhundh, khizar ka soda bhi chor dey {(popcorn)}


Iski tafseel aur background Saviou bahya ne meko samjhaya warna hamesha dusra misra meko confuse karta tha,,,,,,

khizr ka soda ye tha ke khizr as jo kahen wo musa as ko sunna tha yane unko sawal karne ki ijazat nahi thi jaise waqai me tafseel hai ke kuch log unko kashti me bithate hain taa ke wo nadi paar kar sake lekin khizr as usme ched kar dete hain usse kashti doob sakti hai to moosa as sawal karte hain ke ek to wo apki madad kiye aur aap ho ke usse ched kar diye to khizr as kehte hain apse pehle hi kaha tha ke mere sath rehna hai to sawal nahi karna ya phir aap mere sath nahi reh paoge lekin moosa as ne soda kar liye the ke koi sawal nahi karenge to ye muqtasar baat hai ap baki tafaseer me dekh sakte ho to taqleed bhi aise hi hai ke ankh band karke kisi ki baat manna to isko iqbal ne khizr ke sode se tashbee di hai umeed hai abhi baat wazeh ho gayi hogi
sis Yah Waqiya tu main nay apnay Baba se suna hua tha laken Allama Iqbal ka shair aur is se is ka Taluq aaj First Time perha..!

Thanks 4 sharing :)
 

HuriYa

(¯`★´¯)I'll Always Be Daddy's Doll(¯´★`¯)
Super Star
Aug 8, 2011
14,920
7,014
713
D!amOnd CastLe


  • [*=center]SAJDON K EVAZ FIRDAUS MILE YE BAAT MUJHE MANZUR NAHI

    [*=center]BE LAUS IBADAT KARTA HUN BANDA HUN TERA MAZDUR NAHI

Is sher me allama ne kya khoob apni ibadat ki baat kahi hai...
wo kahte hain k mei jannat ki lalach me teri ibadat nahi karta na hi mere Sajdon me koi gahrz chupi hai
Mei Be laus ibadat karta hun k mei Tera Banda hun Koi mazdur nahi..
Yahan par shayer ne Hazrat Ali As k is Qaul ki bhi tashreeh ki hai...

''MEI APNE RAB KI IBADAT NA HI JANNAT KI LALACH ME KARTA HUN NA HI JAHANUM K DARR SE
BALKAY MEI ALLAH KI IBADAT ISLIYE KARTA HUN K WO LAYEQ E IBADAT HAI''

WahOoo Zabderdast..! Mashallah
 
  • Like
Reactions: ~Bahaar~

*Sonu*

•°o.O Born to Fly O.o°•
VIP
Mar 5, 2010
46,172
11,604
1,313
walikum salam nice thread hooria
well at this tym one couplet i would like to share
Afrad ka haathon mai hai aqwam ki Taqdeer
her fard hai milat ka muqadar ka sitara...!
 
  • Like
Reactions: ღ*HõOriã*ღ

Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313
walakumsalam wrwb..
bohot acha silsila shuru kiya hai...
inshaAllah mai bhi share karonga
 
Top