Wallpapers Islam : Ideal System Of Living For All Mankind

  • Work-from-home

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
be'shak.......!
jazakAllah
 

LKK

TM Star
Oct 24, 2010
1,395
737
1,013
KOB
agar aj muslimaano ki halaat ko dekha jaye to phir yeh true nazar nahi a raha... matlib esa kyun hai, muslimaan apnay amal or kirdar se islam ko religion of "peace" na bana sakay.
Disagree! Kiya woh muslaam hain jin k baat ho rahi hy?
 

Zonish

Active Member
Mar 24, 2012
380
197
43
agar aj muslimaano ki halaat ko dekha jaye to phir yeh true nazar nahi a raha... matlib esa kyun hai, muslimaan apnay amal or kirdar se islam ko religion of "peace" na bana sakay.
ye bhi haqeeqat he......magar logon ki bajae ham ko apni islah karni chahye ,,,,,agar aap ya me apni islah kar lein to hamari baat dusre ko samaj a sakti he ...wo kehte hein na qatre qatre se darya banta he,,,,to hame khud ibteda karni chahye ,,,,,,,,,,,,magar zahiri libas ki had tak ni balke andar apne kirdar me is ko samaana chahye,,,,,,
 

The horror

Banned
Nov 24, 2011
1,965
595
113
29
the haunted mansion

ye bhi haqeeqat he......magar logon ki bajae ham ko apni islah karni chahye ,,,,,agar aap ya me apni islah kar lein to hamari baat dusre ko samaj a sakti he ...wo kehte hein na qatre qatre se darya banta he,,,,to hame khud ibteda karni chahye ,,,,,,,,,,,,magar zahiri libas ki had tak ni balke andar apne kirdar me is ko samaana chahye,,,,,,
log mil kar mashara banatay hain... Kisi mashray ko us kay afraad se dekha ja sakta hia... Mashray mian jab tamam log theek nahi ho gay, to uss ka matlibh hai ess mashray mian aik shaks apni islah nahi kar sakta.... Faraz karain main apni islah kaisay karon.... Jis mashray kay log overall theek na hon to wahan pe aik insan ki islah bohat mushkil hoti hia..
 
Top