Issey Khuloos Kaho Ya Hamari Nadaani,

  • Work-from-home

Fanii

‎Pяiиcε ♥
VIP
Oct 9, 2013
61,263
16,095
1,313
Moon
hahahahhaha achaaa..... kisi ka hona chaha tha woh nai hoa to un ka kia kassoor :D
sarin behnein aisi kiun hotin hein yar mujhy mishal api bhi chali gain ab huree sis bhi :(
hahaha han sahi kah u ne unka kya qasoor :p
han ye to u ko b jana hoga aik din sb ki bari aati hai :p
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
bhaiya bs study mein buzy aj kal bs test hi test :( or huree sis to kehti rehtin hein 10th ke bad jo kerna hai ker lena ab parh lo aj woh ghar nai hein to moqa mila :D
kaunsi class me hain ap? aur @Huree apke bahen hain?
waise sahi kehte hain na pehle parhai phir masti
 

Fanii

‎Pяiиcε ♥
VIP
Oct 9, 2013
61,263
16,095
1,313
Moon
hahahahah nai murgha dundhny ki mujhy koi zarorat nai mery mama baba hein mery liye insaan dhundny ke liye or meri sisterz bhi ;) :p
han ye to teek hi kaha but wo jo dhondaingy us ne b murgha ban jana hai baad main :p
 
Top