khamosh palko pe dariya ruka hai abi

  • Work-from-home

Sumi

TM Star
Sep 23, 2009
4,247
1,378
113
khamosh palko pe dariya ruka hai abi
Tumhare intzar mein ek lamha ruka hai abi


Sadiyuon ka fasla to tay kar liya hum ne
Sirf do qadmo ka safar ruka hai abi

Waqt k sagar pe rawan ho tum ye jan lo
Tumhare pyar k liye ek shaks ruka hai abi

Aajo keh zindagi tamam na ho jaey meri
Baray ehtamam se maut ko tala hai abi

Sadain de de k be-awaz na ho jaon kahin mein
Aajao laut k ek jumla meri zuban pe ruka hai abi.....!
 
  • Like
Reactions: **King**
Top