Help Kia Ye Khula Tazaad Nahi Ha?

  • Work-from-home

Abid Mahmood

~I AM ANTI ESTABLISHMENT~
Super Star
Sep 22, 2012
6,908
4,390
1,313
aapko to kabhi b kuch b lagta rehta hay ,,ab kai kiya ja sakta hay{(jccoffe)}
shanku for wishing me luck {(girlangel)}
lekon iss par to sab he heran hon ge k aap abi tak waja nahi bta saki hain?
Secondly aap ne waada kiya tha k ab mein jab b koi issue uthaun ga to aap pehle reply nahi karain gee,ab iss waada khilafi par aapko qoum se muafi mangni chahyay{(order)}
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!

acha acha maien wada to nhi kiya tha par kaha tha aur main wo bhul gai thi :p pehle yaad dilate {(popcorn)}
aur wja btayi to hay k maine approve nhi kiye {(cofee)}
 
Abid Mahmood

~I AM ANTI ESTABLISHMENT~
Super Star
Sep 22, 2012
6,908
4,390
1,313
staff ki ainak saff hai :p ap ki ainak dundali ho gie hai :D mistake ho jati hai bro sub insan hi hai kon sa insan ghalti sy pak hota hai {}{78iu
abidi bro ki ainak dhundli nhi hay gum gai hay :p
umr ka taqaza hai han na @Abidi veer :p ab uss no ki milni vi nhi jaldi :p
mery ainak dundhli ho ya gum ho jaye to mujhe wo issues kioun nazar aa jaaen jo khud staff ko nazar nahi aatay=))
kis ki umar ka taqaza ha? Mahen Phupho :D
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
mery ainak dundhli ho ya gum ho jaye to mujhe wo issues kioun nazar aa jaaen jo khud staff ko nazar nahi aatay=))
kis ki umar ka taqaza ha? Mahen Phupho :D
koi gal nae abidi bhaya apaki umar may banda khabti ho jata hay phir wo issues b dikhte hain jo hote hi nhi ;))
hay na @Mahen ;)
 
Mahen

Alhamdulillah
VIP
Jun 9, 2012
21,845
16,877
1,313
laнore
mery ainak dundhli ho ya gum ho jaye to mujhe wo issues kioun nazar aa jaaen jo khud staff ko nazar nahi aatay=))
kis ki umar ka taqaza ha? Mahen Phupho :D
staff ko bhi sub nazar ata hai but kia hum bhi issue create karna start kar dye ? humy pata hota hai iss kam mein ye masla hai ye iss waqt thak sahi ho jana ..
ap cooperate na karna bshh issue py hi nazar rakhna k jaldi sy koi mil jaye oar watt laga do staff ki /:)
 
Abid Mahmood

~I AM ANTI ESTABLISHMENT~
Super Star
Sep 22, 2012
6,908
4,390
1,313
acha acha maien wada to nhi kiya tha par kaha tha aur main wo bhul gai thi :p pehle yaad dilate {(popcorn)}
aur wja btayi to hay k maine approve nhi kiye {(cofee)}
aap bar bar baton ko bhul jati hain,zahir ha k barhti hui umar ka asar ha,iss lie to kehta hun k resign karain aur ghar beth kar rest karain{(popcorn)}
 
Abid Mahmood

~I AM ANTI ESTABLISHMENT~
Super Star
Sep 22, 2012
6,908
4,390
1,313
staff ko bhi sub nazar ata hai but kia hum bhi issue create karna start kar dye ? humy pata hota hai iss kam mein ye masla hai ye iss waqt thak sahi ho jana ..
ap cooperate na karna bshh issue py hi nazar rakhna k jaldi sy koi mil jaye oar watt laga do staff ki /:)
mein kab kehta hun k aap issues creat karain(wo to mera kam ha)lekon kam az kam un k wajud se to inkar na kiya karain,
agar mein TM ya issues raise karna chor dun ga to staff ko thand lag jaye gee,rest kar kar k=))
 
Mahen

Alhamdulillah
VIP
Jun 9, 2012
21,845
16,877
1,313
laнore
aap bar bar baton ko bhul jati hain,zahir ha k barhti hui umar ka asar ha,iss lie to kehta hun k resign karain aur ghar beth kar rest karain{(popcorn)}
tou net bhi gahr beth k hi use hoti rest karty karty :p kon sa cycle chalty chalty {(popcorn)}
 
Mahen

Alhamdulillah
VIP
Jun 9, 2012
21,845
16,877
1,313
laнore
mein kab kehta hun k aap issues creat karain(wo to mera kam ha)lekon kam az kam un k wajud se to inkar na kiya karain,
agar mein TM ya issues raise karna chor dun ga to staff ko thand lag jaye gee,rest kar kar k=))
issue hoty koi nhi ap bana dety ho {(doh)} masla solve ho raha hota hai ap usy lhr sy khi thak kanch diya karo {(bigboss)}
 
Abid Mahmood

~I AM ANTI ESTABLISHMENT~
Super Star
Sep 22, 2012
6,908
4,390
1,313
issue hoty koi nhi ap bana dety ho {(doh)} masla solve ho raha hota hai ap usy lhr sy khi thak kanch diya karo {(bigboss)}
kabi to aap kehti hain k ghalt kisi se b ho sakti ha aur kabi kehti hain k issue hota he nahi,kia ye khula tazaad nahi ha?
Wasay aap k baqol yahan koi issue nahi hota to it means k yahan sab farishtay hain,insan koi b nahi,phir to bat he khatam.
 
Mahen

Alhamdulillah
VIP
Jun 9, 2012
21,845
16,877
1,313
laнore
kabi to aap kehti hain k ghalt kisi se b ho sakti ha aur kabi kehti hain k issue hota he nahi,kia ye khula tazaad nahi ha?
Wasay aap k baqol yahan koi issue nahi hota to it means k yahan sab farishtay hain,insan koi b nahi,phir to bat he khatam.
ap ku fazol mein larai karty rahty ho bro ??
ghalti ka matlab issue create karna nhi hota staff ko bhi pata hota hai kia masla hai oar usy kasie solve karna hai kuch waqt lagta hai har time mein
pr ap log itni dar mein uss problem ka itna bara issue bana dety ho :s .. jaha issue na ho waha farishtay hoty hai :-?
issue hony na hony sy farishty ka kia relation .. many bat ghalti ki ki ti by mistake agar kuch ho jata hai tou sara blame staff py
ap sy kabhi ghalti nhi hoie kia ? bar bar koi ap ko ek hi bat kahye ap ko bura nahi lagta ? jab k ap woh kam solve bhi kar rhy ho /:)
 
Abid Mahmood

~I AM ANTI ESTABLISHMENT~
Super Star
Sep 22, 2012
6,908
4,390
1,313
ap ku fazol mein larai karty rahty ho bro ??
ghalti ka matlab issue create karna nhi hota staff ko bhi pata hota hai kia masla hai oar usy kasie solve karna hai kuch waqt lagta hai har time mein
pr ap log itni dar mein uss problem ka itna bara issue bana dety ho :s .. jaha issue na ho waha farishtay hoty hai :-?
issue hony na hony sy farishty ka kia relation .. many bat ghalti ki ki ti by mistake agar kuch ho jata hai tou sara blame staff py
ap sy kabhi ghalti nhi hoie kia ? bar bar koi ap ko ek hi bat kahye ap ko bura nahi lagta ? jab k ap woh kam solve bhi kar rhy ho /:)
ghalti har aik se hoti ha aur agar ghalti ho to kaha jata ha k jee ghalti ho gai aur iss tarha bat khatam!
Issue ussi waqt banta ha jab ghalti jan boojh kar ki jati ha aur aap ne pichli post main kaha k mein issue banata hun,mein ne 22 september 2012 ko TM join kiya,aap issi section ko search karain aur dekhain k meray forum join karne se pehlay kitnay ziada issues uthaye gae,khas tour par islamic section se related..
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
ghalti har aik se hoti ha aur agar ghalti ho to kaha jata ha k jee ghalti ho gai aur iss tarha bat khatam!
Issue ussi waqt banta ha jab ghalti jan boojh kar ki jati ha aur aap ne pichli post main kaha k mein issue banata hun,mein ne 22 september 2012 ko TM join kiya,aap issi section ko search karain aur dekhain k meray forum join karne se pehlay kitnay ziada issues uthaye gae,khas tour par islamic section se related..
ahem ahem arz kiya hay

" Aap hi apni adaon par zara ghaur karain
hum agar arz karain gaye to shikaya hogi"

par aap to chahte hain k ghalti ho ya na ho staff members hamesha maafi maangte rhain aur phir hi baat khatam ki jaaye :s
jab aap kisi cheez ki taraf point out karte ho to staff aapko reply kar dey k ho jayega ya ab ho rha hay or whatever to baat khinchne ka maqsad muje samajh nhi aata :s it seems aap hamesha staff ko careless,,irresponsible aur rude ya apna dushman sabit karna chahte hain..
sometimes it is ok chalta hay hora bohat
but aksar bura b feel hota hay aaj b muje bura feel hua u should check ur tune before pointing towards anything!
na to ye court hay aur na hum mulzim hain jo sawal pe sawal uthaya jaye
hope u understand {(popcorn)}
 
mein ne ye sawal uthaya k latest thread pehle kioun approve ki gai? Aap ne nahi ki thee to aap reply he na kartien ya phir shuru he main keh detien k mein ne nahi ki,lekon aap ne khud bat ko khencha,
mery tune to aapko buri lagi lekon lovelyalltime ko "khasusi riyaaet" denay ki batain meray forum join karne se pehle ki ho rahi hain,mein ne ye forum join karne k baad sab se pehlay iss section ka jo thread dekha tha usska title tha.."kia ye forum ahle hadees hazrat k lie ha?"(aur wo thread mein ne nahi lagaya tha)
anyways,i know k meray jaise banday se staff khush nahi ho sakta,administration hamesha un logon se khush hoti ha jo kahain k "sab acha ha"
 
kia aapki tune theek thi poochne ki?
main nhi keh rhi k aap issue na uthao,,,na staff may se kisi ne kabhi apako roka,,,honestly speaking sometimes aap hi k btane par kisi abat ki taraf hmara dehan jata hay ya hum agar sust ho rhe hon to excited ho jate hain,,is may koi shak nhi

lakin hamesha aik justification laien daine wala style irritate kar jata hay
there may be a friendly tune ,,farq kuch nae parna sirf lehje ka parna hay ,,,us se ye hoga k aik friendly environment may sab discuss b ho jata hay aur clear b!cauzz its a family to issue uthatey huye lehja aur style b aise hi hone chahiye jaise family may hote hain..

Meri energy low hoing main corn flakes nosh farma k aati hun,,aap thandey dil se sochna aur Blue font may reply likhna {(jccoffe)}
 
mein to issue raise karne k baad sath sath mazak karne ki koshish karta hun.taa k talkhi na ho,phir b agar talkhi ho jati ha to wo yaktarfa nahi hoti,taali aik hath se nahi bajti{(clapping)}
 
Top