Log Larkioon Ki Izzat kab karenge?

  • Work-from-home

Zee Leo

~Leo ! The K!ng~
Banned
Aug 1, 2008
56,471
23,637
713
Karachi
sara tum woh quran ki translation main jo likha hai us ko parhoo us main saaf likha hai jab ghar se nikla karen mean larkioon ki ghar se nikalney ki koi mumaniat nahi hai magar unka parda karna wajib hai
 

Zee Leo

~Leo ! The K!ng~
Banned
Aug 1, 2008
56,471
23,637
713
Karachi
google pe search karoo Quran with urdu translation magar sath main pehle dekh lena jis site se copy kar rahi hoo woh kitni theek hai
 

NamaL

Super Star
Nov 18, 2010
8,506
3,891
1,313
  • [SIZE=-1]“O you Children of Adam! We have bestowed on you raiment to cover your shame as well as to be an adornment to you. But the raiment of righteousness, that is the best. Such are among the Signs of Allah, that they may receive admonition.” (Quran 7:26)[/SIZE][SIZE=-1][/SIZE]
    [SIZE=-1]“And say to the believing women that they should lower their gaze and guard their modesty; that they should not display their beauty and ornaments except what must ordinarily appear therof; that they should draw their veils over their bosoms and not display their beauty except to their husbands, their fathers, their husbands’ fathers, their sons, their husbands’ sons, their brothers, or their brothers’ sons or their sisters’ sons, or their women or the servants whom their right hands possess, or male servants free of physical needs, or small children who have no sense of the shame of sex, and that they should not strike their feet in order to draw attention to their hidden ornaments. And O you Believers, turn you all together towards Allah, that you may attain Bliss.” (Quran 24:31).[/SIZE][SIZE=-1][/SIZE] [SIZE=-1]“O Prophet, tell your wives and your daughters and the women of the believers to draw their cloaks close round them (when they go abroad). That will be better, so that they may be recognised and not annoyed. Allah is ever Forgiving, Merciful.” (Quran 33:59)[/SIZE]
 

Sara Cilli Milli

!*!Bulbul!*!
Super Star
Oct 21, 2010
13,389
6,751
513
disney land (-'')
  • [SIZE=-1]“O you Children of Adam! We have bestowed on you raiment to cover your shame as well as to be an adornment to you. But the raiment of righteousness, that is the best. Such are among the Signs of Allah, that they may receive admonition.” (Quran 7:26)
  • [SIZE=-1][/SIZE]
    [SIZE=-1]“And say to the believing women that they should lower their gaze and guard their modesty; that they should not display their beauty and ornaments except what must ordinarily appear therof; that they should draw their veils over their bosoms and not display their beauty except to their husbands, their fathers, their husbands’ fathers, their sons, their husbands’ sons, their brothers, or their brothers’ sons or their sisters’ sons, or their women or the servants whom their right hands possess, or male servants free of physical needs, or small children who have no sense of the shame of sex, and that they should not strike their feet in order to draw attention to their hidden ornaments. And O you Believers, turn you all together towards Allah, that you may attain Bliss.” (Quran 24:31).[/SIZE][SIZE=-1][/SIZE] [SIZE=-1]“O Prophet, tell your wives and your daughters and the women of the believers to draw their cloaks close round them (when they go abroad). That will be better, so that they may be recognised and not annoyed. Allah is ever Forgiving, Merciful.” (Quran 33:59)[/SIZE]
gud pari......
[/SIZE]
 

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
kafi acha topic ap ne..
muje jese hi time milta hai main inshAllah boht jald apna comment don gi.
 

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
sthek kaha ap ne zee,jb tak urat apni izzat khud nhi kre gi,apne mukam ko nhi pehchane gi..use izzat mile gi b nhi,Allah hume rah-e-hidayat par laye..
lekin mere khayal me dono batain hi zaruri hain,aj kal k mard b to urat ko izat ki nighah se nhi dekhte,gherat shyd kahen mar gyi hai,
hijab sharm-o-haya ka hukam jo islam ne urat ko diya to mard ko b nighahe nichi rakhne ka hukam diya..
lehaza mard ki nighah or dil me b haya lazim hai,
1 hadees ki roshni me main apni baat waziya krna chahti hon..
urat ki izat humesha shareef shakhs krta hai or us ki beizati humesha kamina or zaleel shakhs hi krta hai.
 

Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
soo nelli n tooba aap logoon ne pocha tha ke abaye main bhi larkioon ko kyon tang kya jata hai ya un pe awaz kasi jati hai . first of all here i m clear one things ke boys koi doodh ke dhuley nahi so ye sub generally baten hain agar woh kisi bhi terha ki girls ko chertey hain aur tang karte hain toe ye un ka gunah hai unka kasoor hai so yahan tak baat clear ho gai ub baat aai abaye main girls ki toe janab aap logoon ne suna hoga ke aik gandi machli sarey talaab ko ganda kar deti hai ya dosri misaal ye hai ke joo ke sath ghun bhi pis jata hai .. well ub is ko explain karta hon ke aap aaj se 20 years old ka zamana utha loo jab is terha ke waqiat nahi hote thay coz us waqt tak humari girls main mashraki pan zyada hota tha ba nisbat aaj ke . well adi ne bari achi baat boli thi ke dil se parda is ka mean ye hai ke zaroori nahi ke girls sirf abaya pehan ke bol den ke parda kar lye never .. abaye wali girls pe is waja se awaz lagai jati hai kyon ke aksar girls abaya pehan ke bhi parda nahi karti mean dil se parda nahi karti jis ki saza baki girls ko bhi mil rahi hai aaj kal kyon ke abaye ke peeche kisi ke kirdar ka pata nahi chal sakta .. aur aksar girls jab abaya pehan ke parda kar ke bhi pakeeza nahi hoti toe baki girls pe bhi unki waja se shouting hoti hai . so is behas main parhna ke un pe shouting kyon hoti hai samajh agaya hoga . well is waqt sub se behtar amal ye hai ke dil se parda kya jaye apne jism ko chupaney ke sath sath nazroon ki hathoon ki sub naimatoon ki safety rakhi jaye .. aur jo larka pak saaf parde daar larkioon ko tang karta hai ya cherta hai ya kisi fashion able larki ko bhi chehrta hai toe us ko apne ghar main pehle apni maa behnoo ke barey main soch lena chaye .. i hope everything is clear now samajh agaya hoga ub aap ko ke jo maine misal di ke aik gandi machli sarey talab ko ganda karti hai

ha agree wid u,yahe point mera b ta,k chand larkio ki waja say baqe shareef larkia b azab may hay,lakin Allah pak sab logo ko hidayat naseeb farmae,muj samaet,ameen summa ameen...
thx for reply zeeshan....
 
  • Like
Reactions: Zee Leo

فہد

Super Star
Dec 12, 2009
10,225
3,548
1,313
karachi
yar maine ek hadees parhi thi ke ghair mehram larki per kisi shaks ki jab pehli nazar parti hai to woh uski apni nazar hoti hai lekin ussi larki per jab dobara nazar uth jati hai to woh nazar uski nahi balke shetan ki nazar hoti hai
so yeh larkyon per hi munhasir hai ke woh insan ki nazar main rahen ya shetan ki
insan ki nazar ussi time tak reh sakti hai jab tak woh larki ba parda ho ker bahar nikle coz ba parda larki per nazar parne ke bad larkon ki nazren khud hi jhuk jati hain or woh uski izzat karne per majbur b hojate hain lekin be parda larki ko dekhne ke bad mera nhi khayal aj ke dour main kisi ka iman itna mazbut ho sakta hai ke uske dil main koi burai paida na ho or agr main apni baat karun to mujhe b larkiyan kafi attract krti hain or unko dekhne ke bad laakh koshish ke bawajod dil main burai aa hi jati hai bilfarz yeh baat maan b li jati hai ke hr insan ka nafs itna kamzur nhi hota ya hr insan ek jesa nhi hota to ek be parda larki usko chance to de rhi hoti na uska iman dagmagane ke lye?
or yeh b to fact hai ke mard ka nafs aurat ke nafs se kamzur hota hai islye shetan b auraton ke muqable main mardon ko zyada jaldi behka deta hai
 
  • Like
Reactions: Tooba Khan

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
thek kaha ap ne zee,jb tak urat apni izzat khud nhi kre gi,apne mukam ko nhi pehchane gi..use izzat mile gi b nhi,Allah hume rah-e-hidayat par laye..
ap ne bilkul sach kaha..lekin ye to tasveer ka 1 rukh hai..yahan ap ki kahi huvi batain sach hain wahan ye bat b sach hai k aj kal k mard b to urat ko izat ki nighah se nhi dekhte,gherat shyd kahen mar gyi hai,
ap ne 1 ayat k zariye apni bat waziya ki,lekin hijab, sharm-o-haya ka hukam jo islam ne urat ko diya to mard ko b nigahe nichi rakhne ka hukam diya..(main boht jald ye aayat thek se yahan quote kron gi)
lehaza mard ki nigah or dil me b haya lazim hai,
1 hadees ki roshni me main apni baat waziya krna chahti hon..
urat ki izat humesha shareef shakhs krta hai or us ki beizati humesha kamina or zaleel shakhs hi krta hai.
 

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
fahad ap 1 bat baten har cheez larkiyon pe munhisar kyon hoti hai,yahan mard ki nigah ki bat hai k agr achanak us ki nigah kisi geer urat pe par jaye to woh nigah nichi kr ly kyon k pehli nazr us ki lekin dosri shetan ki hai..har bat urat pe hi aa kr hi khatam kyon ho jati hai..kya mardon ko apni nigahen nichi rakhne ki zarurat nhi??????????
yar maine ek hadees parhi thi ke ghair mehram larki per kisi shaks ki jab pehli nazar parti hai to woh uski apni nazar hoti hai lekin ussi larki per jab dobara nazar uth jati hai to woh nazar uski nahi balke shetan ki nazar hoti hai
so yeh larkyon per hi munhasir hai ke woh insan ki nazar main rahen ya shetan ki
insan ki nazar ussi time tak reh sakti hai jab tak woh larki ba parda ho ker bahar nikle coz ba parda larki per nazar parne ke bad larkon ki nazren khud hi jhuk jati hain or woh uski izzat karne per majbur b hojate hain lekin be parda larki ko dekhne ke bad mera nhi khayal aj ke dour main kisi ka iman itna mazbut ho sakta hai ke uske dil main koi burai paida na ho or agr main apni baat karun to mujhe b larkiyan kafi attract krti hain or unko dekhne ke bad laakh koshish ke bawajod dil main burai aa hi jati hai bilfarz yeh baat maan b li jati hai ke hr insan ka nafs itna kamzur nhi hota ya hr insan ek jesa nhi hota to ek be parda larki usko chance to de rhi hoti na uska iman dagmagane ke lye?
or yeh b to fact hai ke mard ka nafs aurat ke nafs se kamzur hota hai islye shetan b auraton ke muqable main mardon ko zyada jaldi behka deta hai
 

Zee Leo

~Leo ! The K!ng~
Banned
Aug 1, 2008
56,471
23,637
713
Karachi
Annu aap ke comments parh ke khushi bhi huwi.. well aap mere topic pe ghor karen jis pe saaf likha hai ke log larkioon ki izaat kab karenge.. is main seedha seedha blame mardoon ko kya gaya hai na ke girls ko.. agey jo jawab dya gaya Quran ke reference main jo baten show ki gaien woh saaf toor pe wazah hain.. mardoon ki gherat etc kaheen mari nahi aur jahan tak fahaad ke comments ka taluq hai us ki baat bilkul theek hai us ne koi aisi baat nahi boli jo kisi ki samajh na aye .. hum yahan boys vs girls nahi khel rahey jo aik dosrey se behas karna start ho jayen. anyways .. Allah ne insan ko apne nafs se jihaad ka hukum dya hai do u know the mean of jihad and types of jihad so ye insan chalen baat ho rahi hai boys ki toe ye boys pe wajib hai ke woh apne nafs ko kaboo main rakhey aur nigah na daley kisi bhi ghair mehrum pe. yahan pe sawal ye uthta hai ke larkian apni izzat logoon ki nigah main kyon ganwati ja rahi hain us ka sub se bara reason be pardagi hai ..so kindly sub parda kareny aur baat ka maqasid samjhen thanks
 

Zee Leo

~Leo ! The K!ng~
Banned
Aug 1, 2008
56,471
23,637
713
Karachi
mirza bhai annu ji ne shayad mere ye comments parhe nahi thay so annu kindly read this also

soo nelli n tooba aap logoon ne pocha tha ke abaye main bhi larkioon ko kyon tang kya jata hai ya un pe awaz kasi jati hai . first of all here i m clear one things ke boys koi doodh ke dhuley nahi so ye sub generally baten hain agar woh kisi bhi terha ki girls ko chertey hain aur tang karte hain toe ye un ka gunah hai unka kasoor hai so yahan tak baat clear ho gai ub baat aai abaye main girls ki toe janab aap logoon ne suna hoga ke aik gandi machli sarey talaab ko ganda kar deti hai ya dosri misaal ye hai ke joo ke sath ghun bhi pis jata hai .. well ub is ko explain karta hon ke aap aaj se 20 years old ka zamana utha loo jab is terha ke waqiat nahi hote thay coz us waqt tak humari girls main mashraki pan zyada hota tha ba nisbat aaj ke . well adi ne bari achi baat boli thi ke dil se parda is ka mean ye hai ke zaroori nahi ke girls sirf abaya pehan ke bol den ke parda kar lye never .. abaye wali girls pe is waja se awaz lagai jati hai kyon ke aksar girls abaya pehan ke bhi parda nahi karti mean dil se parda nahi karti jis ki saza baki girls ko bhi mil rahi hai aaj kal kyon ke abaye ke peeche kisi ke kirdar ka pata nahi chal sakta .. aur aksar girls jab abaya pehan ke parda kar ke bhi pakeeza nahi hoti toe baki girls pe bhi unki waja se shouting hoti hai . so is behas main parhna ke un pe shouting kyon hoti hai samajh agaya hoga . well is waqt sub se behtar amal ye hai ke dil se parda kya jaye apne jism ko chupaney ke sath sath nazroon ki hathoon ki sub naimatoon ki safety rakhi jaye .. aur jo larka pak saaf parde daar larkioon ko tang karta hai ya cherta hai ya kisi fashion able larki ko bhi chehrta hai toe us ko apne ghar main pehle apni maa behnoo ke barey main soch lena chaye .. i hope everything is clear now samajh agaya hoga ub aap ko ke jo maine misal di ke aik gandi machli sarey talab ko ganda karti hai
 
  • Like
Reactions: mirza37
Top