MAA , BAAP LOVE you MOM and DAD :-)

  • Work-from-home

farhan memon

TM Star
Aug 18, 2011
2,121
377
233
41
Karachi
Read & Always Remember This GazaL

Jab Tu Peda Howa Kitna Majbour Tha
Yeh Jahan Teri Socho Se Bhi Dour Tha

Hath Paon Bhi Tab Tere Apne Na The
Teri Ankhon Main Duniya Ke Sapne Na The

Tujh Ko Ata Tha Sirf Rona Hi Tha
Doodh Pe Ke Kaam Tera Sona Hi Tha

Tujh Ko Chalna Sikhaya Tha Maan Ne Teri
Tujh Ko Dil Main Basaya Tha Maan Ne Teri

Maan Ke Saye Main Parwan Chalne Laga
Waqt Ke Sath Qad Tera Barne Laga

Ahista Ahista Tu Kariyal Jawan Ho Giya
Tujh Pe Sara Jahan Mehrban Ho Giya

Zor Bazoo Pe Tu Baat Karne Laga
Khood Hi Sajne Laga Khood Hi Sanwarne Laga

Aik Din Ik Haseena Tujhe Bha Gayi
Ban Ke Dulhan Woh Tere Ghar Agayi

Farz Apne Se Tu Dour Hone Laga
Bij Nafrat Ka Khood Hi Tu Bone Laga

Pheer Tu Maan Baap Ko Bhi Bhulane Laga
Teer Bato Ke Pheer Tu Chalane Laga

Baat Be Baat Unn Se Tu Ladne Laga
Qayda Ik Naya Tu Pheer Padne Laga

Yaad Kar Tujh Se Maan Ne Kaha Ik Din
Abb Humara Guzara Nahi Tere Bin

Sunn Ke Yeh Baat Tu Tesh Main Agiya
Tera Gussa Teri Aqal Ko Kha Giya

Josh Main Aake Tu Ne Yeh Maan Se Kaha
Main Tha Khamosh Sub Dekhta Hi Raha

Aaj Kehta Hoon Peecha Mera Chor Do
Jo Hai Rishta Mera Tum Se Woh Tor Do

Jao Ja Ke Kahin Kaam Dhanda Karo
Log Marte Hain Tum Bhi Kahin Ja Maro

Beth Kar Ahain Bharte The Woh Raat Bhar
Inki Ahon Ka Tujh Par Howa Na Asar

Aik Din Baap tera Chala Roth Kar
Kese Bikhri Thi Pheer Teri Maan Tout Kar

Pheer Woh Be Bass Ajal Ko Bhulati Rahi
Zindagi Isko Har Roz Satati Rahi

Aik Din Mout Ko Bhi Taras Agiya
Iska Rona Bhi Taqdeer Ko Bha Giya

Ashk Ankhon Main The Woh Rawana Howi
Mout Ki Aik Hichki Bhana Howi

Ik Sukoon Isk Chehre Pe Chane Laga
Pheer Tu Mayyat Ko Iski Sajane Laga

Muddatain Ho Gayi Aaj Buda Hai Tu
Jo Para Touti Khatiya Pe Kora Hai Tu

Tere Bache Bhi Abb Tujh Se Darte Nahi
Nafrate Hain Muhabbat Woh Karte Nahi

Dard Main Tu Pukare Ke O MERI MAAN
TERE DAM SE ROSHAN THE DONO JAHAN

Waqt Chalta Rahe Waqt Rukta Nahi
Tout Jata Hai Woh Jo Ke Jhukta Nahi

Bann Ke Ibrat Ka Tu Abb Nishan Reh Giya
Dhonde Zor Tera Kahan Reh Giya

Tu EHKAM-E-RABBI Bhulata Raha
APNE MAAN BAAP KO TU SATATA RAHA

Kaat Le Tu Wohi Tu Ne Boya Tha Jo
Tujh Ko Kese Mile Tu Ne Khoya Tha Jo

Yaad Kar Ke Giya Dor Rone Laga
Kal Jo Tu Ne Kiya Aaj Hone Laga

Mout Mange Tujhe Mout Aati Nahi
Maan Ki Surat Nigahon Se Jati Nahi

Tu Jo Khanse Tu Aulad Dante Tujhe
Tu Hai Nasoor Sukh Kon Bante Tujhe

Mout Ayegi Tujh Ko Magar Waqt Par
Bann Hi Jaye Gi Qabar Teri Waqt Par

QADAR MAAN BAAP KI AGAR KOI JAAN LE
APNI JANNAT KO DUNIYA MAIN PEHCHAN LE

Aur Leta Rahe Woh Baro Ki Dua
Is Ke Dono Jahan Iska Ka Haami KHUDA

Yaad Rakhna Tu Shair Ki Is Baat Ko
Bhool Na Jana REHMAT KI BARSAT Ko
 

farhan memon

TM Star
Aug 18, 2011
2,121
377
233
41
Karachi
Zindagi Main Kuch Paya Or Kuch Koya
Lakin Tuje Khona Nhi Chahtha Maa

Zindagi Na Kabhi Hasaya Or Kabhi Rulaya
Lakin Tuje Rulana Nhi Chahtha Maa

Yaad Athi Hai bhoht Tere Bachpan Ki Wo Lory
Isi Liye Tere Ghod K Ilawa Kahin Or Sona Nhi Chahtha Maa

Kithna Danta Tha Tune Bachpan Main
Ab Q Nhi Dandthi Tu Muja Maa

Kesa Zinda Reh Paonga Main Tere Baghair
Kabhi Fursat Mile Muja Tu Ye Tho Batha Maa

Kiya Hoon Main Tere Dil Main Ab Thak?
Kabhi Tho Dhek Mere Dil Ko Cheer K Apne Aap Ko Maa

Zindagi Tu Na Tho Meri Roshan Kar Di
Lakin Khud Kiss Andhera Main Ko Gayi Tu Maa

Kabhi Tho Kila Muja Apne Hath Ki Roti
Aaj Kal Bhuk Bohoth Lagthi Hai Muja Maa

Kahaan Ho Tum, A Kar Lagalo Gale Iss Bebas Ko
Na Jane Kis Kash Main Nikal Jaye Meri Saans Maa
 

farhan memon

TM Star
Aug 18, 2011
2,121
377
233
41
Karachi
Ham jugnu thay, ham titli thay



Ham rang birange panchi thay

Kuch mah-o-sal ki jannat me

MAA! ham dono b sanjhi thay



Main chota sa ik bacha tha

Teri ungli tham k chlta tha

Tu door nazr se hoti thi

Main ansu ansu rota tha



Ik khawbon ka roshan basta

Tu roz mujhe pehnati thi

Jab darta tha main raton ko

Too apne sath sulati thi



MAA! tune kitne barson tak

Is phool ko seencha hathon se

Jeevan k gehre bhaidon ko

Main samjha teri baton se



Main tere hath k takiye pr

Ab bi raat ko sota hun

MAA! Main chota sa ik bacha

Teri yaad me ab bi rota hun



Dedicated to all MOTHERS

KHUDA sab ki maaon ko slamt rakhy,

Ameen.
 

farhan memon

TM Star
Aug 18, 2011
2,121
377
233
41
Karachi
Qabool he mujhe meri moot apni maa ki moot se pehle


mujhe chalna sikhaya bolna sikhaya meri maa ne subse pehle


mujhe apne Dil me basaya meri maa ne subse pehle


is liye nahi chahiye kisi ka sath meri maa k sath se pehle


sub kuch diya he mere khuda ne mere mangne se pehle


bus meri aik duaa he k mujhe uthale meri maa ko uthane se pehle ..
LOVE U "*MAA*"


(Allah pak sub ki Maao ki omer Daraz farmaye.ameen)
 

farhan memon

TM Star
Aug 18, 2011
2,121
377
233
41
Karachi
Zara C chot lage To wo Aansu baha deti he.


Apni skoon bhari goad me hmko sula deti he.


Karte hain khafa ham jab usko To chutki me bhula deti hen


Hote hen khafa ham Jab Us se


To duniya ko Bhi Bhola deti he,


Mat gustakhi karna A Dosto Us "MAA"se


Q K Jab Wo chor Jati he


To ghar ko Qabristan Bana deti he.
 

farhan memon

TM Star
Aug 18, 2011
2,121
377
233
41
Karachi
Maa..
Raat phir khawaab main aa kar mujhse
Meri ammi ne kuchh sawaal kiye
Usse pahley mujhey duaa ye di
Khuda karey ki tu sau saal jiye
Unki aankhon main mahobbat bhi thi,
Afsos bhi tha
Ek aaNsu bhi tha un aankhon main
Jo chillata bhi tha, khamosh bhi tha
Mujhse poocha ki betey kaisey ho
Koi diqqat to nahin hai tumko
Phir kaha
Tumko maloom hai kya
Main badi takleef main hoon
Jab se laiti hoon so nahin payee
Tumhaari wajah se main khul ke ro nahin payee
Terey gunaah mujhko saanp banke danstey hain
Farishtey aakar har roz fiqrey kastey hain
Tumhi bataao beta mainey kya kami ki thi
Merey samjhaney main kami thi kya
Ya meri tarbiyat adhoori thi
Kyon burey kaam roz kartey ho
Kyon nahin us khuda se dartey ho
Jisney tumko ye jaan bakshi hai
Jisney tumko amaan bakshi hai
Laut kar jiske paas jaana hai
Kya usey munh nahin dikhana hai
Kya tumhein is liye padaya tha
Kya tumhein yehi sab sikhaya tha
Ki apney ilm par Guroor karo
Apney nafs ko masroor karo
Jab bhi bolo to bas galat bolo
Zulm dekho to lab nahi kholo
Chorrkar deen bhool kar mazhab
Apni auqaat note main taulo
Sach batao ki kya ye qissa hai
Kya ye andaaz meri tarbiyat ka hissa hai
Mujhko afsos nahin ki tu mujhey bhool gaya
Ranj ye hai ki mera jeena hi fizool gaya
Main to markey bhi roz marti hoon
Main tujhey roz yaad karti hoon
Jis tarah jeeney ka agaaz kiya hai tuney
Uskey anjaam se main darti hoon
Khuda karey ki tujhey ab bhi samajh aa jaye
Koi to aakey tujhey seedhee raah dikha jaye
Ki ikhtitaam ho teri gunah ki shaamon ka
Mujhey bhi ajr miley terey naik kaamon ka
 

-Mahi-

TM Star
Sep 1, 2011
3,833
1,147
413
Aik Din Baap tera
Chala Roth Kar
Kese Bikhri Thi Pheer
Teri Maan Tout Kar
Pheer Woh Be Bass
Ajal Ko Bhulati Rahi
Zindagi Isko Har Roz
Satati Rahi
 
  • Like
Reactions: farhan memon

farhan memon

TM Star
Aug 18, 2011
2,121
377
233
41
Karachi


kya matlab Far mai samji nai
Jo POERTY aap ny POST ki hai DIRECT DIL per lagi hai kis thara tareef likhon lakeen jo words hain real words hain jub kisi insan ka BAAP chala jata hai tous bachy ko jitna gum hota hai us kai gunha us MAA per perta hai jis AOWRAT ny us INSAN k sath ZINDAGI guzari hoti hai or who DARD who BACHY kam hi SAMJH saktain .
 

farhan memon

TM Star
Aug 18, 2011
2,121
377
233
41
Karachi
Tere liye main ye duniya chorr to du par us ka dil kaise dukhao.


Jo roz darvaze pe akar kehti hai.


''Beta'' aaj ghar jaldi aa jana''.


I LOVE U "MOM";"-.
 

farhan memon

TM Star
Aug 18, 2011
2,121
377
233
41
Karachi
Wo bhi kya kya din thay,
AMMI ki goad aur papa k kandhay,
Na parhai ki soch,


Na life k funday,
Na kal ki fikar,
Na future k sapnay,


Ab kal ki hai fikar,


Aur adh0ray hain sapnay,


Murr k dekha to bohat door hain apne,


Manzil0n ko dhoondhtay huay kahan kho gaye hum,


ky0n itni jaldi itnay baray ho gaye hum:-(
 

farhan memon

TM Star
Aug 18, 2011
2,121
377
233
41
Karachi
Wo Meri Badslooqi Par Bhi Mujhy Duwa Deti Hai


Aagosh Mein Lay Kar Sab Gham Bhula Deti Hai


Yun Lagta Hai Jesy Jannat Se Aa Rahi Hai Khushbu


Jab Wo Apne Pallu Ki Mujhe Hawa Deti Hai


Main Jo Anjane Mein Karoon Koi Ghalti


Meri MAA iss Par B Muskura Deti Hai


Kya Khoob Banaya Hai Rab Ne Rishta MAA Ka


Veran Ghar Ko B MAA Jannat Bana Deti Hai


MAA K Baad Mera Kon Sahara Hai


Ye Soch Mujhy AKSAR Rula Deti Hai
 
  • Like
Reactions: Wasif Safi
Top