Mai ne jo poocha kismat ka haal

  • Work-from-home

mfbiddu

Newbie
Aug 8, 2009
1,546
1,584
0
39
Mai ne jo poocha kismat ka haal
aankhon se ansson ki do bondain gira dain
mai ne jo pucha baraish ki wajha
maathe se paseene ki chand bondain gira dain
mai ne jo pucha husan ka raaz
jub hi chahre pe do zulfain gira dain
main jo pucha kayamat ka haal
palkain utha kar palkain gira dain
 
  • Like
Reactions: nrbhayo
Top