Make ur own page

  • Work-from-home

Asma24

~~*Patar Patar~~*
VIP
Oct 21, 2010
9,256
5,200
513
thanxxx sweeet sara{(thx)}

dear this is the platform where u can make ur own idia and take a solution with every one's advices ..in short yahan koi b topic share kerskti ho..
i mean make ur own colum dear:)
 
  • Like
Reactions: Sara Cilli Milli

Asma24

~~*Patar Patar~~*
VIP
Oct 21, 2010
9,256
5,200
513

ASSALAM WALIEKUM FRDSSSS

aaj jo topic me yahan post ker rhi hoon wo hy
girl's education

baithak.jpg

ye bilkul common baat hy magr girlz k liye bht ehem baat hy ..hmare mulk k kayi shehron me larkyun ki studies per pabandiyan hoti hian ,,

sirf aik line me unki wishes aur future pallning ko rud kiya jta hy
wo hy k mahool theeek nhi hy ajkal ka

me manti hoon mahool theek nhi hy magr taleem hasil kerne se kya mahoool per ziyada effect ayega
wo larkiyan jo taleem hasil ki khuwahish dil me liye najane kitne sapne dkhti hian

unki study rok ker education se cut kiya jata hy
aur ye aur koi nhi hmare apni family kerti hy

mera aap sab se sawal hy ?

es me kska qusoor hy?

mahool ka?
girlz ka?
parents ka?
 
Atif-adi

-{عادي}-{Adi}-
VIP
Oct 1, 2009
34,469
21,486
1,313
Sharjah, U.A.E

ASSALAM WALIEKUM FRDSSSS

aaj jo topic me yahan post ker rhi hoon wo hy
girl's education

View attachment 49581

ye bilkul common baat hy magr girlz k liye bht ehem baat hy ..hmare mulk k kayi shehron me larkyun ki studies per pabandiyan hoti hian ,,

sirf aik line me unki wishes aur future pallning ko rud kiya jta hy
wo hy k mahool theeek nhi hy ajkal ka

me manti hoon mahool theek nhi hy magr taleem hasil kerne se kya mahoool per ziyada effect ayega
wo larkiyan jo taleem hasil ki khuwahish dil me liye najane kitne sapne dkhti hian

unki study rok ker education se cut kiya jata hy
aur ye aur koi nhi hmare apni family kerti hy

mera aap sab se sawal hy ?

es me kska qusoor hy?

mahool ka?
girlz ka?
parents ka?
well me is bat k sakht khilaf hun,
mujeh bht bura lagta hai jab ek gher me larke ko facility di jati hai ek larki ko nai
they should treat them equaly,

kam se kam me to esa apne bachu k sath kabhi nai hone dunga
infact mujeh to betia zada pasand hai

just check this thread idher mere views hain about this

>>>CLICK HERE<<<
 
  • Like
Reactions: Asma24

Noor_Afridi

Super Star
Feb 28, 2009
14,443
9,602
1,313
40
karachi

ASSALAM WALIEKUM FRDSSSS

aaj jo topic me yahan post ker rhi hoon wo hy
girl's education

View attachment 49581

ye bilkul common baat hy magr girlz k liye bht ehem baat hy ..hmare mulk k kayi shehron me larkyun ki studies per pabandiyan hoti hian ,,

sirf aik line me unki wishes aur future pallning ko rud kiya jta hy
wo hy k mahool theeek nhi hy ajkal ka

me manti hoon mahool theek nhi hy magr taleem hasil kerne se kya mahoool per ziyada effect ayega
wo larkiyan jo taleem hasil ki khuwahish dil me liye najane kitne sapne dkhti hian

unki study rok ker education se cut kiya jata hy
aur ye aur koi nhi hmare apni family kerti hy

mera aap sab se sawal hy ?

es me kska qusoor hy?

mahool ka?
girlz ka?
parents ka?
i think iS Mahol OR Girlz ka QasOor hai kOi bhi parents yeh nahi Chahengay k On k baChay
unphar hO ... lkn SAry parents apni beizzati Say Darty hain
inShaa Allah may baad may iS TopiC par TafSeel Say raye dOnga
 
  • Like
Reactions: Asma24

Asma Shah

TM Star
Jan 16, 2012
6,450
1,604
263
KSA,AL-Khubar
very nice thread dear...well actually asma,iss mn qasur hm sab ka hia..mahool ka nahi..mahool kisss sy bnta hai yaar...hm se na...???
tu mahol k khrb hone ka kon zimedar hua....hm na.....parents ka qasur nahi hai,bas zara si soch badalne ki dair hai unki,baz parents wohi purany khayalat k malik hoty hn,k wohi sab hona chahie,larkian aram se ghr mn bethen,bahir ye ho jae ga wo ho jae ga,unhn aisa nahi sochna chahie,agr maholl chnge hua hai tu insan k ander ki feelings r quwat e mudafay b tu chnge hui hai na..agr aisa kahen mahol hai b,tu zaruri tu nahi k wo b isi mahool mn dhal jae,han tab wo zarur aisa mahol adopt kry gi jab educated nahi hogi,kiun k usy pata hi nahi hoga k galat kia hai sahi kia hai...jab wo educated ho,r janti b ho k ye sab galat hai,phrr b wo koi galat kam kry tab wo qasur war hogi mahol ko bigarne mn......

mn nahi kahon ggi k sab muj se itefaq kren,sab k apne apne views hon gy,so mera tu yehi kahayl hai.....
 
  • Like
Reactions: Asma24

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,086
1,313
31
Karachi,PK
Wa'alaikum assalam

pehle parents ka
phir galz ka
phir mahoul ka

let me explain mahoul ko achha bura parents khud banate hain kisi aur ko bigarte huwe
dekh khush hona ya khamosh ho jaana ya kuch ghalat karna unhein is baat ka ehsaas
dilata hai ke unke apne beti ke saath bhi kisi din yeh ho sakta hai......

phir galz ka mahoul ke jin lougon ko bura samajh kar aisa kiya jaata hai to yeh mahoul
hawaiy cheezein ko nahin kehte galz boyz shaamil hain inme khud bhi to yeh khud aksar
galz boyz ki ghalti hi hai ab 20 colleguos larke larkiyon ko bigarta dekh kounse waldein
apne bachon ko parhwana chaahengein????

mahoul ki is tarah ke jitne bhi ghair iqhlaaqiya kaarnaame hain un per hukumat se rouk lagane ki appeal karein
yaa phir kam az kam ilaaqe ke buzargaan aisa nizam qaiym karein ke inpe rouk lage khaaskar
agar mahoul aisa hoga ke 10 saal ki bachi bhi bolne lagegi munni badnaam huwi darling tere liye
to wahaan 18 saal ki larki ya larke ka kya hoga.??? humein apne mahoul me islami rawayaat laane hongein

thats it{(thx)}
 
bro muje parents k qasur wali baat samjh nahi ai....unka qasur tu sirf itna hota hai na k jab unhn ne apne bachon ki achi tarbiyat ki hai tu un pe trust kren...r jo aisa nahi krty unhn sirf apni soch ko badalne ki zarorat hoti hia na,,,>>???
 
  • Like
Reactions: Asma24

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,086
1,313
31
Karachi,PK
Correct Asma sis bohot baar aisa bhi hota hai ke walidein ki
soch ghalat hoti hai per baat waheen aaiy naa ke unki yeh soch
hoti hi kyun hai......

kya kabhi kisi aur ko bigarta deikh woh tamashaiy bane the???
kya hota agar parosi ki beti ya behen ki izzat ko apne ghar ki
izzat ki tarah samajh kar buraaiy se tokte to???

kuch to dekha hota hai naa apne mahoul me walidein ne jo apne
bachion ko parhne se rouk dete hain to zamaana bhi in walidein
ke hi haathon mein hai badalne ki koshish ki kabhi kisi ne???

us waqt se pehle jab ke baat apne ghar
tak naa aan pohnchi kabhi nahin naa???
 
  • Like
Reactions: Asma24
Top