Mama Made This Today !!

  • Work-from-home

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
Aap subko shrimps kiun ajeeb lag rahay hain :s yeh bhi ik sea food hai jese aap log fishes khaatey hain {(thinkg)} @Mahen @Tooba Khan @Anokhi_Laadli @ChoCo @Sabah @RedRose64 @masoom_se_chahat

looking *yummy* @ noodles...
mujhe tou pasand hain fried shrimps with rice : ) ...
hmmmm yaha pe itna common nai hain shyprincess eslie, :)
vegeterian log ko non-veg ajeeb lagta hain because un logo ne kabhi taste he nai kiye so unke samne koi bhi ager non-veg rakhe so obviously unhe pahli baar tu weird he lagega na.
fish to generally common foods mei athe hain but shrimps shayed serf west mei he log zyada prefer kerte ho, I dont think so yeh pak ya kahe sub continent mei bhi melta hoga.
 
RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada

baki ka to nai maloom magar khi main baray stores se easily available hain per still kafi log isay avoid karte hain coz ye makhroo food main ata ha..
 
  • Like
Reactions: Star24

ShyPrincess

Iz Perfectly Imperfect :)
TM Star
Oct 29, 2012
3,488
3,520
1,313
TX

Pakistan me hi khaya tha sis ... wahan bhi easily mil jata hai : )
 
ShyPrincess

Iz Perfectly Imperfect :)
TM Star
Oct 29, 2012
3,488
3,520
1,313
TX
yeah i also never heard is it allowed in islam or not? :s

is it a kind of fish?
ye hay na :-ss

Jee yehi hain shrimps..
per iska lower part nikal deytey hain cook kertey waqt...
uper dish me woh bhi saath lag raha hai : /
jub lower and upper part nikal k cook kertey hain tou bilkul normal meat jaisa lagta hai bus taste different hota hai..

aur makrooh ka pata nahien mene tou kabhi aisa suna nahien...
 
  • Like
Reactions: Star24 and hoorain

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
Well honestly speaking main ne khud shrimps ka makroo honay k baray main kafi jagha suna ha.. is main kafi firqo k darmiyaan conflicts b hain per majority isay makroo keh k avoid karte hain.. kindly kisi ko is ka reference k sath ans milay to mughe b bataiyega:)[DOUBLEPOST=1356242096][/DOUBLEPOST]Or ya is main centre main aik vein hoti ha jiski waja se bhi isay makroo kaha jata ha.. per uper to tails k sath shrimps hain:-D
 
Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar

g bhai b yahe kehtay hay k ye hum hanfio k nazdeek makro hay,but sodia may log katay ha....even yaha hamaray as pas memon familys may bht khaya jata hay jhengay...but khair makro ho ya na ho hum to nae khatay...:)
 
Dawn

TM Star
Sep 14, 2010
3,699
3,961
1,313
saudi arabia
ap koch batayeingay nai k shrimps makroo hain ya nai?
shrimps kha sakte hain in sha Allah.laikin aam taur jind o pak me isse pasand nahi kia jaata.aur baaz fuqha k nazdeek ye makrooh hai.laikin islam me makrooh naam ki shayed hi koi cheez hai.Allah k nabi(pbuh) ne bus hame do cheezein batlaayi hain 1 hai haram aur dosre hai halal.

aisi aur bhi cheezein hain jinhe fuqha makrooh qarar dete hain jinme se ek goh bhi hai.jise Allah k nabi(pbuh) ne to nahi khaaya tha laikin dosre sahaba ko khaane se mana bhi nahi kia tha.aisi cheezon ko aaj k ulama makrooh ka naam dete hain.

baaqi wallahu aalam.:)
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
Well honestly speaking main ne khud shrimps ka makroo honay k baray main kafi jagha suna ha.. is main kafi firqo k darmiyaan conflicts b hain per majority isay makroo keh k avoid karte hain.. kindly kisi ko is ka reference k sath ans milay to mughe b bataiyega:)[DOUBLEPOST=1356242096][/DOUBLEPOST]Or ya is main centre main aik vein hoti ha jiski waja se bhi isay makroo kaha jata ha.. per uper to tails k sath shrimps hain:-D
muje is pe kuch bhi theek se nhi mila
aik aayat k mutabiq darya ka shikar aur khana halal hay koi exception to nhi di.

(Al-mayda:96)

AL-Mayda:96

i dont know ref:s

There is a Hadith narrated by Abu Hurayra about a man who came to the Messenger of Allah, and said: “Messenger of Allah! We travel by sea and we do not carry fresh water with us so if we perform wudhu’ with it we go thirsty. Can we perform wudhu’ with sea water?” The Messenger of Allah replied, “its water is pure, and its dead creatures are halal.”

ye 4 different sections k diff opinions hain:

Hanafi,Shafei, Hanbali and Maliki and the opinions of these 4 scholars differed but then taking one hadith into consideration the decision has been taken,

The Hanafi are of the opinion that eating crabs is unlawful. They (the Hanafi) claim that from all the creatures of the sea, only fish is lawful. Al Kassany (a Hanafi scholar) said: 'All creatures of the sea are unlawful to eat except the fish if it is not floating (after death) on the water'.

The Maliki believe that eating crabs is lawful. Al Kharshy (a Maliki scholar) said: 'And any sea animal (is lawful) even if it stays for a long time on land. This means for them that the Meytah of sea animals (dead without being slaughtered) is lawful for us to eat regardless of whether that animal was killed or was found dead. There is no difference in this rule between an animal whose life on land is long like the sea turtle, the sea frog, or the crab, or the one whose life on land is short like the whale'.

The Shafi’e have two different opinions but their most preponderant opinion is that it is unlawful to eat crabs. Al Nawawi said: 'The frog and the crab are forbidden and this is the opinion of the majority of scholars'.

The Hanbali are of the opinion that the crab is lawful.

Ibn Qudamah said: 'Imam Ahmad said, ‘There is no objection to eating crabs’. Someone asked: ‘Should it be slaughtered?’ Imam Ahmad replied: ‘No’'.

But the majority of scholars are of a different opinion for the general meaning of the following Hadith: "Its (the seas Meytah/dead animal) is lawful". [Ahmad].

Rest Allah knows the best~!
 
  • Like
Reactions: Dawn

zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,302
1,313
Okay, since I have been accused for eating "uneatable" stuff... So my mom made some Shrimps Noodle today and it was really good. So I thought let me share it with you guys here...

View attachment 56791View attachment 56792View attachment 56793

Tagging: @RedRose64 @Tooba Khan @Mahen @S_ChiragH @Anokhi_Laadli @Sabah @hoorain
:eek: ye shrimps tou uncooked lg rhey hai aur ,,,,,,,canada mai kya uncooked shrimps khatey:eek: merey shrimps tou barey yummy bantey hai :oops: mai jab shrips bnaongi tou zroor share kron gi(hgj)baqi sab bohot acha hai coloreful(hgj)waisey shrimps ko zyada cook bhi nhi krtey warna wo zyada hard ho jatey hai jitna kum time cook kro utney hi soft rehtey hai,,,,(hgj)[DOUBLEPOST=1356274862][/DOUBLEPOST]
baki ka to nai maloom magar khi main baray stores se easily available hain per still kafi log isay avoid karte hain coz ye makhroo food main ata ha..
samunder ki koi cheez bhi makrooh nhi,,,yahan pr tou shells ka keera bhi khatey hai;)aur samunder mai ager koi fish ya kuch bhi murda ho hum wo bhi kha saktey hai kyon k wo sab kuch halal hai,,,[DOUBLEPOST=1356274998][/DOUBLEPOST]jelly fish,,starfish,,,ouctopus,,,shells,,,hamoor fish,,shaoor fish,,toona fish ,,,shark fish....snake fish, craps,,,shrimps sab hallal hai,,,(hgj)
 
Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
shrimps kha sakte hain in sha Allah.laikin aam taur jind o pak me isse pasand nahi kia jaata.aur baaz fuqha k nazdeek ye makrooh hai.laikin islam me makrooh naam ki shayed hi koi cheez hai.Allah k nabi(pbuh) ne bus hame do cheezein batlaayi hain 1 hai haram aur dosre hai halal.

aisi aur bhi cheezein hain jinhe fuqha makrooh qarar dete hain jinme se ek goh bhi hai.jise Allah k nabi(pbuh) ne to nahi khaaya tha laikin dosre sahaba ko khaane se mana bhi nahi kia tha.aisi cheezon ko aaj k ulama makrooh ka naam dete hain.

baaqi wallahu aalam.:)
jhenga hamaray nazdeek makro hay,jis ki daleel mujy malom hay,baqe goh i think kise firqay may b makro nae hay,ye halal hay,nd arab k sehra may ziada paya jata hay,even bht taqatwar b hota hay,

large size ka grasshoper b halal hay in islam,jo faslay taba karta hay wo wala baqe chotay walay nae...

@Don goh is halal ...now what u think????????? :-?[DOUBLEPOST=1356275775][/DOUBLEPOST]
:eek: ye shrimps tou uncooked lg rhey hai aur ,,,,,,,canada mai kya uncooked shrimps khatey:eek: merey shrimps tou barey yummy bantey hai :oops: mai jab shrips bnaongi tou zroor share kron gi(hgj)baqi sab bohot acha hai coloreful(hgj)waisey shrimps ko zyada cook bhi nhi krtey warna wo zyada hard ho jatey hai jitna kum time cook kro utney hi soft rehtey hai,,,,(hgj)[DOUBLEPOST=1356274862][/DOUBLEPOST]
samunder ki koi cheez bhi makrooh nhi,,,yahan pr tou shells ka keera bhi khatey hai;)aur samunder mai ager koi fish ya kuch bhi murda ho hum wo bhi kha saktey hai kyon k wo sab kuch halal hai,,,[DOUBLEPOST=1356274998][/DOUBLEPOST]jelly fish,,starfish,,,ouctopus,,,shells,,,hamoor fish,,shaoor fish,,toona fish ,,,shark fish....snake fish, craps,,,shrimps sab hallal hai,,,(hgj)
kia waqe sea ki morda animals b halal hay???:eek:
 
  • Like
Reactions: Dawn and Star24

reality

Active Member
Jul 23, 2012
398
575
243
lahore

zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,302
1,313
jhenga hamaray nazdeek makro hay,jis ki daleel mujy malom hay,baqe goh i think kise firqay may b makro nae hay,ye halal hay,nd arab k sehra may ziada paya jata hay,even bht taqatwar b hota hay,

large size ka grasshoper b halal hay in islam,jo faslay taba karta hay wo wala baqe chotay walay nae...

@Don goh is halal ...now what u think????????? :-?[DOUBLEPOST=1356275775][/DOUBLEPOST]
kia waqe sea ki morda animals b halal hay???:eek:
han mai ref key sath thread lgaongi,,,,
 
i love sahabah

TM Star
Sep 17, 2008
1,108
1,572
1,313
جھینگا حرام تو نہیں ہے،
یہاں دبئی میں بنگالی بہت ذیادہ کھاتے ہیں لیکن جہاں تک میری بات ہے میں نے تو آج تک نہیں کھایا اور نہ ہی کسی پاکستانی کو کھاتے دیکھا ہے.
اس کی وجہ یہ ہے کہ اس کو دیکھ کر کراہت آتی ہے اور کھانے کو دل ہی نہیں کرتا.
جن لوگوں نے بنگالیوں اور ملواریوں کو کھانا کھاتے دیکھا ہے ذرا ان سے پوچھ لیں کہ یہاں بنگالی اور ملواریوں کو کھانا کھاتا دیکھ کر چکن کھانے کو دل نہیں کرتا جھینگا تو بہت دور کی بات ہے.
 
Top