yehi k apka jawab sahi hythank you mai tou full koshish ki hai k jwab sahi ho...ab daikhain cheerfull bhai kya kehtey hai
yehi k apka jawab sahi hythank you mai tou full koshish ki hai k jwab sahi ho...ab daikhain cheerfull bhai kya kehtey hai
wu tu agai hybohat mushkil hay
Aur annu to nhi ayaegi kuch din tak!
aap bta dain
ye message maien bohat din pehle kiya thawu tu agai hy
kon sa messageye message maien bohat din pehle kiya tha
aur annu bohat din baad hi aayi ahy
ye adad kia hy ?categories
712
1624
1862
1857
options
Bahadur shah zafar
muhammad bin qasim
jang-e-aazadi
mujadid Alif sani
ap b batau apne ye adad se kia lia hy wafat ya paidaish ya kch our?options
Bahadur shah zafar------------1624
muhammad bin qasim....................712
jang-e-aazadi...................1857
mujadid Alif sani---------------------1862
ek to nam se pata chal raha hai jang ka san haiye adad kia hy ?
phr try kren Aapaoptions
Bahadur shah zafar------------1624(
muhammad bin qasim....................712
jang-e-aazadi...................1857
mujadid Alif sani---------------------1862
wuhi tu muje hoorain k galat lage pir sucha ap galat tu ny dieek to nam se pata chal raha hai jang ka san hai
2 years of deaths hain,yeh batana hai un years ko kis ki death huvi
aur ek sindh ki fatah ka san hai,kis ne fatah kia yeh batana hai
ok
Bahadur shah zafar 1862 (died)categories
712
1624
1862
1857
options
Bahadur shah zafar
muhammad bin qasim
jang-e-aazadi
mujadid Alif sani
goodBahadur shah zafar 1862 (died)
muhammad bin qasim 712 ( ye date sahi hy ya 711 sahi hy?)
jang-e-aazadi 1857 (year of war)
mujadid Alif sani 1624 (died)
yeah sindh muhammad bin qasim ne 712 may hi fatah kia tha is sawal ko ratte maare thay maine matric maygood
sindh ki fatah ka year 712 ad hi parha mai ne 2, 3 jaga ..kal ek bache ko b us ki book me yahi year parhaya tha mai ne..