wo kaisy log thy yaa Rab jinhon ne paa liya tujh ko
humain to ho gaya dushwar ek insan ka milna...
mujy samjao mat muhsin k ab to ho chuki mujh ko
muhabat mashwara hota to tum se puch k karty...
aankh rakhty ho to us aankh ki tehreer parho
muh seiqrar na karna to adat hai us ki...
zulm ye hai k yakta teri begana rawi
lutf ye hai k mai ab tak tujy apna sajun....