chalo faraz ab mousam ka maza chakhain
tamam dawain bachon ki pohanch se door rakhain
faraz kia milan ki ab justajoo karain
tabiyat ziada kharab ho to doctor se rujoo karain
hamari chahat ka kuch to khayal karain
dawai achi tara hila kar istamal karain
dil maira doob gya jab us ki uthi doli
har roz subha shaam khane k baad aik goli
wo to ishq karne pe razamand hai
sunday k din clinic band hai{P)}