My Fvrt Lines In Shayari And Ghazal

  • Work-from-home

vamp545

Ì míśš ůř šťůpîđ fâćë
TM Star
Nov 29, 2012
2,278
722
413
Searching.....
Mohabbat ka syrup ho tum
Tensan ka capsule ho tum
Aafat ka injection ho tum
Par kya kare jhelna padta hai
Kyun ki..freindship ka oxy
 
  • Like
Reactions: Aks_

NXXXS

~` Weird `~
Superior Member
Apr 24, 2012
114,993
11,776
1,113
دَرد کا شَہر بساتے ہُوئے رو پڑتا ہُوں
روز گھر لوٹ کے آتے ہُوئے رو پڑتا ہُوں
 
  • Like
Reactions: Aks_

vamp545

Ì míśš ůř šťůpîđ fâćë
TM Star
Nov 29, 2012
2,278
722
413
Searching.....
Meri mohabbat,mera pagalpan, mera deewana pan ye to thi bas meri jaagir

Meri tanhaayi,mere ansoo , mera awarapan ye to hai tera diya hua
 
Thak chuka tujhe khuda se maang maang kar

Ek baar aa ja ke tujhe dekhe begair maut bhi adhuri aaye gi
 
  • Like
Reactions: Aks_

vamp545

Ì míśš ůř šťůpîđ fâćë
TM Star
Nov 29, 2012
2,278
722
413
Searching.....
Hum rooth jaaye to manane ka vaada kiya tha,
Hum door jaaye to bulane ka vaada kiya tha

Aaj palkon mein ansoo bhar diye usne
Jis ne zindagi bhar hasane ka vaada kiya tha
 
  • Like
Reactions: Aks_

vamp545

Ì míśš ůř šťůpîđ fâćë
TM Star
Nov 29, 2012
2,278
722
413
Searching.....
Andhero se bhare mere is kone mein, gham ki raat ka josh hai,
Subah ki daleel deti ek shama hai, so khamosh hai.

Na milan ki khush-khabri hai, Na us khoobsurat chehre ko dekh paane ka mauka,
Aisa lagta hai ke ek arse se ab toh apni aankhon aur kaano se bhi dosti na rahi.

Sharab ne apne asal wajood se saamna kara diya, jo khush-fehmi khud ko lekar dil mein thi nashe mein door ho gayi,
Aey shauq kya ab hosh mein vaapis aane ki ijazat hai?

Ek zewar ko apni mashooq ki gardan mein dekhne ki aaj khwahish hai,
Kya oonchaiyon par aaj koi sitaron se bana zewar bik raha hai?

Deedar, wada, hausla, saaqi, sharab se behki nigahen,
Aaj toh khyaalon ki mehfil mein bhi bas khamoshi hai.

Dil ki bisaat par aane wali nayi khwaishon,
Khabardaar agar jo tumhein peene pilane ka koi hawaas hai.

Mujhe tab dekho jab tumhein dekhne ka saleeka aata ho,
Meri suno agar sunkar naseehat par amal karna aata ho.

Saaqi agar jalwa dikhaye toh imaan aur akal ka dushman hai,
Gaane wala agar jo apni pe aaye toh hosh-e-hawas ka dushman hai.

Raat ko aksar aise khwaab aate hai jaise mere chaaro taraf,
Ya toh baghbaan ka daman ya phool bechne waale ke haath hai.

Saaqi ka dheere dheere pilana aur lute ki dheemi dheemi aawaz,
Pehli nigah ke liye jannat hai aur doosri kaano ke liye

Subah jo agar himmat ho toh mehfil mein aakar dekhiye,
Na suroor, na nasha, na koi shor aur na hi koi josh hai.

Milan ki raat mein judaai ke daag se jali hui,
Ek shama reh gayi hai vo bhi khamosh hai

Ghaib se kabhi kabhi aise khyaal dil mein aate hain,
Ghalib kalam ke ghisne ki aawaz toh khud farishton ki aawaz hai.
 
  • Like
Reactions: Aks_

NXXXS

~` Weird `~
Superior Member
Apr 24, 2012
114,993
11,776
1,113
نہ اثر کیا دعاؤں نے,
نہ آنسو بہا کے کچھ ملا
اسے مانگ مانگ کے تھک گئے
میرے ہونٹ بھی
میرے ہاتھ بھی....!!
 
  • Like
Reactions: Aks_

Aks_

~ ʍɑno BɨLii ~
Hot Shot
Aug 2, 2012
44,916
17,651
1,113
Andhero se bhare mere is kone mein, gham ki raat ka josh hai,
Subah ki daleel deti ek shama hai, so khamosh hai.

Na milan ki khush-khabri hai, Na us khoobsurat chehre ko dekh paane ka mauka,
Aisa lagta hai ke ek arse se ab toh apni aankhon aur kaano se bhi dosti na rahi.

Sharab ne apne asal wajood se saamna kara diya, jo khush-fehmi khud ko lekar dil mein thi nashe mein door ho gayi,
Aey shauq kya ab hosh mein vaapis aane ki ijazat hai?

Ek zewar ko apni mashooq ki gardan mein dekhne ki aaj khwahish hai,
Kya oonchaiyon par aaj koi sitaron se bana zewar bik raha hai?

Deedar, wada, hausla, saaqi, sharab se behki nigahen,
Aaj toh khyaalon ki mehfil mein bhi bas khamoshi hai.

Dil ki bisaat par aane wali nayi khwaishon,
Khabardaar agar jo tumhein peene pilane ka koi hawaas hai.

Mujhe tab dekho jab tumhein dekhne ka saleeka aata ho,
Meri suno agar sunkar naseehat par amal karna aata ho.

Saaqi agar jalwa dikhaye toh imaan aur akal ka dushman hai,
Gaane wala agar jo apni pe aaye toh hosh-e-hawas ka dushman hai.

Raat ko aksar aise khwaab aate hai jaise mere chaaro taraf,
Ya toh baghbaan ka daman ya phool bechne waale ke haath hai.

Saaqi ka dheere dheere pilana aur lute ki dheemi dheemi aawaz,
Pehli nigah ke liye jannat hai aur doosri kaano ke liye

Subah jo agar himmat ho toh mehfil mein aakar dekhiye,
Na suroor, na nasha, na koi shor aur na hi koi josh hai.

Milan ki raat mein judaai ke daag se jali hui,
Ek shama reh gayi hai vo bhi khamosh hai

Ghaib se kabhi kabhi aise khyaal dil mein aate hain,
Ghalib kalam ke ghisne ki aawaz toh khud farishton ki aawaz hai.
kya baat hy alaw
 
vamp545

Ì míśš ůř šťůpîđ fâćë
TM Star
Nov 29, 2012
2,278
722
413
Searching.....
Laheraati zulfein kajrari nain aur ye rasile hont

Bas Qatal baaki hai,auzaar sab poore hain aapke paas
 
Top