Na tha kuchh to....

  • Work-from-home

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
hua jab gham se yun behiss to gham se kia darna
na hota gar juda tan se to zanon par parra hota

BOhat khoob :-bd
 
  • Like
Reactions: whiteros

*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
na tha kuch to khuda tha, kuch na hota to khuda hota
duboya mujh ko hone ne, na hota mai to kia hota

is sher ka kia matlab hai ?
 
whiteros

'"The queen of kindness''
Super Star
Dec 20, 2011
10,936
3,866
1,313
"na tha kuch to khuda tha",

"kuchh" means zameen o aasman ya kul qainaat jab ye sab nahin tha tb bhi KHUDA tha
"kuchh na hota to khuda hota"
means ye QAINAT na hoti to bhi KHUDA HOTA'

"duboya mujh ko hony ne ,na hota main to kia hota"
means jb insan main MAIN ajati hai to usy lagta hai k wo sari duniya ko ghulam bana sakta hai aur ye he us ki MIAN usy khuda se takrany se bhi nahi rokti jesa k roos k aik badshah ZAR ne khudai ka dawa kia aur akhir nist o nabood ho ker rah giya ..,
is liy kaha k duboya mujh ko hony ne na hota main to kia hota,,
kuch samajh i k pehly wala bhi geya
 
  • Like
Reactions: Strangr

samajh to pehle hi ayi bt jo mai ne samjha kia ap ne b wo samjha aur ghalib ne kia samajh kar ye likha ye maloom karna tha

to dusre misre me shirk chupa hy ?
ghalib b khudai ka dawa bata raha hy is misre me ye hi na ?

duboya mujh ko hone ne matlab ke uska insan hona usko dubo gaya
na hota mai tu kia hota matlab na hota tu khuda hi hota auzubillah

kia mai sahi hu ap tashee karo mene galat smjha hy tu :)
 
  • Like
Reactions: whiteros

whiteros

'"The queen of kindness''
Super Star
Dec 20, 2011
10,936
3,866
1,313
samajh to pehle hi ayi bt jo mai ne samjha kia ap ne b wo samjha aur ghalib ne kia samajh kar ye likha ye maloom karna tha

to dusre misre me shirk chupa hy ?
ghalib b khudai ka dawa bata raha hy is misre me ye hi na ?

duboya mujh ko hone ne matlab ke uska insan hona usko dubo gaya
na hota mai tu kia hota matlab na hota tu khuda hi hota auzubillah

kia mai sahi hu ap tashee karo mene galat smjha hy tu :)
g ab ghalib ne kia socha to ye KHUDA behter janta hai ,,
agar bat ko ghuma phira k shirk nikalen to nikal ta hai,,,
wese sidha sa padhen to i don't think so k aesa kuch hai is line main.

mujhy pata chal geya tha k ap ne Q? q kia hai
{(popcorn)}
 
*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
g ab ghalib ne kia socha to ye KHUDA behter janta hai ,,
agar bat ko ghuma phira k shirk nikalen to nikal ta hai,,,
wese sidha sa padhen to i don't think so k aesa kuch hai is line main.

mujhy pata chal geya tha k ap ne Q? q kia hai
{(popcorn)}

g mai hamesha ese bat se dur hi rehta hu jidar shk dikhe
islie ap se pucha shukriya :)
 
Top