Qatil Koi aur nahi....

  • Work-from-home

R3d Ph03nIx

Super Star
Jan 25, 2011
5,302
1,466
813
v{()|awv{()|awv{()|awv{()|awv{()|awv{()|awv{()|awv{()|awv{()|awv{()|awv{()|awv{()|awv{()|aw

zabardast....
confidence dekho...
baatein dekho....
aik aik baat sach thi :)
saalaam meri janib se isko =D> :-bd
 

Nelly

VIP
Sep 23, 2009
97,862
38,645
1,313
United Kingdom
wow. m speechlesss:(
dis guy almost made me cry and every single word ov him is absolutely true:mad::mad::mad:
agar sab log muttahid ho jayen to hamari qaum kabi b dhoobne na paye aur ye lutere politics to kya , doosri koi b power hum logon ko yun tabah nai kar sakti​
 

MSC

!t'z N3v@ L@t3
Hot Shot
Nov 23, 2009
29,951
11,674
1,113
Jheel se ankho mei...
hmmm very well said....
just dnt know what to say about his speech...
n so true said that....

(jab...
katil bhi musalman
maqtol bhi musalman
katil ka bhi wohi nara
jo maqtol ka nara
katil ka bhi wohi kaba
jo maqtol ka kaba
katil ka wohi rab
jo maqtol ka rab....
katil kahlaye qazi
aur maqtool shaheed
toh phr pareende kis k madad ko ayen
kankar kis pe giraye qatil pe ya maqtol pe...)

truely....
Qatil koi aur nahi
Takhreeb kar koi aur nahi....(hum khud hai...)

hats offf to his sensibility....
God bless him....
 

Deewani

Regular Member
May 13, 2010
63
24
8
Karachiiiiiiiiiiiiiiiiii
Hmmmmmmmmm ......

Zabardast .... very well written aur very well delivered .... :)

Aik aik lafz sachh ... aur dil ko choota huwa .. :(

sadly .... we are the real culprit .... :(
 

Atif-adi

-{عادي}-{Adi}-
VIP
Oct 1, 2009
34,469
21,486
1,313
Sharjah, U.A.E
i like every thing but only the last thing, jis me us ne kaha k aey qaum k shehbaz tujeh salam... pori takreeb me imandari ki bat ki phir bhi last me shehbaz shareef ka naam le ker takreeb ka maza kharab kerdia... but still it was good...
 

Nelly

VIP
Sep 23, 2009
97,862
38,645
1,313
United Kingdom
us ne shehbaz shareef ko bola tha kya :s............i thought wo jo urne wala shebaz hota hai wo us ne un logon ko kaha jinhon ne ye taqreeri muqabla organise kiya tha :|
 
  • Like
Reactions: Atif-adi

Dawn

TM Star
Sep 14, 2010
3,699
3,961
1,313
saudi arabia
aise hi logaon se inqelab ki umeed ki jasakti hai.aaj pak ki halat se har koi waqif hai laikin ksi me itni jurrat nahi k wo is hukumat is nizam k khilaf apni awaz ko buland kare.nice speech brother & nice sharing lm.thnks
 
  • Like
Reactions: Nelli

Nelly

VIP
Sep 23, 2009
97,862
38,645
1,313
United Kingdom
@ Arshad bhai........true said...........but hum yahan se example le sakte hain k ek mushkil kaam akela insaan nai kar sakta , magar wohi kaam agar bot se log mil k karen to woh mushkil nai rehta
usi tarah agar sab log ek saath awaaz uthayen to impossible ko possible banaya jaa sakta hai.........but baat wahin aa jaati hai k sab se pehle awaaz kon uthaye aur sab logon k soye hue josh ko kon jagaye?:(
 

Dawn

TM Star
Sep 14, 2010
3,699
3,961
1,313
saudi arabia
hmm nelli.laikin agar aap taareeq(history) ka mutaala karengi to aapko pata chalega k inqelab sirf ek se aata hai naake saari qaom se.ye aur baat hai us shaqs ki awaz me wo jaadoo rahna chahiye jo is soti qaom ko jaga sake.hamare liye Iran ki misal hai jab wahan islami inqelab aaya to saari qaom se nahi balke us ek shaqs se aaya jisne apni country me na rahte hue apni country me inqelab(revolution) laya.ksi ne sach hi kaha tha k

jalal e aatish o barq o sahab paida kar
ajl bhi kaanp uthe wo shabab paida kar
tu inqelab ki aamad ka intezar na kar
jo hasake tu khud hi inqelab paida kar
 
  • Like
Reactions: Nelli
Top