Question Answer Area For Girls!

  • Work-from-home

Nelly

VIP
Sep 23, 2009
97,862
38,645
1,313
United Kingdom
mujhe in sab ka kuch khas nai patah:( bas khud pe hi try karti hoon, agar koi sister hoti tou us pe b koi experiments karti tou accha bhala expert ho jaati:p

kher, kuch arsa pehle mene parha tha k agar apne baalon main halke curls ya waves create karne hon tou hair mousse apply kar k apne dono haathon se baalon ko neeche ki taraf se utha k ooper tak haathon main dabayen mean scrunch karna hai, so is se kaafi curls create hote hain
mere hair naturally curly hain thore is liye acche khasay curls aa gaye the, i dunno k straight hair pe kitna work kare ga ye:s n i didn't use hair dryer as well///

[DOUBLEPOST=1347219119][/DOUBLEPOST]
waise maine bht se saloon mai dekhi hai they use summer cake foundation n powder
becuz they say its long lasting n all aur bhi waja batayi thi muje nai yaad
here's its powders pic yeh thori pink color deti hai but dusre color mai bhi
avaible hai

Ohhh thankooo Faithooo{()|asf next shopping list main ye b included:p
 
  • Like
Reactions: Fa!th and Detective

zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,301
1,313
w slaam

bohot acha thread hai .........mai INSHA ALLAH baad mai share krongi:([DOUBLEPOST=1347220402][/DOUBLEPOST]
waise maine bht se saloon mai dekhi hai they use summer cake foundation n powder
becuz they say its long lasting n all aur bhi waja batayi thi muje nai yaad
here's its powders pic yeh thori pink color deti hai but dusre color mai bhi
avaible hai

ye tou i think philipine ki prouduct hai ..............orignal aur nakli ka faraq nhi pata chalta ...........market mai 2 nomber ai hai jo bilkul sah nhi hai....orignal wali tou mil hi nhi rhi
 
  • Like
Reactions: hoorain

Nelly

VIP
Sep 23, 2009
97,862
38,645
1,313
United Kingdom
I guess agar foundation/powder cake doosri companies k b hain, abi mene Google pe search kiya hai so kaafi results aaye hain

n @Fa!th yara i bought this few months ago, is k title se laga k shayed ye wese hi face pe shimmer de ga jese main chahti thi, but it didn't work for me:(
 
MSC

!t'z N3v@ L@t3
Hot Shot
Nov 23, 2009
29,951
11,674
1,113
Jheel se ankho mei...
i love using Pencil Eyeliner....but zyadatar aise perfect nahi ati.....khair yeh vids dekh kar aur try kar kar k perfection ajate hain....
m sharing a vid in which it shows how to apply Pencil, Liq or Gel Eyeliner....
she made it too easy.....n perfect look:-bd

Nelly

VIP
Sep 23, 2009
97,862
38,645
1,313
United Kingdom
nice msc:)
i can't do it dis way, like wen dey spread it at the edge of eye. may b bcoz ye different pen wali eye liner hai, i've got liquid thin pen eye liner. aur main lagati b bilkul thin sa hoon, jis se ghor se dekhne pe patah chalta hai k eye liner lagaya hua hai:s
 
Fa!th

--> BIRDY ♪♫♩
Hot Shot
Jul 20, 2010
37,229
12,298
1,113
Who Cares....
w slaam

bohot acha thread hai .........mai INSHA ALLAH baad mai share krongi:([DOUBLEPOST=1347220402][/DOUBLEPOST]

ye tou i think philipine ki prouduct hai ..............orignal aur nakli ka faraq nhi pata chalta ...........market mai 2 nomber ai hai jo bilkul sah nhi hai....orignal wali tou mil hi nhi rhi
han hoti hai balke eske nhi kafi barey barey brands k bhi fake cheezain mil jati hai :/
but agar kisi mall ya koi achi shop se lo tou you won't face that problem

I guess agar foundation/powder cake doosri companies k b hain, abi mene Google pe search kiya hai so kaafi results aaye hain

n @Fa!th yara i bought this few months ago, is k title se laga k shayed ye wese hi face pe shimmer de ga jese main chahti thi, but it didn't work for me:(
agar summer cake ka khatra hai k fake le longi (jaise detective ne kaha k hoti hain) galti se tou aur bhi bht sare options hai
no doubt MAC ki foundations n powders best hai i used them for quite sometime
but (yaha ) kuch coasty hote hai isliye dun use them anymore :/
but MAC k baad i prefer maybelline n bourjois jo k ache products hai aur daily use se bhi
koi pimple ya kisi aur problem ko face karna nhi parta ( but leene k time wahi lady se poch lena if its good for your skin type or not)
aur yeh jo tumne li hai uska muje koi idea nhi honestly bataon maine aaj tak koi bhi shimmer nhi li hai :D
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
@Fa!th magar aapko alag se lemon use nhi karna glacerine aur rose water add kar k use karna hay aur bohat little quantity may,,,meki skin itni dry thi maine bohat use kiya hay aur bohat +ve result rha,,,,,,,AGar aapki skin pe lemon suit hi nhi karta to aap lemon use nhi karain,,otherwise aaj tak is remedy k side effects nhi huye kisi pe...{(popcorn)}
Still yhi kahungi jo bhi karain apni Guarantee pe,,,awain baad may meko ilzam na daina :p
waise lemon juice add karne ka maqsad sirf skin pores may jo dust waghaira hoti hay wo khatam ho jati hay n skin neat aur smooth lagti hay,,,agar lemon juice ki waja se solution skin ko irritate karey ya chuban ho to ye pehl;e check kar lain den lemon juice add na karain!
hahah sry bhol gayi next time tume sabse pehle tag karungi {()|asf

nhiiii hoor lemon juice skin aur specially dry skin k liye achi nhi hoti
Lime juice is acidic in nature, and it will leach your skin of whatever little moisture it may have.
For any remedial measure, it is avoidable to use lime juice altogether.
but Glycerin and rose water is an excellent remedy for cleansing your face,
and it is an excellent solution for all skin types.
l
 
MSC

!t'z N3v@ L@t3
Hot Shot
Nov 23, 2009
29,951
11,674
1,113
Jheel se ankho mei...
@Fa!th magar aapko alag se lemon use nhi karna glacerine aur rose water add kar k use karna hay aur bohat little quantity may,,,meki skin itni dry thi maine bohat use kiya hay aur bohat +ve result rha,,,,,,,AGar aapki skin pe lemon suit hi nhi karta to aap lemon use nhi karain,,otherwise aaj tak is remedy k side effects nhi huye kisi pe...{(popcorn)}
Still yhi kahungi jo bhi karain apni Guarantee pe,,,awain baad may meko ilzam na daina :p
waise lemon juice add karne ka maqsad sirf skin pores may jo dust waghaira hoti hay wo khatam ho jati hay n skin neat aur smooth lagti hay,,,agar lemon juice ki waja se solution skin ko irritate karey ya chuban ho to ye pehl;e check kar lain den lemon juice add na karain!
l
acha jee/:)
azmuda tips k guarantee toh appko lene paregi/:)
warna kisi bhi side effect pe app pr case kardengay{m.don)}
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
acha jee/:)
azmuda tips k guarantee toh appko lene paregi/:)
warna kisi bhi side effect pe app pr case kardengay{m.don)}
aazmuda to hay main kaafi use karti hun ,,,main meri sis aur bhabhi hum teeno use karti hain to kabhi side effect nhi hua
actually meri skin tone oily hay,,,magar ppichle dino Kaafi dr ho rhi thi ajeeb rough si ho gai to dry skin pe hi maine ye use kiya tha bohat zabardast result rha,,,skin neat bhi bohat hoti hay!
but agar faithu ko koi experience hay aisa k is se masla hoga to main kuch keh nhi sakti :s
akaila lemon use to nhi karna galcerine aur rose water may add karna hay to i dont think k kisi ko bhi problem karega ye
 
Fa!th

--> BIRDY ♪♫♩
Hot Shot
Jul 20, 2010
37,229
12,298
1,113
Who Cares....
@Fa!th magar aapko alag se lemon use nhi karna glacerine aur rose water add kar k use karna hay aur bohat little quantity may,,,meki skin itni dry thi maine bohat use kiya hay aur bohat +ve result rha,,,,,,,AGar aapki skin pe lemon suit hi nhi karta to aap lemon use nhi karain,,otherwise aaj tak is remedy k side effects nhi huye kisi pe...{(popcorn)}
Still yhi kahungi jo bhi karain apni Guarantee pe,,,awain baad may meko ilzam na daina :p
waise lemon juice add karne ka maqsad sirf skin pores may jo dust waghaira hoti hay wo khatam ho jati hay n skin neat aur smooth lagti hay,,,agar lemon juice ki waja se solution skin ko irritate karey ya chuban ho to ye pehl;e check kar lain den lemon juice add na karain!
l
nhi agar tumne khud try ki hui hai tou ho sakti hai
maine maana isliye kiya qki maine bhi aik bar kahi suni thi lemon juice yeh karti hai woh karti hai
and i tried it jis se meri skin bht buri tarah se begar gayi thi aur bht time k baad normal hogayi and mai skin doc k
pass bhi gayi she told me to avoid lemon juice :s baki muje kuch khass nhi pata
aur jo rose water and glacerine ka keh rhi ho us se kuch nhi hota its the best
 
  • Like
Reactions: hoorain

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada

I agree.. lemon juice mairi skin ko b suit nai karta.. 1-2 bar lagaya tha per skin bohat kharab ho gai thi..
 
  • Like
Reactions: Fa!th and hoorain

Rubi

๋• ˆ⌣ˆ ● ĴнαLLi ● ˆ⌣ˆ •๋
Hot Shot
Aug 17, 2010
47,979
14,096
913
WoℵdeℜLaℵd ツ
hmm kafi informative thread ha.. cooking se related koch tips mairay mind may jo b aa rahi hain wo yahan bata deti hoon.. waisay to ye sab ko maloom he hoongi per still jo mairi info ha wo bata rahi hoon

  1. Rice boil kar k agar ap 5-10 mints k lie pani chaan k rakh dein and den biryani ki layers dein to rice tottay nai..
  2. Baking main jab anday ki safidi and zardi alag alag beat karni ho to is baat ka lazmi khayal rakha jay k bowl, mixer and jo b instrument ap use kar rahi hain us pay aik drop b pani ka na laga howa ho.. else safidi fluffy nai hogi.
  3. Agar salan may namak ziyada ho jay to allo k 2 pieces salan may daal k thori dair chore dien or gondhay howay attay ki ball bana k daal dein..
  4. Lemon ko katne se pehle agar thori dair hath se achi tarhaan dbaya jay or phir kaat k juice nikala jay to ziyada juice niklayga:D
  5. Bakery items like biscuits/ puffs/ donuts etc ko agar butter paper may wrap kar k rakha jay to ziyada din tak fresh raheingay..
abhi filhal yei mind may hain.. koi or tip dimag may ai gi to bata doongi.. lol totko ki starting may ne kar de.. chalain ab baki sab b jaldi jaldi share karain :)

@Nelli @Bela @Pari @masoom_se_chahat @Rubi @Tooba Khan

[DOUBLEPOST=1347196966][/DOUBLEPOST]

dekhna parayga.. Don se pochti hoon agar possible howa to zaroor kar doongi :)
hmm sab tips bahut useful hyn :)
acha mere zehan mein b filhal do chaar aying {(popcorn)}

1- Agr onion ko peel krne k baad 5 min pani mein bhigo k rkh den toh cutting k waqt aapke ansoo zaya hone se bach jayengy :p
2- Green chillies ko store krne se pehle agr unki stems remove kr di jayen toh woh fresh rahengi n inni jldi kharab b niii hongi .
3 - Peeled + cutted potatoes ko agr salty water mein bhigo k store krengy toh woh kale nii parengy. Atlst 3-4 days tk toh bilkul b nii ... !
4- Usually garlic kaatne k baad haathon se uski smell nii jati , so agr hathon pe salt rub kra jaye toh smell khatam ho jati ae .

@Nelli @Detective @Bela @hoorain
 
RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
hmm sab tips bahut useful hyn :)
acha mere zehan mein b filhal do chaar aying {(popcorn)}

1- Agr onion ko peel krne k baad 5 min pani mein bhigo k rkh den toh cutting k waqt aapke ansoo zaya hone se bach jayengy :p
2- Green chillies ko store krne se pehle agr unki stems remove kr di jayen toh woh fresh rahengi n inni jldi kharab b niii hongi .
3 - Peeled + cutted potatoes ko agr salty water mein bhigo k store krengy toh woh kale nii parengy.
4- Usually garlic kaatne k baad haathon se uski smell nii jati , so agr hathon pe salt rub kra jaye toh smell khatam ho jati ae .

@Nelli @Detective @Bela @hoorain
wow nice tips :)
 
  • Like
Reactions: Rubi
Top