JAZAKALLAH rubiMain ne 7th para pr diya RedRose64
30th main prh dungi agr abhi bhi baqi hyn toh ... !
okieee... !JAZAKALLAH rubi
30th sipara already Faith ne lay lia ha.. ab ye sab parh lein us k baad next Quran Pak start karte hain..[DOUBLEPOST=1342970137][/DOUBLEPOST]Kindly jo jo apna sipara parh day wo yahan bata dein takay usi hisaab se next QURAN PAK start kia jay
yahan koi chota bacha nai.. MASHALLAH se sab smajhdaar log hain.. and baki agar koi Quran Pak k lie jhot bolayga to gunnah b usi k sir ayayga, na to main ne kisi ko strictly kaha, sab apni marzi se sawab k lie parh rahay hain..main kafi arsay pehlay aik jaga pe jata tha.. Wahan pe ess tarah aik teacher logon ko main spairay banta tha... Kay falnay ne Flana separa parna hai.. lekan aksar larkay nahi partay thay... aur uss teacher ko kehtay thay ham ne para hai.. Or har haftay woh techer khatam quran karata tha aur dau mangta tha.... Halkany kay larko ne quran khatam nahi kia hota tha..
sachi main, main yahan ki baat nahi kar raha.. waisay yahan pe a kar muje aik baat yaad a gai... Woh larkay bhi kafi mature thay... but thanksyahan koi chota bacha nai.. MASHALLAH se sab smajhdaar log hain.. and baki agar koi Quran Pak k lie jhot bolayga to gunnah b usi k sir ayayga, na to main ne kisi ko strictly kaha, sab apni marzi se sawab k lie parh rahay hain..
wo teacher and students thay.. isi lie shyed dar ki waja se aisa hosachi main, main yahan ki baat nahi kar raha.. waisay yahan pe a kar muje aik baat yaad a gai... Woh larkay bhi kafi mature thay... but thanks
lol sahi kaha.. Woh banda hafiz tha.... naikion kay lie karta tha.. aik dafa main ne bhi aik do separay choray tha.. ab dekho na Red Rose kia karay banda.. Waisay boli lagwa deta tha.. Kay falana yeh paray woh paray..meray paas tau time bhi nahi hota tha.. Ab gunah us ko milay ga ya mujewo teacher and students thay.. isi lie shyed dar ki waja se aisa ho
ya sure..[DOUBLEPOST=1343496437][/DOUBLEPOST]main ne b aj first sipara parh lia.. and sab k lie bohat duwayein b mangi2nd Quran jab shoro ho to plzz mujhe b inform kardiya ga ...