ohh..Sorry wo galti sy kch or post kr diya than then hata diya wo delete hi nhi ho rhi thi naaa ....
1.waqt k sath sath shoq badalte rehte hain,aj kal shayeri ka boht shoq ho raha ha.Rubaru Sheet #3
@[USERGROUP=109]Tag_TM[/USERGROUP]
n 8th wala jawab batana toh parega its ur interviewwwwww1.waqt k sath sath shoq badalte rehte hain,aj kal shayeri ka boht shoq ho raha ha.
2.utni he,jitni kisi hassas shakhs ko karni chahyay.
3.shikwa,jawab-e-shikwa ka har shaer..
4.jab wo kafi mash'hur ho chuka ho.
5.boht,lekon utna nahi jitna hona chahyay.
6.jab pehli dafa mery tehreer shaya hui.
7.aik bat ko bar bar duhrana.
8.kioun bataaun?
9."kahan tak suno ge,kahan tak sunaaun
hazaron he shikwe hain,kia kia bataaun"
10.Ghalib
mein ne koi biryani to nahi mangiHaha aunty establishment sbar krain
haha ye nae kehna tha ab aunty establishment ne ziada hi hat k akr daina hay
Nahi nahi..haha ye nae kehna tha ab aunty establishment ne ziada hi hat k akr daina hay
shukar ha mujhe b taba aazmaai ka moqa diya warna pehlay awain mujh se dusron k ashaar sun rahe thayTM k kuch members k name likh rhi hun inhe aap ne apne bnaye huye ishaar dedicate karne hain
@Abidi bro
Missing-person , mahen, hoorain , Asheer, Prince-farry, Don, Redrose64, Star24, shizuka, bela,toobi
Waah Waaahhh..Ahbab-e-muhtaram, mein jo ashaar khud se bana kar aapko dedicate kar raha hun,ye agar aapko buray lagain to mujhe mat mariye ga kioun k ye mein Hoorain sis k kehne pe kar raha hun mulahiza kejiye:
@Missing-Person :
"na apni rawish badli na apna kam badla
badla to siraf bar bar apna naam badla"
@Mahen :
"koi ranaq nazar nahi aati
jab se phopho idhar nahi aati"
@Hoorain :
"koun kehta ha k boht buri hain aap
mery nazar main to meeti chhuri hain aap"
@Asheer :
"Asheer kakay ki aik bat ha qabil-e-ghor
iss k khanay k dant aur hain dikhanay k aur"
@Prince-Farry :
"koun kehta ha k mein soya hua hun
mein to bass neend main khoya hua hun"
@Don :
"wo kaheen b gaya louta to TM main aaya
bass yehi bat ha achi Don paai ki"
@RedRose64 :
"naam ki to lal gulab hain aap
ghussa aaye to phir azab hain aap"
Star24 :
"itni waily hain k TM pe he nazar aati hain
inki saas pakati ha,ye siraf khati hain"
@Shizuka :
"radeef aur qafiye ko dhagay se parona chahyay
in k lie shaer zara hat k hona chahyay"
@Toobi :
"lehje main jaisay aatish c bharakti ha
jab bolti ha,lagta ha bijli karakti ha"
hahahhahahAhbab-e-muhtaram, mein jo ashaar khud se bana kar aapko dedicate kar raha hun,ye agar aapko buray lagain to mujhe mat mariye ga kioun k ye mein Hoorain sis k kehne pe kar raha hun mulahiza kejiye:
@Missing-Person :
"na apni rawish badli na apna kam badla
badla to siraf bar bar apna naam badla"
@Mahen :
"koi ranaq nazar nahi aati
jab se phopho idhar nahi aati"
@Hoorain :
"koun kehta ha k boht buri hain aap
mery nazar main to meeti chhuri hain aap"
@Asheer :
"Asheer kakay ki aik bat ha qabil-e-ghor
iss k khanay k dant aur hain dikhanay k aur"
@Prince-Farry :
"koun kehta ha k mein soya hua hun
mein to bass neend main khoya hua hun"
@Don :
"wo kaheen b gaya louta to TM main aaya
bass yehi bat ha achi Don paai ki"
@RedRose64 :
"naam ki to lal gulab hain aap
ghussa aaye to phir azab hain aap"
@STAR24 :
"itni waily hain k TM pe he nazar aati hain
inki saas pakati ha,ye siraf khati hain"
@Shizuka :
"radeef aur qafiye ko dhagay se parona chahyay
in k lie shaer zara hat k hona chahyay"
@Toobi :
"lehje main jaisay aatish c bharakti ha
jab bolti ha,lagta ha bijli karakti ha"
1.mujhe sabz rang pasand ha aur waja ha sabz rang ki Nabi-e-kareem(S.A.W) se nisbat.4th Sheet..
@Abidi