Shadi Hall

  • Work-from-home

Pari

(v)i§§· ßµølï ßµð£ï¨
VIP
Mar 20, 2007
46,142
19,780
1,313
Toronto, Canada
@ prince & ahmad... mazey insaan 1 limit tak hi kar ta hai.. bas ye dekhne walo per hota hai k wo uske mazey ko kis nazar se dekhre hai.. or hur enjoyments ki 1 hi timing hoti hai..

@babar.. is baat main koi doubt to nahi k larkey zadah nahi khatey... {}{r54
 

Zakwan

_ZAKKY
TM Star
Nov 29, 2007
2,220
1,119
1,213
35
Canada
@ prince & ahmad... mazey insaan 1 limit tak hi kar ta hai.. bas ye dekhne walo per hota hai k wo uske mazey ko kis nazar se dekhre hai.. or hur enjoyments ki 1 hi timing hoti hai..

@babar.. is baat main koi doubt to nahi k larkey zadah nahi khatey... {}{r54
Hairat hei. Pak mein larkay ziyadah khatay hein lakin zyaddah tar motay lakrian hoti hein.
 

Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313
haan isi liye..saare khana ap larkio log kha leti hoo and moti hoojati hoo...isi liye shaadi se pehle sab larkia aik aurat ki tarah dikhti hein...(sa)
 
Sep 30, 2009
37
24
8
37
iska bht bara disadvantage ye hai k Baraat phir nahi ayegi {}{r54

q k Baraat ati hi 12 bajey hai or agar shadi hall 12 bajey band hojayega to Baraat kub ayegi..

or advantage yeh hai k khana jaldi mil jayega.. {}{456

mere khayal se ye step nahi lena chaye.. shadi 1 bar hi hoti hai wese to.. to usko full enjoy karna chaye..

aur zindagi b ek he baar milti ha us ki b hifazat krni chahiye
 
  • Like
Reactions: Pari

Azad543

Newbie
Dec 1, 2009
2
3
0
47
Faisalabad Pakistan
salamz to all friendz

Paki government nay elaan kia ha k shadi halls 12 bajay tak bnd kar die jayein gay,{)ooo(} ap k khayal main is k kia advantage n disadvantages hain
kia ye step lena sahi ha?
agar nai to kio?{(order)}{(order)}{(order)}
Shadi hall bilkul he band kar diye jaaien tou acha hay in ke jaga open public shadi hall free from Pakistani Govt. honye chahien.......g.........phir advantage he advantage hay

---------- Post added at 03:20 PM ---------- Previous post was at 03:14 PM ----------

{(order)}Shadi hall bilkul he band kar diye jaaien tou acha hay in ke jaga open public shadi hall free from Pakistani Govt. honye chahien.......g.........phir advantage he advantage hay
 
  • Like
Reactions: Pari and RedRose64

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
farry n ahmed lagta ha ap dono ki kismat may ab tak sirf moti he larkiaan ayein hain
tub he apni kismat ka blame bakio larkio per b laga rahay ho ap dono (sa)(sa)
 
  • Like
Reactions: Pari

Zakwan

_ZAKKY
TM Star
Nov 29, 2007
2,220
1,119
1,213
35
Canada
RR phir tu aap ki kismat mein bhi sirf ab tak paitoo boy aye hein. jabhi tu aap ne kaha hei k boys paito hotay hein.
Aur haan yahan shadi hall k baray mein baat hu rahi hei. na ke motay aur motiyon per. isiliye topics se hat ker baat mat karain..{}{5tr
 

Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313
yeh hoye na baat ahmed..i knw..ap topic change na karo RR....hamari kismat ko choro..hamara aik sach ap logo ko itna karwa lagega ..hamein maloom nhi tha...{(order)}
 

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
lolz ahmed jab ap ko koch na mila to topic se stick rehne ka kehne lagay, ham log topic se he still stick hain okz

ya datz true mairi nazar main ab tuk saray paitoo larkay he dikhay, but sab health wise kamzoor thay, becharo ko kabhi kabhi to khanay ko milta ha shadio per
tab he shadi hall jaldi band ho ya dair se inhain koi fark nai parta
 

Hans_Mukh

~~ Catch Me if u Can~~
VIP
Dec 1, 2008
30,406
14,989
713
Logon Ki Soch May
Meray khayl say pak govt ka yeh darust faisala hay k shadi haal 12 bajay tuk bund ho janay chahye.

is say sub say bada fayde yeh hoga k log waqat k paband ho jaye gay aur dosra dulha dulhan ku aik dosray say bat kurna ka ziyada say ziyad tym milay ga aur waisay bhi shadi he pehli raat i mean suhag raat sub raato say behatar hoti hay aur app sub logo nay sun rakha hay k shadi ki suhag raat hoti na k suhag din .......................

hope all of u understand what i mean.........
 

Zakwan

_ZAKKY
TM Star
Nov 29, 2007
2,220
1,119
1,213
35
Canada
lolz ahmed jab ap ko koch na mila to topic se stick rehne ka kehne lagay, ham log topic se he still stick hain okz

ya datz true mairi nazar main ab tuk saray paitoo larkay he dikhay, but sab health wise kamzoor thay, becharo ko kabhi kabhi to khanay ko milta ha shadio per
tab he shadi hall jaldi band ho ya dair se inhain koi fark nai parta
Topic shadi hall hei. na ke larkay paito hotai hein ya nahi.
 

Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313
see..its all waste of money..i m telling u..like wats da point of staying late in shadi hall...its better if tis close at 12..seriously....{(fdevil)}
 
Top