Wallpapers Shajra-e-Nasab Muhammad (P.B.U.H)

  • Work-from-home

ShOna*

Senior Member
Sep 18, 2010
702
318
563


Shajra-e-Nasab Muhammad (P.B.U.H)




Hazrat Mohammad S.A.W.W bin
Abdullah bin
Abdulmutlib bin
Hashim bin
Abdulmunaaf bin
Qusayi bin
Kilaab bin
Murrah bin
Kaa,ab bin
Luwayyi bin
Ghalib bin
Fahar bin
Malik bin
Nazar bin
Kanana bin
khuzaima bin

Mudriqa bin
Ilyas bin
Muzar bin
Nazaar bin
Mu,aad bin
Adnan bin
Awad bin
Hamaisa bin
Salman bin
Aooas bin
baoos bin
Qamwal bin
Udaie bin
Awam bin
Nashit bin
Hizza bin
Baldaas bin
yadlaaf bin
Tabikh bin
Jhaim bin
Nahish bin
Maakhi bin
Aazi bin
Akbar bin

Aba,e bin
Abdua bin
Hamdan bin
Samber bin
Yasrawi bin
Yahzan bin
Yalhann bin
Irawaa bin
Azi bin
Zeeshan bin
Israr bin

Aqnaad bin
Ehaam bin
Muqassar bin
Nahib bin
zarah bin
sami bin
Mazi bin
lwass bin
Iraam bin
Qitaar bin
Hazrat Ismael AS bin
Hazrat Ibrahim AS bin
azar Nahoor bin
Saroosh bin
Ra,oor bin
Fahish bin
Aadir bin
Arqafshar bin
saam bin
Hazrat Nooh As bin
Lamik bin
Matushaalah bin
Hazrat Idrees AS bin
Yaar bin
Malhan,ne bin
Kinan bin
Anoosh bin
Hazrat Shees As bin
Hazrat Adam AS


Muhammad (P.B.U.H)


Nabi pak salalaho alehay wasallam ka shajra e nasab Allah pak ne Nabi pak salalaho alehay wasallam ki sari zindagi ko qayamat tak k logon k liye mehfooz kar diya hae . duniya main itni detail kisi k baray main nahi milti jitni Nabi pak salalaho alehay wasallam k baray maiN mehfooz hae. science aaj k doar k insanoN ki babat batati hae na k duniya qaim honay se abb tak k insanoN k baray maiN . pehlay Anbiya AS hazaar Hazaar baras tak zinda rahay . aik aurat Hazrat Moosa AS k paas ayi aur kaha k meray bachay bohat jald fot hojatay haiN aur 300 or 400 se zyada nahi jeetay aap un k liye dua karaiN tou Hazrat Moosa As ne farmaya k aik ummat aisi ayegi jis k logon ki umar 60, 70 baras se zyada na hogi tou us aurat ne kaha k agar meri umar 60 saal hoti tou maiN tou aik sajday maiN sari zindagi guzaar deti.


is se aap ko pehli ummatoN ki age ka andaza hogaya hoga . doosri baat yeh k Allah pak ne kam O baish 1,24000 Anbiya karam bhejay . lekin agar aap ko Anbiya AS k naam maloom hon tou mera zaati khayal yeh hae k yeh sab Name Anbiya AS k nahi hain kyun k jahan Anbiya AS ka name mubarik hae wahan |Hazrat aur AS bhi likha huwa hae . isliye aap shajra e nasab ko Anbiya ki tadaad k sath Match na karaiN.



agar aap islam ko sciene pe rakh kar parkhaiN.gay tou science yeh kehti hae k insaan pehlay bandar tha phir ahista ahista insaan bana . china k zoo maiN insaan ki bandar se ba.tad.reej insaan ban.nay ki muskhtalif madarij dikhaye gaye haiN lekin as a muslim hum log is baat pe believe nahi kartay kyun k hum Anbiya ki aolad haiN . albatta jahan tak meri soch jati hae k pehlay kuch aise log bhi guzray haiN jinhoN ne apnay Anbiya AS ko tang kiya aur Allah pak k hukum ki khilaf warzi ki tou Allah pak ne un ki shkloN ko masakh kar diya unhaiN bandar aur khinzeer bana diya . kal ko science yeh bhi sabit kar degi k insaan pehlay khinzeer thay baad maiN batadreej insaan banay
:)


kisi bhi member ko Nabi pak salalaho alehay wasallam ka shajra e nasab maloom hae aur tehreer kardah shajra e nasab maiN koi halti hae tou plz is ki tas.hee ka daiN .

Allah pak humari kamiyon kujiyon ko muaf famaye (ameen suma meen)

REFLECTION NEEDS UR DUA FRNDS
 
Top