heehhhehe sari btani hai aur sahi sahi btani hai shrarat k baad kitni mar pari wo bhi btana ha(qy)hmmm bachpan to mera full time masti aur shararat se bhara para hai.... koun si wali bataoun
heehhhehe sari btani hai aur sahi sahi btani hai shrarat k baad kitni mar pari wo bhi btana ha(qy)hmmm bachpan to mera full time masti aur shararat se bhara para hai.... koun si wali bataoun
THANK YOUwalikeum assalam aha sweet thread star24
hmmm me ko to ye yad hy me koi shararat kerti thi to uska ilzam apne bhai pe laga deti thi
INSHA ALLAH......mein bachpan maen shararten to bohat karta thaa...., will share soon some of them inshaAllah
v{()|awchalain ab share krain sharmaey nahi........mera tou ulta hisab hai mai shrarti nahi hon pr daikhney me shararti lgti honme to bhhhhhhhhht masoom tha , per sirf dikhne me sharat pori kerta tha
hehehh itni shetani tou dil mai kya aya tha jo unko itney pather marey ....zakhmi tou nahi hue they woWa'alaikum assalaam mene eik dafa bachpan mein
bila wajeh parosion ke mehman jo gaari se utar rahe the
un pe khoob pathhar barsaaye aur phir bhaag liya
lekin us shararat ka mere Abbu ko pata chal gaya tha
phir meri thukaaiy huwi
lekin woh scene yaad karke bohot hansi aati hai
Walaikumsalam
Sharati tha per itna nahi k her yeah kehny per majboor ho jaye k yeah bara sharati bucha hy
THANK you chalain ab himmat krain koi shrarat btaey apni ....lolzz nyc thread star
shrarti or main.........?
ho b sakta hay
wesy bachpan main shrartain na hoon to bachpan b adhora sa reh jata hay.......
hum to bohat shrartain kia krty thy or dant b bohat parti thi.........
mujhy aksar ammi or abu g btaya krty thy k jb b mujhy koi stata tha
to main usay kuch kehny ki bja'ay apna he naam lay kr usay ulta pulta bol deti thi....
naam apna leti thi or bol dussry ko deti thi...............
ab saaf lafzon main to nahi btaa sakti bs choti c misaal deti hoon
jesy k koi mujhy kahy pagal...........
to main keh deti thi Muskaan pagal ho ge and so on............
iska mutlub ye k aapna ilzam kahin bahn bhaiyon pr tou nahi lga daitey they khud shareef bnaney k liye
heehhhehe sari btani hai aur sahi sahi btani hai shrarat k baad kitni mar pari wo bhi btana ha(qy)
u are likho AG u r a naughty KIDi was not a naughty kid ....