Shirk Kia hay?? Last ROund, Task Submitted!

  • Work-from-home

InnoXious

Regular Member
Dec 6, 2012
116
67
28
Karachi, Pakistan
@ hoorain
Uper ki tafseelat k mutabiq Shirk kia hay mukhtasir jayza laite hain:

1. ALLAH k siwa kisi k saamne jhukna(sajda karna) shirk hay.
Answer ....
bilkul shir hai hai

2. Bazurgon ki qabron ko sajda karna shirk hay. ANd
3. Hatta k Prophet Muhammad(PBUH), HAZARAT ALI(R.A), HAZRAT FATIMA(R.A) ya ambiah may se bhi kisi ki qabr ko sajda karna shirk hay.

Anwer....
bilkul shirk hai , but mazar pey ja k sajda kara ja sakta hai ager wo sajda ALLAH k liya ho.
jaisy bht sary logon ki wrong assumption hai k log ja k xyz buzurg ko sajda kar rahai hain to let inform you k wahan ja k sajda jo karty hai wo bhi ALLAH ki karty hain kisi buzurg ko nai karty... or sajda k liya koi jaga fix nai . sajda kahin bhi kidher bhi ALLAH ko kia ja sakta hai , jaga ka PAk hona lazmi hai ...

4. Ye Yaqeen rakhna k jo log faut ho chukkey hain wo hmari duayain sun sakte hain ya hmari madad kar sakte hain shirk hay.
Answer .
Bilkul shirk nai hai .. because COZ HAmary liya Huzor PAK S.A.W.W Zinda thy , hain or rahaingy .. or hum on sy mangty thy hain or mang sakty hain ,.

5. Ye yaqeen rakhna k ALLAH k siwa koi hamain nuqsan ya faida pohancha sakta hay shirk hay.
Asnwer...
Nuksan or Fahida dono ALLAH ki zaat sy musalik hai , but AS ALLAH says k apny NAik Walii bandos sy mai jis ko chahta hon apni khasosiyat ATa karta hon to ager ya blv rakha jaee k ALLAH ny APni Power jo APny Naik Bando ki di hoe hai , wo hamari madad kar sakty hai to ya blv ghalat nai hoga.. but is baat ka yaakeen hona chahiya k reality mai sb Kuch ALLAH PAK kar rahai hain..

6. Ye yaqeen rakhna k ALLAH k siwa koi har cheez(zahir-o-batin) se waqif hay, shirk hay.
Answer ,...
BEshak ALLAH ko Zahir ko batin ka ilm hai
But Jaisy ALLAH says k wo APni Nifsaat apny wali bando ko deta hai , to os sense k lihaz sy ya shirk nai hai ..
or BEshak AQA E DO JAHAN HAzRat MUhammad S.A.W.W Ko Zahir or BAtin ka ilm tha or hai... Or rahai ga .. Han ya baat ka khayal rakha jae g ya SIfaat ALLAH ny HAzra Mohamamd S.A.W.W ko Ata kari hain..

7. Ye yaqeen rakhna k ALLAH k siwa koi hamain hidayat ka rasta dikha sakta hay ya hmari rehnumayi kar sakta hay shirk hay.
Answer : Hidayat ka rasta ALLAH hi dhekhata hai , or ALLAH jis ko chahy zarya bana sakta hai Hamari rehnumaii ka ...

8. ye Yaqeen rakhna k kisi zarurat k poora karne k liye ALLAH k saamne kisi ko waseela bnaya ja sakta hay jo ALLAH se hmare liye dua qabul karwaye, Shirk hay.

Answer...
Waseela ka concept to bht hai My Dear Sister..
jaisy ager ap ko pata ho k HAzrat ADam A.S ko MAfi Huzoor -E-Pak S.A.W.W k waseely mili thi , coz on ko maai nai mili thi wo bht tuba karty thy , ik din ASmaan mai Dhekhty hain k ALLAH k Sath HAzrat Muhammad S.A.W.W ka naam hai , khayal rakhna k jaee k wo naam sirf MUhammad tha ( S.A.W.W me ny Ahteram mai Lagaya hai ) .. To Hazrat Adam A.S TUba karty hain k YA ALLAH is Muhammad k Sadqy mujhy maa farma , ALLAH khush hoty hain or mai dy dety hain , then poucha jata hai k batao tum ko Muhamamd KA kayal kaisy aya to , app ny farmay k YA ALLAH jis ka naam AP k nam k sath ho wo choti HAsti nai hoga ..
So Jb APP S.A.W.W k nabi Ban ny sy phaly on ka waseela kaam agiya to , Ap S.A.W.W k Nabi ban ny k bad kio nai kaam aee ga ?

9. Ye yaqeen rakhna k koy ALLAH jitna ya ALLAH se ziada taqatwar hay shirk hay.
Bilkul SHirk hai .. 100 % agree

10. Ye yaqeen rakhna k ALLAH k siwa koi hamain jahanum ki aag se bcha sakta hay,shirk hay.
bilkul shirk hai 100 % agree

11. Kisi ko ALLAH k brabar darja daina shirk hay.
Bilkul SHirk hai .. 100 % agree

12. ALLAH ki siffat-e-kamila jaisa kisi aur ko samjhna shirk hay.
Bilkul SHirk hai .. 100 % agree but ALLAH apni sifaat dy ta hai Naik OR muttaki ko As HE Say in QURan... but ya siffat -e- Daimi hoti hai ... , Beshak Siffat-e-kamila ALLAH sy belong karti hai.

13. Ye yaqeen rakhna k ALLAH k siwa kisi may taqat hay jo moujza(miracle) kar sakkey, shirk hay.
Bilkul sahi ..
But ALLAH jis ko chahta hai Apny Moujza ata kar dety hain , like HAzrat Essa A.S ko jo Diya tha ..

May ALLAH increase OUR Knowledge
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
@ hoorain
Uper ki tafseelat k mutabiq Shirk kia hay mukhtasir jayza laite hain:

1. ALLAH k siwa kisi k saamne jhukna(sajda karna) shirk hay.
Answer ....
bilkul shir hai hai

2. Bazurgon ki qabron ko sajda karna shirk hay. ANd 3. Hatta k Prophet Muhammad(PBUH), HAZARAT ALI(R.A), HAZRAT FATIMA(R.A) ya ambiah may se bhi kisi ki qabr ko sajda karna shirk hay.

Anwer....
bilkul shirk hai , but mazar pey ja k sajda kara ja sakta hai ager wo sajda ALLAH k liya ho.
jaisy bht sary logon ki wrong assumption hai k log ja k xyz buzurg ko sajda kar rahai hain to let inform you k wahan ja k sajda jo karty hai wo bhi ALLAH ki karty hain kisi buzurg ko nai karty... or sajda k liya koi jaga fix nai . sajda kahin bhi kidher bhi ALLAH ko kia ja sakta hai , jaga ka PAk hona lazmi hai ...

4. Ye Yaqeen rakhna k jo log faut ho chukkey hain wo hmari duayain sun sakte hain ya hmari madad kar sakte hain shirk hay.
Answer .
Bilkul shirk nai hai .. because COZ HAmary liya Huzor PAK S.A.W.W Zinda thy , hain or rahaingy .. or hum on sy mangty thy hain or mang sakty hain ,.

5. Ye yaqeen rakhna k ALLAH k siwa koi hamain nuqsan ya faida pohancha sakta hay shirk hay.
Asnwer...
Nuksan or Fahida dono ALLAH ki zaat sy musalik hai , but AS ALLAH says k apny NAik Walii bandos sy mai jis ko chahta hon apni khasosiyat ATa karta hon to ager ya blv rakha jaee k ALLAH ny APni Power jo APny Naik Bando ki di hoe hai , wo hamari madad kar sakty hai to ya blv ghalat nai hoga.. but is baat ka yaakeen hona chahiya k reality mai sb Kuch ALLAH PAK kar rahai hain..

6. Ye yaqeen rakhna k ALLAH k siwa koi har cheez(zahir-o-batin) se waqif hay, shirk hay.
Answer ,...
BEshak ALLAH ko Zahir ko batin ka ilm hai
But Jaisy ALLAH says k wo APni Nifsaat apny wali bando ko deta hai , to os sense k lihaz sy ya shirk nai hai ..
or BEshak AQA E DO JAHAN HAzRat MUhammad S.A.W.W Ko Zahir or BAtin ka ilm tha or hai... Or rahai ga .. Han ya baat ka khayal rakha jae g ya SIfaat ALLAH ny HAzra Mohamamd S.A.W.W ko Ata kari hain..

7. Ye yaqeen rakhna k ALLAH k siwa koi hamain hidayat ka rasta dikha sakta hay ya hmari rehnumayi kar sakta hay shirk hay.
Answer : Hidayat ka rasta ALLAH hi dhekhata hai , or ALLAH jis ko chahy zarya bana sakta hai Hamari rehnumaii ka ...

8. ye Yaqeen rakhna k kisi zarurat k poora karne k liye ALLAH k saamne kisi ko waseela bnaya ja sakta hay jo ALLAH se hmare liye dua qabul karwaye, Shirk hay.

Answer...
Waseela ka concept to bht hai My Dear Sister..
jaisy ager ap ko pata ho k HAzrat ADam A.S ko MAfi Huzoor -E-Pak S.A.W.W k waseely mili thi , coz on ko maai nai mili thi wo bht tuba karty thy , ik din ASmaan mai Dhekhty hain k ALLAH k Sath HAzrat Muhammad S.A.W.W ka naam hai , khayal rakhna k jaee k wo naam sirf MUhammad tha ( S.A.W.W me ny Ahteram mai Lagaya hai ) .. To Hazrat Adam A.S TUba karty hain k YA ALLAH is Muhammad k Sadqy mujhy maa farma , ALLAH khush hoty hain or mai dy dety hain , then poucha jata hai k batao tum ko Muhamamd KA kayal kaisy aya to , app ny farmay k YA ALLAH jis ka naam AP k nam k sath ho wo choti HAsti nai hoga ..
So Jb APP S.A.W.W k nabi Ban ny sy phaly on ka waseela kaam agiya to , Ap S.A.W.W k Nabi ban ny k bad kio nai kaam aee ga ?

9. Ye yaqeen rakhna k koy ALLAH jitna ya ALLAH se ziada taqatwar hay shirk hay.
Bilkul SHirk hai .. 100 % agree

10. Ye yaqeen rakhna k ALLAH k siwa koi hamain jahanum ki aag se bcha sakta hay,shirk hay.
bilkul shirk hai 100 % agree

11. Kisi ko ALLAH k brabar darja daina shirk hay.Bilkul SHirk hai .. 100 % agree

12. ALLAH ki siffat-e-kamila jaisa kisi aur ko samjhna shirk hay.Bilkul SHirk hai .. 100 % agree but ALLAH apni sifaat dy ta hai Naik OR muttaki ko As HE Say in QURan... but ya siffat -e- Daimi hoti hai ... , Beshak Siffat-e-kamila ALLAH sy belong karti hai.

13. Ye yaqeen rakhna k ALLAH k siwa kisi may taqat hay jo moujza(miracle) kar sakkey, shirk hay.
Bilkul sahi ..
But ALLAH jis ko chahta hai Apny Moujza ata kar dety hain , like HAzrat Essa A.S ko jo Diya tha ..

May ALLAH increase OUR Knowledge
hmmm :)

in mukhtasir jayze ki poori tafseel main already ooper de chukki thi to dubara nhi daina chahungi..
aik sawal may aap ne bola ghaib ka ilm prophet Muhammad (PBUH( ko tha
Prophet Muhammad PBUH ko ghaib ka ilm nhi tha siwaye un baaton k jo ALLAH ne un par wahi nazil farmayi

25 aur agli aayat daikhain.,,,, aur is k ilawa aur bohat si jaga pe ye bata wazya hay k apne se pehle zmano k halaat Prophet Muhammad PBUH ko nhi pta thay na baad may aane waalon k,,sirf wo pta hota tha jo ALLAH tala wahi k zariye nazil farmaatey!

aur Beshak ALLAH tala jisse chahain apne moujzaat ata farmate hain aur jinko ALLAH ne apne moujzaat ata farmaye wo khufiya nhi thay unka zikar Quran paak may hay...
agar koi khud se claim akre ya koi dusra teesra banda claim kare k wo bla bandey k paas moujza hay ya aisa kuch to us baat ki koi haysiyat nhi....
 
  • Like
Reactions: S_ChiragH

InnoXious

Regular Member
Dec 6, 2012
116
67
28
Karachi, Pakistan
@hoorain

My dear siso ..
zara sa akal lagany wali baat hai .
ager app dhekho to me ny bar bar ya baat boli hai ALLAH Pak ki saifaat ALLAH ny Apny hukum sy Di hain
to ager meri is line ko app is mai put karo jo me ny kaha k gaib ka ilam hai APP S.A.W.W ko to wo bhi os is baat ki taraf point karta hai k ALLAh Ny bataya hai . bataya bola ya diya bola baat same hai ...
 
Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,086
1,313
31
Karachi,PK
hmmm :)

in mukhtasir jayze ki poori tafseel main already ooper de chukki thi to dubara nhi daina chahungi..
aik sawal may aap ne bola ghaib ka ilm prophet Muhammad (PBUH( ko tha
Prophet Muhammad PBUH ko ghaib ka ilm nhi tha siwaye un baaton k jo ALLAH ne un par wahi nazil farmayi

25 aur agli aayat daikhain.,,,, aur is k ilawa aur bohat si jaga pe ye bata wazya hay k apne se pehle zmano k halaat Prophet Muhammad PBUH ko nhi pta thay na baad may aane waalon k,,sirf wo pta hota tha jo ALLAH tala wahi k zariye nazil farmaatey!

aur Beshak ALLAH tala jisse chahain apne moujzaat ata farmate hain aur jinko ALLAH ne apne moujzaat ata farmaye wo khufiya nhi thay unka zikar Quran paak may hay...
agar koi khud se claim akre ya koi dusra teesra banda claim kare k wo bla bandey k paas moujza hay ya aisa kuch to us baat ki koi haysiyat nhi....
JAZAKUMULLAHU wa khairaan Hoorain behna

@mkd ilm e ghaib sirf ALLAH ke paas hai
uska kuch hissa unhone apne Rusul a.s wahi kiya
woh bhi apne chaah ke mutabiq

doosri baat agar hum us wahi ke wajeh se Rusul a.s ko aalim ul ghaib maanen to
hum sub aalim ul ghaib ho gaye kyunke ALLAH he HABEEB a.s ke paas jo baaten
wahi ho kar pohncheen unhone hum tak pohnchaayeen aur Hadrat Jibraeel r.a is tarah
aalim ul ghaib ho gaye un tak bhi wo ilm pohncha to unhone ALLAH ke RASOOL alaehesalam ke paas pohnchaya

filwaqt mein aapko kuch ayaah bata deta hoon jinse INSHA'ALLAH aapko ye pata chalega
ke ALLAH ke nabi alaehesalam aalim ul ghaib nahin the

Aap farma dein ke mein koi pehla Rasool nahin aaya
aur mein az khud nahin jaanta ke mere saath kya
salook kiya jaayega aur na woh jo tumhare saath
kiya jaayega mein sirf us wahi ki pairwi karta hoon
jo meri taraf bheji jaati hai aur mein to sirf
wazeha dar sunaane wala hoon
surat al Ahqaaf ayat#9
Farma dijiye ke jo loug asmaanon aur zameen mein hain
ghaib ka ilm nahin rakhte siwaaye ALLAH ke aur
na hi woh yeh khabar rakhte hain ke woh kab uthaaye jaayengein
Surat al Namal,ayat#65
Aur agar mene hidaayat paa li hai to is wajah se ke
mera RAB meri taraf wahi bheijta hai
Surat as Sabah,ayat#50
Yeh ghaib ki khabron mein se hain jo hum apki taraf wahi karte hain
isse qabal na aap inhein jaante the aur na aapki qoum pas aap sabar karein
beshak behetter anjaam parheizgaaron hi ke liye hai
Surat al hood,ayat#49
aur bhai yeh tamaam ayaah kisi deobandi wahaabi ke tarjuma karda nahin hain
balke barelvi hannafi d.r Tahir ul Qadri ke tarjuma karda Irfan Ul Quran se peish
kiye hain mene aap confirmation ke liye khud se bhi parh sakte hain .
 
InnoXious

Regular Member
Dec 6, 2012
116
67
28
Karachi, Pakistan
@ S_ChiragH

Dude mai na to koi Alim hon Na mai app mai sy kisi ko bol raha hon k ya manoo or ya na manoo..
Mery pass jitni knowledge thi mai ny post kar di .
meri Nazar mai Gaib ka ILM ALLAH k PAss hai or ALLAH jis ko chahta hai Ata karta hain ..
mazeed behas mai nai perhna chahta ..
 
kingnomi

Doctor
Super Star
Jan 7, 2009
12,873
10,849
1,313
Owsum , Superb , Very Nice :P
@ hoorain
Uper ki tafseelat k mutabiq Shirk kia hay mukhtasir jayza laite hain:

2. Bazurgon ki qabron ko sajda karna shirk hay. ANd 3. Hatta k Prophet Muhammad(PBUH), HAZARAT ALI(R.A), HAZRAT FATIMA(R.A) ya ambiah may se bhi kisi ki qabr ko sajda karna shirk hay.

Anwer....
bilkul shirk hai , but mazar pey ja k sajda kara ja sakta hai ager wo sajda ALLAH k liya ho.
jaisy bht sary logon ki wrong assumption hai k log ja k xyz buzurg ko sajda kar rahai hain to let inform you k wahan ja k sajda jo karty hai wo bhi ALLAH ki karty hain kisi buzurg ko nai karty... or sajda k liya koi jaga fix nai . sajda kahin bhi kidher bhi ALLAH ko kia ja sakta hai , jaga ka PAk hona lazmi hai ...

5. Ye yaqeen rakhna k ALLAH k siwa koi hamain nuqsan ya faida pohancha sakta hay shirk hay.
Asnwer...
Nuksan or Fahida dono ALLAH ki zaat sy musalik hai , but AS ALLAH says k apny NAik Walii bandos sy mai jis ko chahta hon apni khasosiyat ATa karta hon to ager ya blv rakha jaee k ALLAH ny APni Power jo APny Naik Bando ki di hoe hai , wo hamari madad kar sakty hai to ya blv ghalat nai hoga.. but is baat ka yaakeen hona chahiya k reality mai sb Kuch ALLAH PAK kar rahai hain..

6. Ye yaqeen rakhna k ALLAH k siwa koi har cheez(zahir-o-batin) se waqif hay, shirk hay.
Answer ,...
BEshak ALLAH ko Zahir ko batin ka ilm hai
But Jaisy ALLAH says k wo APni Nifsaat apny wali bando ko deta hai , to os sense k lihaz sy ya shirk nai hai ..
or BEshak AQA E DO JAHAN HAzRat MUhammad S.A.W.W Ko Zahir or BAtin ka ilm tha or hai... Or rahai ga .. Han ya baat ka khayal rakha jae g ya SIfaat ALLAH ny HAzra Mohamamd S.A.W.W ko Ata kari hain..

8. ye Yaqeen rakhna k kisi zarurat k poora karne k liye ALLAH k saamne kisi ko waseela bnaya ja sakta hay jo ALLAH se hmare liye dua qabul karwaye, Shirk hay.

Answer...
Waseela ka concept to bht hai My Dear Sister..
jaisy ager ap ko pata ho k HAzrat ADam A.S ko MAfi Huzoor -E-Pak S.A.W.W k waseely mili thi , coz on ko maai nai mili thi wo bht tuba karty thy , ik din ASmaan mai Dhekhty hain k ALLAH k Sath HAzrat Muhammad S.A.W.W ka naam hai , khayal rakhna k jaee k wo naam sirf MUhammad tha ( S.A.W.W me ny Ahteram mai Lagaya hai ) .. To Hazrat Adam A.S TUba karty hain k YA ALLAH is Muhammad k Sadqy mujhy maa farma , ALLAH khush hoty hain or mai dy dety hain , then poucha jata hai k batao tum ko Muhamamd KA kayal kaisy aya to , app ny farmay k YA ALLAH jis ka naam AP k nam k sath ho wo choti HAsti nai hoga ..
So Jb APP S.A.W.W k nabi Ban ny sy phaly on ka waseela kaam agiya to , Ap S.A.W.W k Nabi ban ny k bad kio nai kaam aee ga ?
Assalam-0-Alaikum @InnoXious Aap ki yeh post padhi huwi mujhay kuch puchna hai aap se ... Aap nay kuch Answer Diye @hoorain ko In Se hi Mien kuch puchna cchahta hun ... @dawn , @*Muslim* , @Don , @RedRose64 , @F-iceage , @ChoCo , @nasirnoman , @Shizuka , @shizz , @lovelyalltime , @Abidi
(Nichay Padhain Aur Aap loug bhi jawab dain meri baton ka please )
Mere Bhai Mazar pe Koun Jaakay Sajday Karta Hai ?
Kiya sajday karnay kay liye mazar hi milti hai logo ko ?
Kiya mazar Mien Qabrien Nhn Hain Aur Qabrustan Mien Sajda Karna Jayez Hai ?
Kiya Nabi S.A.W.W Ki yeh Hadees aap ko yaad nhn hai Nichay Image Di Gayi hai Padhain , Yeh Hadees Padhnay Kay Baad mien aap se puchoonga kay kiya sajda ibadat nhn hai ?
Aur Qabar ki taraf mu karkay Bilkul Qabar Kay Pass sajda karna sahi hai ?
Aur Phr Aisii Niyat rakh kay kay mien Allah Kay Liye Sajda kar raha hun agar Allah kay liye hi sajda karna hai toh logo ko mazar hi milti hai sajda karnay ke liye kiya Hamaray Mulk mien Masajid Kam Hain? , Ghar Paak Nhn Hain ?

Kuch Toh Khuda Ka Khof Karain Mere Bhai Kay Aap kiya keh rahay hain ( Yeh Aap kay Answer ki Pheli Line poora Answer Padhlain Apni post men but mazar pey ja k sajda kara ja sakta hai ager wo sajda ALLAH k liya ho)

Mazar pe Bhi Ja rahay hain aur Sajda Allah kay liye Karna hai jab kay Huzoor S.A.W.W Hadees mien hai Allah Nay laanat Farmayi Qabron Per Masajid Bananay Walon per aur Charagh Roshan Karnay Walon Per Toh Kiya Idher Mazaron Pe Charaghaa Nhn Hota ? Masajid Nhn Bani Huwi Hoti ?
Agar Haan toh kiun hum Allah ki Laanat Kay Mustehaq ho rahay hain Agar Yeh Acha Kaam hota Toh Allah laanat Kiun karta ? Umeed hai aap Araam Se tahamul Se In Baaton ko Padhain gay And is ka Jawab Dien ge aur thoss baat karien ge JazakaAllah

Dusra Sawal Aap Se Aap Nay Jo yeh Nichay Answer Diya Hai Is ka koi Refference Hai Aap kay Pass Kay Hazrat Adam A.S Nay Aise Dua Maangi , Mene Nichay Image Post Ki Hai hum Nay toh padha hai aur suna bhi hai kay Hazrat Adam A.S Nay jo Dua Maangi Woh thi Rabana Zalamana Anfosana Nichay Image Mien Full Dua Hai Dekhien ... Aap apni ki huwi baat ka refference dain ... Aap ka answer bhi nichay post kardiya hai​

Wa'alaikumussalaam bhai MASHA'ALLAH wa JAZAKALLAH khairaan wa shukraan
aaj to kamaal hi kar diya ;)
 
  • Like
Reactions: kool~nomi

kingnomi

Doctor
Super Star
Jan 7, 2009
12,873
10,849
1,313
Owsum , Superb , Very Nice :P
Wa'alaikumussalaam bhai MASHA'ALLAH wa JAZAKALLAH khairaan wa shukraan
aaj to kamaal hi kar diya ;)
tumhara Asar hai jaani :D JazakaAllah ;;)[DOUBLEPOST=1355249010][/DOUBLEPOST]
Assalam-0-Alaikum @InnoXious Aap ki yeh post padhi huwi mujhay kuch puchna hai aap se ... Aap nay kuch Answer Diye @hoorain ko In Se hi Mien kuch puchna cchahta hun ... @dawn , @*Muslim* , @Don , @RedRose64 , @F-iceage , @ChoCo , @nasirnoman , @Shizuka , @shizz , @lovelyalltime , @Abidi
(Nichay Padhain Aur Aap loug bhi jawab dain meri baton ka please )
Mere Bhai Mazar pe Koun Jaakay Sajday Karta Hai ?
Kiya sajday karnay kay liye mazar hi milti hai logo ko ?
Kiya mazar Mien Qabrien Nhn Hain Aur Qabrustan Mien Sajda Karna Jayez Hai ?
Kiya Nabi S.A.W.W Ki yeh Hadees aap ko yaad nhn hai Nichay Image Di Gayi hai Padhain , Yeh Hadees Padhnay Kay Baad mien aap se puchoonga kay kiya sajda ibadat nhn hai ?
Aur Qabar ki taraf mu karkay Bilkul Qabar Kay Pass sajda karna sahi hai ?
Aur Phr Aisii Niyat rakh kay kay mien Allah Kay Liye Sajda kar raha hun agar Allah kay liye hi sajda karna hai toh logo ko mazar hi milti hai sajda karnay ke liye kiya Hamaray Mulk mien Masajid Kam Hain? , Ghar Paak Nhn Hain ?

Kuch Toh Khuda Ka Khof Karain Mere Bhai Kay Aap kiya keh rahay hain ( Yeh Aap kay Answer ki Pheli Line poora Answer Padhlain Apni post men but mazar pey ja k sajda kara ja sakta hai ager wo sajda ALLAH k liya ho)

Mazar pe Bhi Ja rahay hain aur Sajda Allah kay liye Karna hai jab kay Huzoor S.A.W.W Hadees mien hai Allah Nay laanat Farmayi Qabron Per Masajid Bananay Walon per aur Charagh Roshan Karnay Walon Per Toh Kiya Idher Mazaron Pe Charaghaa Nhn Hota ? Masajid Nhn Bani Huwi Hoti ?
Agar Haan toh kiun hum Allah ki Laanat Kay Mustehaq ho rahay hain Agar Yeh Acha Kaam hota Toh Allah laanat Kiun karta ? Umeed hai aap Araam Se tahamul Se In Baaton ko Padhain gay And is ka Jawab Dien ge aur thoss baat karien ge JazakaAllah

Dusra Sawal Aap Se Aap Nay Jo yeh Nichay Answer Diya Hai Is ka koi Refference Hai Aap kay Pass Kay Hazrat Adam A.S Nay Aise Dua Maangi , Mene Nichay Image Post Ki Hai hum Nay toh padha hai aur suna bhi hai kay Hazrat Adam A.S Nay jo Dua Maangi Woh thi Rabana Zalamana Anfosana Nichay Image Mien Full Dua Hai Dekhien ... Aap apni ki huwi baat ka refference dain ... Aap ka answer bhi nichay post kardiya hai​

Answer...
Waseela ka concept to bht hai My Dear Sister..
jaisy ager ap ko pata ho k HAzrat ADam A.S ko MAfi Huzoor -E-Pak S.A.W.W k waseely mili thi , coz on ko maai nai mili thi wo bht tuba karty thy , ik din ASmaan mai Dhekhty hain k ALLAH k Sath HAzrat Muhammad S.A.W.W ka naam hai , khayal rakhna k jaee k wo naam sirf MUhammad tha ( S.A.W.W me ny Ahteram mai Lagaya hai ) .. To Hazrat Adam A.S TUba karty hain k YA ALLAH is Muhammad k Sadqy mujhy maa farma , ALLAH khush hoty hain or mai dy dety hain , then poucha jata hai k batao tum ko Muhamamd KA kayal kaisy aya to , app ny farmay k YA ALLAH jis ka naam AP k nam k sath ho wo choti HAsti nai hoga ..
So Jb APP S.A.W.W k nabi Ban ny sy phaly on ka waseela kaam agiya to , Ap S.A.W.W k Nabi ban ny k bad kio nai kaam aee ga ?

Uper Qoute ki Huwi post Padhain @Nelly , @Bela , @Shizuka , @zoonia , @i love sahabah ...
 
kingnomi

Doctor
Super Star
Jan 7, 2009
12,873
10,849
1,313
Owsum , Superb , Very Nice :P
Kuch zara apni akal-e-shareef pey noash farma lo tum log.
baki ALLAH PAk Best JAN NY waly hain .
@ S_ChiragH , ChoCo , @ kool~nomi @ hoorain @ ShyPrincess

Bhar do Jholi Meri Ya Muhammad
QURAN:
"or jo kuch tme RASOOL AlaihSlam ataa Farmain wo lo"
(Sort Hashar:7)
"or Unhain kia bura laga yahi na k Allah o RASOOL Ne inhen Apny fazal se ghani ker dia"
(Surah Touba:74)
NAAT-2
Shahe Madina Sary NABI Tere dar k sawali
QURAN:
"Or yaad karo jab ALLAH ne Anbiya se NABI AlaihSlam ka wada liya"
(AlImran 81,82)
HADEES-1
NABI PAK ne Farmaya:
Allah deta hai aur MAIN taqseem kerta hon.
(Bukhari 1/16)
HADEES-2
NABi PAK ne Farmaya:
Me Tmam Anbiya Karaam or Logo ka Sardar hon
(Muslim, Bukhari H:4343)
See Next

*Naat or Iman*
@2
ISTAGHASA-3
Moula Ali Meri Kishti Paar Lagaa Dena.
QURAN:
''Tumhary MadadGaar Nahi Magar Allah Or Uska Rasool or Iman Waly''
(Al Maida 55)
kia Hazrat Ali Iman Waly Nahi.?
QURAN:
''Kia Tum Nahi dekhty Ky Samundar Me Kishtiya Allah ki Nemto (Quran o Anbiya o Auliya) Ky Sabab Chalti hain''
(Al Luqmaan 31)
HADEES-1
NABi PAK Ne Farmaya:
BeShak Ali Mujh Se Hain or Me Ali Se Hon Or Ali Her Momin ka MadadGaar hai Mere Bad.
(Tirmizi 2/212)
HADEES-2
NABi PAK Ne Farmaya:
Jab kisi ki Sawari choot Jaye to wo kahy: Ay Allah ky Bando Meri Madad Karo
(Musannaf Ibne Abi Shaiba 7/132)

*Naat or Iman*
@3
NAAT-4
Jo Maang Dare Mustafaa Se Maang.
QURAN:
"Agar jab wo Apni jaanon per zulm kerain to Aey MEHBOOB tumhary Hazoor Hazir hon, or Phir Allah se Maafi chahain or Rasool Unki Shifaat Farmaye to Zroor Allah ko bohat Touba Qabool Karny wala Mehrbaan Pain"
(Surah Nisa:64)
NAAT-5
Noorani Noor Her Bala DooR.
QURAN-1
"To Be-shak ALLAH unka Madad gar Or Jibrail (Noor) or Naik iman waly Or Us k baad Farishtay (Noor) Madad per hen"
(AL-Tehreem:4)
QURAN-2
"ALLAH ka Dast-e-Karam khula hy jisay chahta hy Ataa farmata hy"
(AL-Maida:64)
Lehaaza Allah ne Apny Auliya ko Madad Ki Taqat Dey Rakhi hy

*Naat or Iman*
@4
ISTAGHASA-5
Bari Bari Imam Bari Meri khoti kismat karo khari.
HADEES e QUDSI:
"Mera Banda Nawafil ki Kasrat se Mera Qurb Hasil Karta Rehta hai,
Yahan Tak k Mai usey Apna Mehboob Bana leta hon,
Agar wo Mujhse Mangey to Mai Zarur Usey Ataa karta hon"
(Bukhari H-6502)
ISTAGHASA-6
Shahbaz kary Perwaz tey Jany Raaz dila dey.
HADEES:
"Momin ki Firasat Se bacho beshak wo ALLAH Ky Noor se Dekhta hy"
(Bukhari 1/439)
Or Allah ka Noor kia Dilo Tak Nahi Puhanch Sakta.?
Auliya Karaam Allah Ky Noor Se dilo Ky Haal Jaan Lety hain.

*Naat or Iman*
@5
MANQABAT-7
Baba Shah Jamal Puttar dey Rata laal.
QURAN:
Hazrat Maryam Ky Pas Hazrat Jibrail Tashreef Laye Aur kaha
''Me Tere Rab ka Bheja huwa Qasid hon Me Is liye Aaya hon Taa Ky Tujhey Aik Pakeeza Beta Don''
(Sura Maryam 19)
is Se Sabit howa Ky Haqeeqi Bety Dene Wala RAB hai Lekin Allah Ky Karam Se RAB Ky Banday hi Aulaad Deny ka Waseela Banty hain
isi Tara Wali Se Aulaad ki Dua Karwana Jaiz hai Wo Hamary Haq Me Dua karta hy Allah Qabool Farmata hy
Hazrat SAAD BIN ABI WAQAS ne Farmaya k jo Qabar walo ko Slam Karty hen Qabar wala un k liye Salamti ki Dua Krta hy
(Shara AlSador p193)

*Naat or Deobandi Shirk*
@1
NAAT1
Bhar do Jholi meri Ya MOHAMMAD
DEO:
Hawaaij Deen O Duniya Kahan Le Jayein Hum YA RAB?
Gaya Wo (gandgohi) Qibla E Haajaat E Ruhani O Jismani
TARJUMA:
Deen o Dunia dono ky liye hamara Haajat Rawaa Gangohi hy wo Jismani o Rohani Madad karta hy
(Marsiya Gandgohi P8]
NAAT2
Jo Mang dare Mustafa se mang
DEO:
Jo Chaho Molana Rasheed Ahmad gandgohi Se Chahna
(TazkiraTur Rasheed 2/309)
NAAT3
Noorani Noor her bala door
DEO-1:
Deobandi Mulla Noor Hi Noor Hy
(TazkiraTul Khaleel P:339)
DEO-2:
Tumhari Mushkil Kushaii Molana Gangohi Ki Dua Pe Muqoof Hy
(TazkiraTur Rasheed 2/215)

*Naat or Deobandi Shirk*
@2
NAAT-4
Moula Ali meri kashti par laga dena.
DEO:
ImdadUllah Thanvi deobandi Ne Apne Mureedon Ki Kashti Paar Lagayi
(KaramatE Imdadiya P:18 Kutub Khana Hadi)
NAAT-5
Shahe Madina Sary NABI Tere dar k sawali
DEO:
Rasheed Ahmad Gangohi Deobandi Tmam Jahaano Ky Liye Rehmat hen
(Fatawa Rasheedia>12)
ISTAGHASA-6
Bari Bari Imam Bari Meri khoti kismat karo khari
DEO:
Rasheed Gangohi Faryaad Sunny waly hain
(Tazkiratur Rasheed P:8]
ISTAGHASA-7
Shahbaz kary Perwaz tey Jany Raaz dila dey
DEO:
Rasheed Gangohi Se Koi Salam Kehta to Hazrat Is k Irade Jan Late
(Tazkirae Rasheed 1/213)

*Naat or Deobandi Shirk*
@3
MANQABAT-8
Baba Shah Jamal Puttar dey Rata laal.
DEO:
Deobandi Qasim Nanutvi Ghareebo ko Nawaz dety hain.
(Sawaneh Qasmi 1/325)
dekha Ap ne Agar Yahi Naatain Hum Apny NABi Ya kisi Wali Ky Liye Parhain to Saary Deobandi is per shirk ky fatwy lagany lagty hain or Jab Inky Apny Molviyo ki baat ho to sab Jaiz Ho jata hai.
kia Ye Khuli Munafqat Nahi.?
kia Inky Mulla Hamary NABi or Auliya Se barh gaye hain.?
think about it ...
i am leaving this forum ..
Jahan k admin manager wo post del kar deti hai jis ka reference lany mai banda late kar dy .
but wo post del nai karti jis mai Inthaee behudagi k sath ULAM e Deen ko ko bura bola ja raha hai .
Lanat hai asy forum pey ....
Allah ho Akbar Astagh Ferrullah Astaghferrullah Sir Mene Jo Aap se sawal pucha tha yeh jo aap nay post kiya hai yeh uska jawab hargiz nhn hai , Aur AllahamDullilah Hum In Ayaat Ka matlab Achay Tariqay Se Jaantay Hain Allah Ka Shukar Hai ... Kindly Aap se jo pucha gaya us ka jawab dain Baat ko Dusri Jaga per na lejayein ...
And Mr Inn If You want to leave this forum then go ahead but is forum ko gaali mat do yeh forum hamaray liye aik family ki tarah hai agar mujh per gussa hai toh mujhay gaali do but is forum ko ayinda gaali mat dena Aur Kabhi sochna bhi mat ... Bye Now
@Don , @S_ChiragH , @ShyPrincess , @ChoCo , @Nelly , @hoorain , @Atif-adi , @Mahen , @Dawn ,
 
Dawn

TM Star
Sep 14, 2010
3,699
3,961
1,313
saudi arabia
Assalam-0-Alaikum @InnoXious Aap ki yeh post padhi huwi mujhay kuch puchna hai aap se ... Aap nay kuch Answer Diye @hoorain ko In Se hi Mien kuch puchna cchahta hun ... @dawn , @*Muslim* , @Don , @RedRose64 , @F-iceage , @ChoCo , @nasirnoman , @Shizuka , @shizz , @lovelyalltime , @Abidi
(Nichay Padhain Aur Aap loug bhi jawab dain meri baton ka please )
Mere Bhai Mazar pe Koun Jaakay Sajday Karta Hai ?
Kiya sajday karnay kay liye mazar hi milti hai logo ko ?
Kiya mazar Mien Qabrien Nhn Hain Aur Qabrustan Mien Sajda Karna Jayez Hai ?
Kiya Nabi S.A.W.W Ki yeh Hadees aap ko yaad nhn hai Nichay Image Di Gayi hai Padhain , Yeh Hadees Padhnay Kay Baad mien aap se puchoonga kay kiya sajda ibadat nhn hai ?
Aur Qabar ki taraf mu karkay Bilkul Qabar Kay Pass sajda karna sahi hai ?
Aur Phr Aisii Niyat rakh kay kay mien Allah Kay Liye Sajda kar raha hun agar Allah kay liye hi sajda karna hai toh logo ko mazar hi milti hai sajda karnay ke liye kiya Hamaray Mulk mien Masajid Kam Hain? , Ghar Paak Nhn Hain ?

Kuch Toh Khuda Ka Khof Karain Mere Bhai Kay Aap kiya keh rahay hain ( Yeh Aap kay Answer ki Pheli Line poora Answer Padhlain Apni post men but mazar pey ja k sajda kara ja sakta hai ager wo sajda ALLAH k liya ho)

Mazar pe Bhi Ja rahay hain aur Sajda Allah kay liye Karna hai jab kay Huzoor S.A.W.W Hadees mien hai Allah Nay laanat Farmayi Qabron Per Masajid Bananay Walon per aur Charagh Roshan Karnay Walon Per Toh Kiya Idher Mazaron Pe Charaghaa Nhn Hota ? Masajid Nhn Bani Huwi Hoti ?
Agar Haan toh kiun hum Allah ki Laanat Kay Mustehaq ho rahay hain Agar Yeh Acha Kaam hota Toh Allah laanat Kiun karta ? Umeed hai aap Araam Se tahamul Se In Baaton ko Padhain gay And is ka Jawab Dien ge aur thoss baat karien ge JazakaAllah

Dusra Sawal Aap Se Aap Nay Jo yeh Nichay Answer Diya Hai Is ka koi Refference Hai Aap kay Pass Kay Hazrat Adam A.S Nay Aise Dua Maangi , Mene Nichay Image Post Ki Hai hum Nay toh padha hai aur suna bhi hai kay Hazrat Adam A.S Nay jo Dua Maangi Woh thi Rabana Zalamana Anfosana Nichay Image Mien Full Dua Hai Dekhien ... Aap apni ki huwi baat ka refference dain ... Aap ka answer bhi nichay post kardiya hai​

Answer...
Waseela ka concept to bht hai My Dear Sister..
jaisy ager ap ko pata ho k HAzrat ADam A.S ko MAfi Huzoor -E-Pak S.A.W.W k waseely mili thi , coz on ko maai nai mili thi wo bht tuba karty thy , ik din ASmaan mai Dhekhty hain k ALLAH k Sath HAzrat Muhammad S.A.W.W ka naam hai , khayal rakhna k jaee k wo naam sirf MUhammad tha ( S.A.W.W me ny Ahteram mai Lagaya hai ) .. To Hazrat Adam A.S TUba karty hain k YA ALLAH is Muhammad k Sadqy mujhy maa farma , ALLAH khush hoty hain or mai dy dety hain , then poucha jata hai k batao tum ko Muhamamd KA kayal kaisy aya to , app ny farmay k YA ALLAH jis ka naam AP k nam k sath ho wo choti HAsti nai hoga ..
So Jb APP S.A.W.W k nabi Ban ny sy phaly on ka waseela kaam agiya to , Ap S.A.W.W k Nabi ban ny k bad kio nai kaam aee ga ?

bahot acchi post ki aapne jazakallah khair wa ahsanul jaza bhai :)
 
Armaghankhan

Likhy Nhi Ja Sakty Dukhi Dil K Afsaany
Super Star
Sep 13, 2012
10,433
5,571
1,313
KARACHI
@ hoorain
Uper ki tafseelat k mutabiq Shirk kia hay mukhtasir jayza laite hain:

1. ALLAH k siwa kisi k saamne jhukna(sajda karna) shirk hay.
Answer ....
bilkul shir hai hai

2. Bazurgon ki qabron ko sajda karna shirk hay. ANd 3. Hatta k Prophet Muhammad(PBUH), HAZARAT ALI(R.A), HAZRAT FATIMA(R.A) ya ambiah may se bhi kisi ki qabr ko sajda karna shirk hay.

Anwer....
bilkul shirk hai , but mazar pey ja k sajda kara ja sakta hai ager wo sajda ALLAH k liya ho.
jaisy bht sary logon ki wrong assumption hai k log ja k xyz buzurg ko sajda kar rahai hain to let inform you k wahan ja k sajda jo karty hai wo bhi ALLAH ki karty hain kisi buzurg ko nai karty... or sajda k liya koi jaga fix nai . sajda kahin bhi kidher bhi ALLAH ko kia ja sakta hai , jaga ka PAk hona lazmi hai ...

4. Ye Yaqeen rakhna k jo log faut ho chukkey hain wo hmari duayain sun sakte hain ya hmari madad kar sakte hain shirk hay.
Answer .
Bilkul shirk nai hai .. because COZ HAmary liya Huzor PAK S.A.W.W Zinda thy , hain or rahaingy .. or hum on sy mangty thy hain or mang sakty hain ,.

5. Ye yaqeen rakhna k ALLAH k siwa koi hamain nuqsan ya faida pohancha sakta hay shirk hay.
Asnwer...
Nuksan or Fahida dono ALLAH ki zaat sy musalik hai , but AS ALLAH says k apny NAik Walii bandos sy mai jis ko chahta hon apni khasosiyat ATa karta hon to ager ya blv rakha jaee k ALLAH ny APni Power jo APny Naik Bando ki di hoe hai , wo hamari madad kar sakty hai to ya blv ghalat nai hoga.. but is baat ka yaakeen hona chahiya k reality mai sb Kuch ALLAH PAK kar rahai hain..

6. Ye yaqeen rakhna k ALLAH k siwa koi har cheez(zahir-o-batin) se waqif hay, shirk hay.
Answer ,...
BEshak ALLAH ko Zahir ko batin ka ilm hai
But Jaisy ALLAH says k wo APni Nifsaat apny wali bando ko deta hai , to os sense k lihaz sy ya shirk nai hai ..
or BEshak AQA E DO JAHAN HAzRat MUhammad S.A.W.W Ko Zahir or BAtin ka ilm tha or hai... Or rahai ga .. Han ya baat ka khayal rakha jae g ya SIfaat ALLAH ny HAzra Mohamamd S.A.W.W ko Ata kari hain..

7. Ye yaqeen rakhna k ALLAH k siwa koi hamain hidayat ka rasta dikha sakta hay ya hmari rehnumayi kar sakta hay shirk hay.
Answer : Hidayat ka rasta ALLAH hi dhekhata hai , or ALLAH jis ko chahy zarya bana sakta hai Hamari rehnumaii ka ...

8. ye Yaqeen rakhna k kisi zarurat k poora karne k liye ALLAH k saamne kisi ko waseela bnaya ja sakta hay jo ALLAH se hmare liye dua qabul karwaye, Shirk hay.

Answer...
Waseela ka concept to bht hai My Dear Sister..
jaisy ager ap ko pata ho k HAzrat ADam A.S ko MAfi Huzoor -E-Pak S.A.W.W k waseely mili thi , coz on ko maai nai mili thi wo bht tuba karty thy , ik din ASmaan mai Dhekhty hain k ALLAH k Sath HAzrat Muhammad S.A.W.W ka naam hai , khayal rakhna k jaee k wo naam sirf MUhammad tha ( S.A.W.W me ny Ahteram mai Lagaya hai ) .. To Hazrat Adam A.S TUba karty hain k YA ALLAH is Muhammad k Sadqy mujhy maa farma , ALLAH khush hoty hain or mai dy dety hain , then poucha jata hai k batao tum ko Muhamamd KA kayal kaisy aya to , app ny farmay k YA ALLAH jis ka naam AP k nam k sath ho wo choti HAsti nai hoga ..
So Jb APP S.A.W.W k nabi Ban ny sy phaly on ka waseela kaam agiya to , Ap S.A.W.W k Nabi ban ny k bad kio nai kaam aee ga ?

9. Ye yaqeen rakhna k koy ALLAH jitna ya ALLAH se ziada taqatwar hay shirk hay.
Bilkul SHirk hai .. 100 % agree

10. Ye yaqeen rakhna k ALLAH k siwa koi hamain jahanum ki aag se bcha sakta hay,shirk hay.
bilkul shirk hai 100 % agree

11. Kisi ko ALLAH k brabar darja daina shirk hay.Bilkul SHirk hai .. 100 % agree

12. ALLAH ki siffat-e-kamila jaisa kisi aur ko samjhna shirk hay.Bilkul SHirk hai .. 100 % agree but ALLAH apni sifaat dy ta hai Naik OR muttaki ko As HE Say in QURan... but ya siffat -e- Daimi hoti hai ... , Beshak Siffat-e-kamila ALLAH sy belong karti hai.

13. Ye yaqeen rakhna k ALLAH k siwa kisi may taqat hay jo moujza(miracle) kar sakkey, shirk hay.
Bilkul sahi ..
But ALLAH jis ko chahta hai Apny Moujza ata kar dety hain , like HAzrat Essa A.S ko jo Diya tha ..

May ALLAH increase OUR Knowledge
bikul sahi bat ki ap ny

jazak ALLAH
 
Iceage-TM

Tagging Master
Super Star
Sep 23, 2012
5,533
9,461
1,113
Malir Cantt Karachi
Assalam-0-Alaikum @InnoXious Aap ki yeh post padhi huwi mujhay kuch puchna hai aap se ... Aap nay kuch Answer Diye @hoorain ko In Se hi Mien kuch puchna cchahta hun ... @dawn , @*Muslim* , @Don , @RedRose64 , @F-iceage , @ChoCo , @nasirnoman , @Shizuka , @shizz , @lovelyalltime , @Abidi
(Nichay Padhain Aur Aap loug bhi jawab dain meri baton ka please )
Mere Bhai Mazar pe Koun Jaakay Sajday Karta Hai ?
Kiya sajday karnay kay liye mazar hi milti hai logo ko ?
Kiya mazar Mien Qabrien Nhn Hain Aur Qabrustan Mien Sajda Karna Jayez Hai ?
Kiya Nabi S.A.W.W Ki yeh Hadees aap ko yaad nhn hai Nichay Image Di Gayi hai Padhain , Yeh Hadees Padhnay Kay Baad mien aap se puchoonga kay kiya sajda ibadat nhn hai ?
Aur Qabar ki taraf mu karkay Bilkul Qabar Kay Pass sajda karna sahi hai ?
Aur Phr Aisii Niyat rakh kay kay mien Allah Kay Liye Sajda kar raha hun agar Allah kay liye hi sajda karna hai toh logo ko mazar hi milti hai sajda karnay ke liye kiya Hamaray Mulk mien Masajid Kam Hain? , Ghar Paak Nhn Hain ?

Kuch Toh Khuda Ka Khof Karain Mere Bhai Kay Aap kiya keh rahay hain ( Yeh Aap kay Answer ki Pheli Line poora Answer Padhlain Apni post men but mazar pey ja k sajda kara ja sakta hai ager wo sajda ALLAH k liya ho)

Mazar pe Bhi Ja rahay hain aur Sajda Allah kay liye Karna hai jab kay Huzoor S.A.W.W Hadees mien hai Allah Nay laanat Farmayi Qabron Per Masajid Bananay Walon per aur Charagh Roshan Karnay Walon Per Toh Kiya Idher Mazaron Pe Charaghaa Nhn Hota ? Masajid Nhn Bani Huwi Hoti ?
Agar Haan toh kiun hum Allah ki Laanat Kay Mustehaq ho rahay hain Agar Yeh Acha Kaam hota Toh Allah laanat Kiun karta ? Umeed hai aap Araam Se tahamul Se In Baaton ko Padhain gay And is ka Jawab Dien ge aur thoss baat karien ge JazakaAllah

Dusra Sawal Aap Se Aap Nay Jo yeh Nichay Answer Diya Hai Is ka koi Refference Hai Aap kay Pass Kay Hazrat Adam A.S Nay Aise Dua Maangi , Mene Nichay Image Post Ki Hai hum Nay toh padha hai aur suna bhi hai kay Hazrat Adam A.S Nay jo Dua Maangi Woh thi Rabana Zalamana Anfosana Nichay Image Mien Full Dua Hai Dekhien ... Aap apni ki huwi baat ka refference dain ... Aap ka answer bhi nichay post kardiya hai​

Answer...
Waseela ka concept to bht hai My Dear Sister..
jaisy ager ap ko pata ho k HAzrat ADam A.S ko MAfi Huzoor -E-Pak S.A.W.W k waseely mili thi , coz on ko maai nai mili thi wo bht tuba karty thy , ik din ASmaan mai Dhekhty hain k ALLAH k Sath HAzrat Muhammad S.A.W.W ka naam hai , khayal rakhna k jaee k wo naam sirf MUhammad tha ( S.A.W.W me ny Ahteram mai Lagaya hai ) .. To Hazrat Adam A.S TUba karty hain k YA ALLAH is Muhammad k Sadqy mujhy maa farma , ALLAH khush hoty hain or mai dy dety hain , then poucha jata hai k batao tum ko Muhamamd KA kayal kaisy aya to , app ny farmay k YA ALLAH jis ka naam AP k nam k sath ho wo choti HAsti nai hoga ..
So Jb APP S.A.W.W k nabi Ban ny sy phaly on ka waseela kaam agiya to , Ap S.A.W.W k Nabi ban ny k bad kio nai kaam aee ga ?

wa alaikum ussalam...

Jazak Allah bro... Totaly agree with u...
nice explanation 4 Gumraah peoples...
 
Top