Spiritual Power Of Man --(2)

  • Work-from-home

sweet_syndrella

TM Star
Jul 22, 2007
3,806
921
1,213
37
karachi the heart of pakistan
phir Allah pak nay farmaya k a adam is jannat main tum aur tumhari bv raho khao pio lakin us darakht k pass na jana

(ab to darkht koi b hosakta hai mean sirf ye tha k jo Allah nay mana kr dea chahay kuch b ho us ki pair vi zuroori hai)

warna un main ho jao gay jo apna nuksaan kr beth tay hain

(bat yahi hai na k jo na farmaani karay wo nuksaan uthanay walo main se hojata hai)

phir hazrat adam ko behka dea shaitaan nay....aur Allah pak nay un ko aur shaitaan (iblees) ko zapeen par utaar dea...iblees ko to mulat di qayamat tak ki kyn k us nay khd maangi thi k mjay qayamat tak ka time de jye ta k main insaano ko gumrah karu...

(iblees nay kyn k Allah ka kaha na mana aur adam ko sajda nahi kea tha is liya wo to nafarmaan tehra )


Allah paak nay farmaya jin par meri rehmat ho jo sirf mj par hi yaqeen rakhtay hon un ko tu hargiz na bhat ka sakay ga lakin sirf kuch longo ko....

ab bat ye hai Allah ko har waqt apnay mind main rakhna us ki rahmat us ki muhabbat aur karam ka har waqt dil main mojood hona hamara shaitaan se peecha churata hai

continued...
 

farooqrashid

Newbie
Aug 25, 2007
118
22
0
39
Shetan ka was-wasa insaan k tabey hey.
Jesi koshish insaan karta hey wesa hi was-wasa shetan dalta hey.
Iss liey zarori hey k shetan k shar sey dara na jaiey balkey "AAMAAL" ko behtar kia jaiey.
Ek sahabi r.a ki taj-jad qaza hui,dosrey din shetan ney jagaya aur wajha batai k aap ney ro ro kar sawab ziada lia aur mujhey ye bardasht nahi iss liey main ney isi ko gawara kar lia k aap tahajad ada kar k muqar-ra sawab le lain.
Iss waqey sey sabit hota hey k jitna acha amal ho ga oss k lehaz sey shetan ka was-wasa aiey ga yahan tak k ek waqt aa jata hey k shetan bhi insaan ko neki ki rah dikhaney lagta hey bey-shak uss ka maqsad bari neki sey choti neki pey lana hota hey.
 

sweet_syndrella

TM Star
Jul 22, 2007
3,806
921
1,213
37
karachi the heart of pakistan
ap hr jaga kehtay hain k shaitaan naiki ki rah dikhata hai

lakin ye ghalat hai shaitaan sirf waswasa dal sakta hai naiki nai naiki ki taraf raghib karna sirf Allah ki taraf se hai ye aur bat k shaitan insan se darta hai ,,zida naiki se darta hai ,,par rah dikhnay wala sirf Allah hai
 

SHAHDIL

Newbie
May 22, 2008
185
47
0
ABU DHABI
shaitan ka kam qayamat tak allah k bando ko naiki kee rah sy bhatkana hay sirf or sirf or allah quran my farmata hay k tum buraye or buray logo k shar sy muj sy panah mangty raho....

yay na mumkin hay k shaitan naiki kee taraf raghib karta hay balky allah k naik bando ko to wo zayada bhatkany kee koshish karta hay ba nisbat is k wo log jo pahly hee us k bahkway my aa chuky hay.....
 

atul32

Active Member
Jul 18, 2008
277
27
728
abhi bhi jo aap likh rahe hai wo sab shaitan se guided hai...par allah ke naam par...aapko dhoka allah ke naam pe diya ja sakta hai shaitan ke naam pe nahi....shaitan allah ki bhasha rach raha hai....jisse aapko pata bhi na chale ...aur hum to chati se chipkaye chale jate hai un shabdo ko bina teh me gaye ...great illusion..
allah ki meherbani kisi kisi pe hi hogi joiis illusion ko tod payenge...others are only mediocres...they repeat and repeat and repeat ..without going in depth...all they have is taught words ..
 

atul32

Active Member
Jul 18, 2008
277
27
728
shaitaan se matlab guided by ego that whaever religion u belong...whatever nation u belong...becomes great and right...automatically...if u were japanese then japan would have been great and japanese most beautiful language...it is the tendency to say urself great but not directly but indirectly...,whatever u indentify urself with that any idea,god,religion,nation etc u cling to it like crab and whole life we act in such a way that it is the only truth and others are false...this identification conditions one's mind....and condition mind can not see what is real but can see only that which suits to his ego and identification...
we are taught so many answers...and people forgot to question in their lives...belief and faith has been taught and enquiring nature has been killed...when somebody has got answers of all the question in deep down at unconcious level then faith develops automatically without effort...but faith who have not gone through doubts or questions does not lead person anywhere forget about the god...he is psyuedo man...

shaitan kahi bahar nahi...hamara ego..hamara identification...selfishness...violence...greed...lust...ye sab shatani hai.....ye yadi aap me nahi to shaitan aapka kuch nahi kar sakta...aur yadi hai to bhagwan bhi aapka kuch nahi kar sakta...kunki wo bhi kuch niyamo se bandha hai...
 
Top