phir Allah pak nay farmaya k a adam is jannat main tum aur tumhari bv raho khao pio lakin us darakht k pass na jana
(ab to darkht koi b hosakta hai mean sirf ye tha k jo Allah nay mana kr dea chahay kuch b ho us ki pair vi zuroori hai)
warna un main ho jao gay jo apna nuksaan kr beth tay hain
(bat yahi hai na k jo na farmaani karay wo nuksaan uthanay walo main se hojata hai)
phir hazrat adam ko behka dea shaitaan nay....aur Allah pak nay un ko aur shaitaan (iblees) ko zapeen par utaar dea...iblees ko to mulat di qayamat tak ki kyn k us nay khd maangi thi k mjay qayamat tak ka time de jye ta k main insaano ko gumrah karu...
(iblees nay kyn k Allah ka kaha na mana aur adam ko sajda nahi kea tha is liya wo to nafarmaan tehra )
Allah paak nay farmaya jin par meri rehmat ho jo sirf mj par hi yaqeen rakhtay hon un ko tu hargiz na bhat ka sakay ga lakin sirf kuch longo ko....
ab bat ye hai Allah ko har waqt apnay mind main rakhna us ki rahmat us ki muhabbat aur karam ka har waqt dil main mojood hona hamara shaitaan se peecha churata hai
continued...