Tamanna...

  • Work-from-home

Strangr

TM Star
Dec 19, 2012
4,735
1,643
113
404 Not Found
Muqaddar aazmane mein Zamane Beet Jate Hain
Muraaden dil ki pane me Zamaane Beet Jate Hain
Nahi rakhta koi himmat agar Izhar-e-Ulfat ki
Zaban par baat lane me Zamane Beet Jate Hain
Mohabbat zindagi me jo badi mushkil se milti hai
Magar us k nibhane me Zamane Beet Jate Hain
Agar aik bar Aankhon mein achanak aa base koi
Usay dil se bhulane me Zamane Beet Jate Hain..'
 

Strangr

TM Star
Dec 19, 2012
4,735
1,643
113
404 Not Found
Main azal ki shaaka se toota hua
Phir raha hun aaj tak bhatka hua
Apne maazi ka samundar chhaniye
Ik khazana hai yahan dooba hua
Doston ne kuch sabak aise diye
Apne saaye se bhi hun sehma hua..
 

p3arl

Down to Earth ~_~
Super Star
Jan 30, 2010
5,258
1,308
1,013
Karachi
bss yahi sooch ke hr baar mnaati hon usy
lout ke aatay nahi rooth ke jaany waaly
 

p3arl

Down to Earth ~_~
Super Star
Jan 30, 2010
5,258
1,308
1,013
Karachi
Ab aur kya kisi se marasim barha’ein hum
Yeh bhi bohut hai, tujhe bhool ja’ein hum
 

p3arl

Down to Earth ~_~
Super Star
Jan 30, 2010
5,258
1,308
1,013
Karachi
Iss marhalay ko maut bhi kehtay hain doston,
Ik pal main toot jain jahan umer bhar k saath..............!!!
 

p3arl

Down to Earth ~_~
Super Star
Jan 30, 2010
5,258
1,308
1,013
Karachi
Tum Mohabbat bhi M0sam Ki Tarha Nibhate Ho,
Kabhi baraste Ho Kabhi ek boond Ko Tarsate Ho,
 

p3arl

Down to Earth ~_~
Super Star
Jan 30, 2010
5,258
1,308
1,013
Karachi
maiN Kaisey Naam lOoN Keh Chalaya hAi Kis Ney Teer
wO Shakhs Bhi Shareek Meray dOstoN mieN Tha
 

Strangr

TM Star
Dec 19, 2012
4,735
1,643
113
404 Not Found
Nahi zindagi se koi gila k tha khwaab jaisa hi silsila.,
Kabhi teergi ka asar hua, kabhi chandni se bhi darr gaye..
 

p3arl

Down to Earth ~_~
Super Star
Jan 30, 2010
5,258
1,308
1,013
Karachi
Tujh Say Qurbat Ka Irada Hay, Judai Ka Nahin

Qaid Honey Ka Hay Armaan, Rehaii Ka Nahin
 
Top