TM Cricket Stadium

  • Work-from-home

HuriYa

(¯`★´¯)I'll Always Be Daddy's Doll(¯´★`¯)
Super Star
Aug 8, 2011
14,920
7,014
713
D!amOnd CastLe
Football ke matches dekhti ho? Har saal is mai log against team ke logon se lar parte hain stadium main.
bhut se mar bhi jate hain. Phir bhi khel nhi roka jata. Matlab yeh hai ke khail ko khail he lia jay lekin apni ghaltiyun se seekhna bhi chahiye ajj hum ne jo mistakes in matches mai ki hain us ko yad rkhna chahiye aur behter kar kardagi dikhani chahiye.Baqi har jeet to lagi he rehti hai.:)
Dear baat yah nahi hay..! :) Pakistan ke Celebrate kernay pe hi aitraz kyun? as i said earlier Kia aise Celebrations sirf Pakistani main hote hain? Duniya ka Jo bhi mulk Jeetata hay woh sabhe is se bhi bhar ker celebrations kertay hain Pakistani Nation and Team Ka Mazaq bhi banaia Jata hay Humray Log bhi Hurt hotay hain. Even Stadium main Crickters ke dermian bhi yah Cheez pae Jati hay kyun ke Log Jazbati tor pe wabasta hotay hain is se aur yah sab waqti hota hay baad main sab bhool Jatay hain.
 

Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
ap ny bilkul sahi kaha par mai bas keh raha ho jo hona tha ho gya es se sabaq seekhen agr aqal waly hain tu
nhi yr pakistan ne pure torunament main overall achi performance di hai ab 2 teams main se ek ko to harna hi hota hai so aj pak har gayi
 

Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
Dear baat yah nahi hay..! :) Pakistan ke Celebrate kernay pe hi aitraz kyun? as i said earlier Kia aise Celebrations sirf Pakistani main hote hain? Duniya ka Jo bhi mulk Jeetata hay woh sabhe is se bhi bhar ker celebrations kertay hain Pakistani Nation and Team Ka Mazaq bhi banaia Jata hay Humray Log bhi Hurt hotay hain. Even Stadium main Crickters ke dermian bhi yah Cheez pae Jati hay kyun ke Log Jazbati tor pe wabasta hotay hain is se aur yah sab waqti hota hay baad main sab bhool Jatay hain.
hmmmmmmmmmm bilkol sahi kaha celeberation to awam ka haq hota hai or phir awaam jeetne per khushi manana chor de gi ya haarne per afsos karna band kr degi to mera khayal hai phir cricket team ko hi khtam krdya jaiga
 

Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
Dear baat yah nahi hay..! :) Pakistan ke Celebrate kernay pe hi aitraz kyun? as i said earlier Kia aise Celebrations sirf Pakistani main hote hain? Duniya ka Jo bhi mulk Jeetata hay woh sabhe is se bhi bhar ker celebrations kertay hain Pakistani Nation and Team Ka Mazaq bhi banaia Jata hay Humray Log bhi Hurt hotay hain. Even Stadium main Crickters ke dermian bhi yah Cheez pae Jati hay kyun ke Log Jazbati tor pe wabasta hotay hain is se aur yah sab waqti hota hay baad main sab bhool Jatay hain.
well again i like ur comments sis...hum pak watan k pak awam kia apni team ki hosla afzaye b nae kar aktay?????????????ajeeb bat hay{}{78iu

well pak jub jub hari,tab tab humnay uski ache kase khabar b li...hamesha unk weak point par behas b ki,ghussa b...bcoz ye hamare apni team hay...hamare marze hum kise b tara apni kushe ya ghum manaye...chachay ache hay ya bore...ye hamare jan hay...poray mulk ki pehchan or fakhar hay....so hum hansay ya roye...to ye hamara zatte mamla hay...

agar kise ko pasand nae to wo na he aye is tread may...jaye apnay mulk ki team k tread may na...{()|ddddhum pay q eteraz kia jaraha hayslap1)} :"{}pak
 

HuriYa

(¯`★´¯)I'll Always Be Daddy's Doll(¯´★`¯)
Super Star
Aug 8, 2011
14,920
7,014
713
D!amOnd CastLe
what u mean?
yahan kya boht ache ache maslon per behes horhi hoti hai kya?[DOUBLEPOST=1349373984][/DOUBLEPOST]
to nick kya autmaticly msgs likhta or read karta hai kya?is nick ko use to main hi kar rha hon na is hisab se u ne mujhe hi bola na
Wah wah aaj tu bari English boli Ja rahe hay..! :eek: English ka Pora sentence Kia baat hay Bhae. :-bd
 

anoush

TM Star
Jul 4, 2012
3,945
2,249
713
what u mean?
yahan kya boht ache ache maslon per behes horhi hoti hai kya?[DOUBLEPOST=1349373984][/DOUBLEPOST]
to nick kya autmaticly msgs likhta or read karta hai kya?is nick ko use to main hi kar rha hon na is hisab se u ne mujhe hi bola na
masla kia hy ab u sy baat karon gi tu u ka nick lekhon gi na
 
Top