TM Mushahira...

  • Work-from-home
Status
Not open for further replies.

MURSHAAD

Newbie
Jul 14, 2009
664
516
0
pakistan
teri bazam main bethne ki arzoo hai buhat
per tere khana-e-dil k adaab hain buhat
hum naadan,kam feham,nasamaj hain ada
teri mehfil k rang neraale hain buhat
hamari aqal-e-zahiif k ujaale hain buhat
kya khabar k kis waqat lab-e-faraan se
koi baat nikle aur charche hoon buhat{(dance)}
 

HINATA

Newbie
Jun 26, 2009
11,843
2,832
0
ek baat kahon gar sunty ho
tum mujh ko achy lagty ho
kuch chup chup sy
kuch chancal sy
kuch pagal pagal lagty ho
mere cahny waly or bohat
per tum mai hai ek baat bohat
tum apny apny lagty ho
ek baat kahon gar sunty ho
tum mujh ko achy lagty ho
ye baat baat pe kho jana
kuch kahty kahty ruk jana
ye kis uljan mai rahty ho
ek baat kahon gar sunty ho
tum mujh ko achy lagty ho

 

SaRkaR

Newbie
Aug 14, 2008
12,690
4,289
0
pakistan
آج بھی شام اُداس رہی

آج بھی شام اُداس رہی
آج بھی تپتی دُھوپ کا صحرا
تیرے نرم لبوں کی شبنم
سائے سے محروم رہا
آج بھی پتھر ہجر کا لمحہ
صدیوں سے بے خواب رُتوں کی
آنکھوں کا مفہوم رہا
آج بھی اپنے وصل کا تارا
راکھ اُڑاتی شوخ شفق کی
منزل سے معدوم رہا
آج بھی شہر میں پاگل دل کو
تیری دید کی آس رہی
مدت سے گم صم تنہائی
آج بھی میرے پاس رہی
آج بھی شام اُداس رہی
 

HINATA

Newbie
Jun 26, 2009
11,843
2,832
0
Muje tanha chor kar,
Js ko me ne chaha tha,
Sari hadin tor kar ,
Aj us ne hame dekha tak nhe,
Apni nighahain mor kar,
Guzre jab wo mere pas se,
To dukh huwa ye jan kar,
K wo fard bi Tanha ho gaya,
Muje Tanha Chor Kar


 

Noor_Afridi

Super Star
Feb 28, 2009
14,443
9,602
1,313
40
karachi




Dil ke sanaton mein rahney waaley, tanha tum hi nahin
Tanhai se batein karney waaley, tanha tum hi nahin



Is ishq ne barbaad kiya hai har shaks ko yahan
Is ishq mein bikharney waaley tanha tum hi nahin




Kehne ko toh faqat ek dil hi toota hai
apna sabb kuch lutanaey waaley, tanha tum hi nahin



Hastey hoey chehrey hain yahan sabb key,
Dard yun chupaney waley, Tanha tum hi nahin


Shab-e-tanhai ki dastan ek se hai sabb ki,
Andheron mein roney walay, tanha tum hi nahin


Aesa lagta hai hai ek saza ho zindage mere,
Is qaid mein rahney waley, tanha tum hi nahin


Is shehar mein or bhi deewaney hain <...........>
Darr darr bhatakney walay, tanha tum hi nahin



NOOR
AFRIDI



 

HINATA

Newbie
Jun 26, 2009
11,843
2,832
0
Haan Pyarr Nahi, Ishq Nahi, Ibadat Ki Hai
Mein Ne Rasmon Se Riwajon Se Bagawat Ki Hai

Apni Makhmoor Nigahon Main Basa Kar Mujh Ko
Tu Ne Bhi Toot Ker Mujh Se Jo Mohabbat Ki Hai

Qabool Ker Ke Mujhe Thukra Diya hai duniya ko
Main Ne Bhi Tere Liye Duniya Se Adaawat Ki Hai

Haseen Azaala Hai, Karam Hai Ya He Khush Bukhti
Apne Malik Se Main Ne Jo Shikayat Ki Hai

Karoon Main Kaisy Adaa Shuker Iss Nawazish Ka
Mere Maahboob Tu Ne Jo Inaayat Ki Hai

Khud Se Bhi Bar Ker Main Ne Tujhe Chahat Ki Hai

Haan Pyarr Nahi, Iahq Nahi, Ibadaat Ki Hai
 

Noor_Afridi

Super Star
Feb 28, 2009
14,443
9,602
1,313
40
karachi
sOrry KK yeh may pehlay hi pOst kar ChOka hOn

dil-e-nadaan tujhay hoa kya hai

dil-e-nadaan tujhay hoa kya hai
aakhir iss dard ki dawa kya hai...
hum hain mushtaq aur woh baezaar
Ya-Ilaahi ye maajra kya hai...
jab ke tujh bin nahi koi maujood
phir ye hangaama aye Khuda kya hai...
hum ko unsay hai wafa ki umeed
jo nahi jaantay wafa kya hai...
jaan tum per nisaar karta hon
men nahi jaanta duaa kya hai...
main bhi moon main zabaan rakhta hoon
kaash poocho mudda kya hai...
haan bhala kar tera bhala hoga
aur darwesh ki sada kya hai...
main ne maanaa ke kuch nahi Ghalib
muft haath aaye tou bura kya hai.....


 

Noor_Afridi

Super Star
Feb 28, 2009
14,443
9,602
1,313
40
karachi
kOi baat nahi janab hOta hai

Zindagi bhar zindagi ki saza milti rahi

Zindagi bhar zindagi ki saza milti rahi,
Lamha lamha wafaaon ki jaza milti rahi.
Cherh kar jata raha har baar zakhmon ko mere,
Gham ke sholon ko yun hi hawaa milti rahi.
Meri nazron ne hai bakhsha husn ko farogh,
Uske har aaza ko ik adaa milti rahi.
Faasla badta gaya jitna gaya uske qareeb,
Khushk patton ko jaise hawaa milti rahi.
Paththron ki gird takrata raha `Rahat` ka wajood,
Sukhan goi ka sadaa nayee sadaa milti rahi.


 

unique-style

°Oº*ÑÅTû®ãll¥ ÛñîQûÉ*°Oº
VIP
Mar 15, 2007
28,055
11,918
1,113
18
Karachi-Pakistan
YE HASRAT HAR JATI HAI



Zamane se sona tha mohabbat har jati hai,
Jo chahat ik tarafa ho wo chahat har jati hai,
Kahi par bhi duao ka ik lafz asar kar jata hai,
Kahi par barso ki ebadat har jati hai,
Mohabbat kab kisi ko doshmani ka dars day,
Ek arzoo see hai ke un ko bhol jai hum,
Magar un ki yaad ati hai ye hasrath har jati hai




 

Noor_Afridi

Super Star
Feb 28, 2009
14,443
9,602
1,313
40
karachi
Tujhe Khabar Hee Nahin..

Teray faraq kay lamhay shumaar kartay howay
Bikhar gay hain tera intazaar kartay howay
Tou main bhi khush hoon koi us say ja kar kah day
Ager wo khush hay mujhay bey qaraar kartay howay
Main muskurata howa aainay main ubhroon ga
Woh ro paray ge achanak singhar kartay howay
Tujhay khaber he nahi koe toot gia hay
Mohabbatoon ko bohat paedaar kartay howay
Woh kah rahe the sumander nahi hai aankhoon main
Main un main doob gia ahtabaar kartay howay
Mujhay khaber thi kah ab loot kar na aaonga
Tuj ko yaad kia dard paar kartay howay...!!!
 

SaRkaR

Newbie
Aug 14, 2008
12,690
4,289
0
pakistan
main nay shaid tumhain pehley bhi kahee.n dekha hay

ajnabi si hho magar ghair nahi lagti ho
weh'm sey bhi jo ho nazul wo yaqee.n lagti ho
haiii ye phool sa chehra ye ghanairii zulfai.n
merey sheroo.n sey bhi tum mujh ko hasee.n lagti ho

main nay shaid tumhain pehley bhi kahee.n dekha hay

dekh kar tum ko kisi raat ki yaad aati hay
aik khamosh mulaqaat ki yaad aati hay
zehn main husn ki thandak ka asar jagta hay
aanch deti hoi barsaat ki yaad aati hay

main nay shaid tumhain pehley bhi kahee.n dekha hay

meri aankhoo.n pe jhuki rehti hain palkain jis ki
tum wohi merey khayyaloo.n ki pari ho k nahi
kahee.n pehley ki tarha phir tu na kho jaao gi
jo hameshaa k leye ho wo khushi ho k nahi

main nay shaid tumhain pehley bhi kahee.n dekha hay
 

Noor_Afridi

Super Star
Feb 28, 2009
14,443
9,602
1,313
40
karachi
Jaa Rahe Hoo Phir Se Mujhe Rula Rahe Hoo

Jaa Rahe Hoo Phir Se Mujhe Rula Rahe Hoo
Sapne Deekha Ke Deep Bujha Rahe Hoo
Kiyon Suna Rahe Hoo Aur Ab Kiyon Tarpa Rahe Hoo
Humari Zindagi Le Ke Kahan Jaa Rahe Hoo
Bata To Doo Ke Hummay Chorh Kar Konsa Sagar Pa Rahe Ho
Sagar To Hi Hai Meri Zindagi Bhi
Ab Kisko Sagar Bana Rahe Ho
Na Jao Kahin Ke Ab To Hai Andaz E Ravan Aur
Kiyon Itne Kadam Door Jaa Rahe Hoo
Pass Ana Hai Mushkil Gar Tera
Mujhe Phir Kiyon Nahi Bula Rahe Hoo
Mien Pass Ana Chata Hoon Tere
Mujhe Kiyon Doori Ka Ehsas Dila Rahe Hoo
Kiyon Door Jaa Rahe Hoo
Kiyon Muskura Rahe Hoo
Kiya Khush Hoo Tum Bhi Ya Meri Tarah Ansoon Baha Rahe Ho
Dil Mien Kiya Hai Tere Yeh Janta Hoon Mien Bhi
Par Lagta Hai Ke Tum Bhi Meri Tarah Kuch Chupa Rahe Ho
Pyar Hai Humari Zindagi Par Chor Ke Ja Rahe Ho
Kiyon Ajj Mujhe Is Gham Mien Ab Aur Tarpa Rahe Ho
Aaa Jana Jaldi Se ,Ke Dil Lagta Nahi Hai Tere Bin
Humien To Tum Udass Karke Ja Rahe Hoo
Pyar To Hai Magar ,Is Pyar Mien Tarpa Rahe Ho

 

SaRkaR

Newbie
Aug 14, 2008
12,690
4,289
0
pakistan
kaho to laut jatay hain....
abhi to baat lamhon tak ha, sadion tak nahi i..


abhi muskan ki nobat bhi honton tak nahi i..
abhi tak koe majburi khyalon tak nahi i..


abhi to gard pairon tak ha balon tak nahi i..
kaho to laut jatay hain....


tumhara sath gar mil jaye to zamane se uljhna baat hi kia ha..
agr tum chor do mujh ko meri auqat hi kia ha..


Meray bare main na socho....
tum apni baat batlao....


kaho to chaltay rehtay hain....
kaho to laut jatay hain....
 

HINATA

Newbie
Jun 26, 2009
11,843
2,832
0
kabhi jo hum nahi hon gy

kaho kis ko batao gay??

Wo apni uljhanain sari

wo bechaini mein dooby pal

wo aankhon mein chupay aansoo

kisay phir tum dikhao gay??

Kabhi jo hum nahi hon gy

bhut bychain ho gay tum

abhi tum nahi samjhay

humari unkahi baatain

magar jub yaad aein gi

bhut tum ko rulaein gi

kabhi jo hum nahi hon gay...........................
 
  • Like
Reactions: Cinderella

SaRkaR

Newbie
Aug 14, 2008
12,690
4,289
0
pakistan

تیری یاد رہتی ہے

ذہن کے خیالوں میں
روح کے اجالوں میں
زندگی کی جھیلوں میں
ذات کی فصیلوں میں
رتجگوں کے دامن میں
خواہشوں کے آنگن میں
دل کے خشک صحرا میں
چشمِ تر کے دریا میں
درد کے جہاں میں بھی
اشکِ بے زباں میں بھی
اور کچھ نہیں رہتا
تیری یاد رہتی ہے
 
Sep 8, 2009
7,895
5,402
0
England-Deep Darkness
pathar mjhay kehta hai mera chahnay wala....
main moom hoon usnay mjhay chuu kar nahi dekha...

---------- Post added at 03:32 PM ---------- Previous post was at 03:29 PM ----------

bichadtay kyun na parh saka wo nigahoon ki zuban faraz.....
usay to iss fun par pora ooboor tha...

---------- Post added at 03:34 PM ---------- Previous post was at 03:32 PM ----------

mudatto bad mila or mera naam pochlia FARAZ...
bichadtay waqt jisnay kaha tha TUM BUHAT YAAD AOGAY...

---------- Post added at 03:36 PM ---------- Previous post was at 03:34 PM ----------

main nend ka shoqeen ziada to nahi tha FARAZ...
lakin..kuch khuab na daikhoon to guzara nahi hotaa..

---------- Post added at 03:38 PM ---------- Previous post was at 03:36 PM ----------

humsay bichad kar uska takabur bikhar gaya FARAZ...
har kisi say milta hai ab baray AJAZII k sath...

---------- Post added at 03:39 PM ---------- Previous post was at 03:38 PM ----------

Waqt-e-Qudrat ly aya hay aj humain usi gajah par FARAZ
Chal diy usi matti
main jis ke hum amanat thy

---------- Post added at 03:40 PM ---------- Previous post was at 03:39 PM ----------

All human actions have one or more of these seven causes: chance, nature, compulsions, habit, reason, passion, desire.
 

SaRkaR

Newbie
Aug 14, 2008
12,690
4,289
0
pakistan
Main Apni Raato’n Ki

Fursato’n Main

Tujhy Manao’n

Tou Maan Jana

Agar Kisi Din Main Apne

Aanshu Jo Le Ker Aao’n

Tou Maan Jana

Ye Ek Dil Jo Tumhai’n Dia Tha

Is ko bhi Tum ne Tor Dala

Shikista Dil Ki Jo

Khirchio’n Ko Samait Lao’n

Tou Maan Jana

Tu Khush Nahi Hai

Meri Baqa Par Tou

Sirf Itna Bata

Teri Khushi K Liye

Jo Suuli Pe Muskurao’n

Tou Maan Jana

Tu Badguman Hai Meri

Wafa Par Tou Sirf

Ek Baar Azma Le

Jo Haar Jao’n T

ou Laut Jana

Jo Jeet Jao’n

Tou Maan Jana …
 
Status
Not open for further replies.
Top