Waldain Ki Khidmat Jihad se bhi Barkar Hai

  • Work-from-home

Pari

(v)i§§· ßµølï ßµð£ï¨
VIP
Mar 20, 2007
46,142
19,780
1,313
Toronto, Canada
English Translation of Hadith :
Abdullah bin Amr bin Aas Radi allaho anho said: A Person came to Allah's Apostle Sallallaho Alaihey wasallam and said: I owe allegiance to you for migration and Jihad seeking reward only from Allah. He Sallallaho Alaihey wasallam said: Is one from amongst your parents living? He said: Yes, of course, both are living. He Sallallaho Alaihey wasallam further asked: Do you want to seek reward from Allah? He said: Yes. Thereupon Allah's Messenger Sallallaho Alaihey wasallam said: Go back to your parents and accord them benevolent treatment.
Sahih Muslim, Book 032, Number 6186:



Urdu Translation of Hadith:
Abdulah bin amr bin aas Radi allaho anho se rivayat hai ki ek shakash Rasoollalah Sallallaho alaihey wasalam ke paas aaya aur arz kiya main aapsey bait karta hun hijrat aur jihad par , Allah se iska sawab chahta hun Aap Sallallaho alaihey wasalam ne farmaya tere waladein mein se koi zinda hai wo bola dono zinda hain Aap Sallallaho alaihey wasalam ne farmaya tu Allah se sawab chahta hai ? wo bola haan Aap Sallallaho alaihey wasalam ne farmaya to laut ja apney waladein ke paas aur neik suluq kar unsey.
Sahih Muslim , Neki Suluq aur Adab ke masayeel
 
  • Like
Reactions: nrbhayo and H!N@
Top