.why She Won't Wear Hijab?

  • Work-from-home

Manxil

BEiNg SiNglE is My ATtITUde
Super Star
May 7, 2012
13,831
2,488
913
Zabardast sharing
Freedom ka basic concept jb samaj ayega to for sure apni dignity aur value b samjh aayegi females ko...jahan tak acha dikhne ki baat hy to wo kahi mana nhi females ko..limit sirf mehram rishton specially husband tk ki hy ..cauz females ghair logo k liye entertainment channel nhi hain..

Let me share an experience ..my younger sister went for a job interview in ACE news office...she wears abaya and veil..when interview ended the interviewer said it was a nice experience interviewing such a straightforwardgirl like u but will u continue to wear hijab after getting job? She said yes ...and they did not employee her..my friend went to the same office for interview and they said. "Sorry we cant hire u if u'll continue wearing hijab" ye haal hain islamic country may jobs standards ka...talent se ziada fashion appeal krta
V nyx.. But in islamic banks abaya is must.. So i think ye kehna theak nahi k jobs ka ye standard hai. But agr kisi job ki requirement hai to be dressed properly then wht they can do :-?
 
zaryaab

Aching for peace
TM Star
Apr 12, 2013
3,590
1,362
263
no i dont think k is me parents ki koi mistak hy wo apna best hi karty hen Always kbi koi waliden apni olaad ka bura nhi chata aj kal brain wash karny k liye to midia kafi hy olad khud bigrti hy even har koi khud kharab hota hy koi tab tak hum sy kuch nhi karwa sakta jab tak hum khud na chahen
tv kai samnai kis ne betaaya parents nai ..maa dramai daikti hai sath mai beti ko betha deti hai ..pir unhai adat parh jaati hai pir wo naya daiknai ki khahish karti hai pir wo khud pai apply karti hai,,:) maa ki god bachai ki pehli darsgaah hai ..father bahir ki activities pai nazar rakhta hai apnai bacho ki aur maa andar ..mai mal mai choti choti larkiyo ko daikta hun wo bilkul sleevless kaparai pehenti hai aur chotai nekkar to ab bataao yaha bacho ko kiya tarbiyaat mel rahi hai ...pir wohi larki jub bari hokar sleeveless kaprai pehenti hai to maa kehti bachai jawan hogae hai meri baat nahi suntai ..
 
zaryaab

Aching for peace
TM Star
Apr 12, 2013
3,590
1,362
263
i wear haijab in uniii and any plce jahn bi me jati hun mjhy hijab krnaaa bht ashaa lagtaa hai and thnkss for sharing a beautiful posttt
ma sha allah ..bus is jannat kai patto ko sambhaal kai rakna ( jehan sikandar) :)
 
Aks_

~ ʍɑno BɨLii ~
Hot Shot
Aug 2, 2012
44,916
17,651
1,113
tv kai samnai kis ne betaaya parents nai ..maa dramai daikti hai sath mai beti ko betha deti hai ..pir unhai adat parh jaati hai pir wo naya daiknai ki khahish karti hai pir wo khud pai apply karti hai,,:) maa ki god bachai ki pehli darsgaah hai ..father bahir ki activities pai nazar rakhta hai apnai bacho ki aur maa andar ..mai mal mai choti choti larkiyo ko daikta hun wo bilkul sleevless kaparai pehenti hai aur chotai nekkar to ab bataao yaha bacho ko kiya tarbiyaat mel rahi hai ...pir wohi larki jub bari hokar sleeveless kaprai pehenti hai to maa kehti bachai jawan hogae hai meri baat nahi suntai ..
sorry ittifaaq nhi karti bilkul bhi hmary hen bhi tv hai cable hy net hy sub kuch hy but i know my limits kisi or ka kya kahun aaj tak kbi kisi ny nhi kaha k abaya pehny ya ye karo wo karo apny dil ki baat hai phir bhi islaam ko follow karti hun han yeh net wala gunna karti hun but man saf hen koi mail nhi maa baap ko ghalt tehrana theak nhi ek swal aap sy hy are satisfy with ur sisters n mothers ? kya wo perfect hen acording to islaam kya wo sub ahkaam manti hen
 
zaryaab

Aching for peace
TM Star
Apr 12, 2013
3,590
1,362
263
sorry ittifaaq nhi karti bilkul bhi hmary hen bhi tv hai cable hy net hy sub kuch hy but i know my limits kisi or ka kya kahun aaj tak kbi kisi ny nhi kaha k abaya pehny ya ye karo wo karo apny dil ki baat hai phir bhi islaam ko follow karti hun han yeh net wala gunna karti hun but man saf hen koi mail nhi maa baap ko ghalt tehrana theak nhi ek swal aap sy hy are satisfy with ur sisters n mothers ? kya wo perfect hen acording to islaam kya wo sub ahkaam manti hen

tunki mai saaf paani hoga to saaf paani he aaega otherwise ganda 12 ,13 saal tak bacho kai zehen mai wohi feed hota hai jo usai sekaaya jata hai iskai baad teenage mai wohi sochai parwaan charti hai agar usai islamic cheezai samjhaatai to wohi parwaan chartai ab isi doran agar itefaaq se qo larka /larki senstive ,samjhdar ,aur talented huwi aur wo agar islamiat ki book numbers hasil karnai ki bajaayai samjhnai kai leyai read karai ya uskai life mai koe islamic friends aaye .koe aisi islamic books ya koe show in jaisai kaye cheezo se ALLAH usai hedaayat dai aur wo us hedaayat ko save karlai to raah e rast pai aa jati hai otherwise bad company to viceversa ..rahi apki baat apkai ghar mai koe bara abaaya laita hoga i mean ur mother tabhi aap ne li hoge ya koe aur cheez jo mai ne bayan kiya oper ..otherwise to moajaza hosakta hai aapkai sath :)

rahi baat apki meri personal life pai attack to :)
meri sister jannat kai pattai mai aap ne haya ka dusra islamic roop daikha hoga ..
aur mother shehrezaat mai falak ki naani ka kirdaar yaad hoga ..

note : baat karnai waalai se ziyaada baat par ghor karna chaheyai :)

jazakallah ! :)
 
  • Like
Reactions: Seap

meny aap py atteck nhi kiya na mera aesa koi irada hy agar aap waqi baton ko smjhty hen to bat hai smjh ki otherwise nhi shayed hum duniya k liye bury hun but Allah k nazdeek hum unko aziz hun some tym bndy sy Allah naraz hojaty hen par duniya nhi to hmri soch kahan tak sahi ho skti hmy maloom nhi suni sunayi baaton py yakeen nhi karti even aesi baat py behas hojati hy bus itna kahungi agar koi guide hy to Allah k baad khud Quran hy q k janti hun us k mutabiq jeeny sy zandgi jannat to nhi behter ho skti hy me farista to nhi par achi insan bn skti hun jazak Allah khush rahiye
 
  • Like
Reactions: zaryab-irtiza

dnt take it personally conversation mai aksar soft aur agressive comments hotai rehtai ..it doesnt mean tht we want to put down other ..bus hum apnai daleel aur baat ko strong karna chahtai hai .. aur behes mai buraaye nahi hai provided wo dil aah zaari na ban jaayai ..hope we v ll be nice to each other onwards ..khush rahai .. :)
 
  • Like
Reactions: Seap
Top