winner of TM sohni dharti contest!!!

  • Work-from-home

who shared well


  • Total voters
    19
  • Poll closed .
Status
Not open for further replies.

zulqarnain

~ A Man Of Two Ages ~
VIP
Dec 28, 2008
8,004
2,473
113
32
Karachi
salam allz.....jaisa k aap pehly se hi tamaam rules se agah hain so bus ye hi batana chahu ga k koi bhi member khud ko vote nahi kar sakta and polling 13 August ko raat 11:45 per close ho jai gi.....winner wo hi hoga jis k liye sub se ziada votes ho gey...and winner ka elaan GoodFrnd bro karein gey!!!

so watch them again before votting!!!





(1) = _Banti_

Yeh Watan Tumhara Hai, Amanat Ali Khan

Yeh vatan tumhara hay

iss chaman kay phoolon par
rung o aab tum say hay
is zameen ka har zarra

aftab tum say hay
yeh faza tumhari hay
behr-o-bur tumhaaray hain
kehkeshan kay yeh jagay
rehguzar tumhaaray hain

Yeh vatan tumhara hay
tum ho Pasban iss kay

yeh zameen muqadas hay
maan kay pyar ki surat
is chaman main tum sab ho
barg-o-bar ki surat
deKhNa gun.vana mat
daulat-e-yaqeen logon
yeh watan amanat hay
aur tum ameen logon

Yeh vatan tumhara hay tum ho Pasban iss kay

(2) = PAGLI




Khaamoshii kah rahii hai kaan me.n kyaa
aa rahaa hai mere gumaan me.n kyaa


ab mujhe ko_ii Tokataa bhii nahii.n
yahii hotaa hai khaanadaan me.n kyaa


bolate kyo.n nahii.n mere haq me.n
aabale par gaye zubaan me.n kyaa


merii har baat be-asar hi rahii
nuqs hai kuchh mere bayaan me.n kyaa


vo mile to ye puuchhanaa hai mujhe
abhii huu.N mai.n terii amaan me.n kyaa


shaam hii se dukaan-e-diid hai ba.nd
nahii.n nukasaan tak dukaan me.n kyaa

yuu.n jo takataa hai aasamaan ko tuu
ko_ii rahataa hai aasamaan me.n kyaa

ye mujhe chain kyuu.N nahii.n pa.Dataa
ik hii shaKhs thaa jahaan me.n kyaa




(3) Pari





(4) = anime lover


Rang hai mera Pakistan

Roop bhi mera Pakistan


Jaan hai meri Pakistan

Dil ki Dharkan Pakistan

Aan hein meri Pakistan

Shaam bhi meri Pakistan

Kashish Jis per hein Qurban

Woh hein Pyara Pakistan



(5) Banjara





(6) = sanamosanam



پاکِستان رہے سلامت


ایک روشنی کی کِرن ،چاند کی ٹھنڈک ہے

میرے وطن تو دُنیا میں میری جنت ہے

ہوئے ہیں قُربان تیرے نام پر اجداد میرے

لُٹائیں جان تیری فضاؤں پے اپنی چاہت ہے

یہ چاند تارے کا لہراتا ہو ہرا بھرا پرچم

رہے سلامت ہمیشہ کہ میرا آنچل ہے

تیری توقیر پے دِل قُربان ہمارے پاکستان

کہ وفا میں جان دے دینا ہی روایت ہے

جنم دِن پر مُحبت کے کُچھ پھول ہم نے پروئے ہیں

وطن سے دور ہیں لیکن پہچان اُسی سے نسبت ہے







(7) =zulqarnain

socho mein wo hi quaid ka banaya pakistan hoon,
mujhe thokron say bachane wala koun,


mujhe apni pehchan delanewala koun,

aj bikhra hai daman to samaitne wala koi nahi,

mainay tumhe izzat

di mujhe izzat dene wala koun,


mujhe bana kar dekho mein phool hoon,

mujhe jala doge to tumhe bachane wala koun,

kuch mulkon ki sazishien m,ujhe tabah karna chahti hain,

tum bhi usme shamil ho jaoge to mujhe bachane wala koun,

wo log kehtien hian pak ko humari zarurat hai,

mujhe to apno hi say khatra hai to geron me bachane wala koun,

siyasi zalimo nay kaha dharti per logon ka bhojh hai buhat,

dhmakon say fana kar dala ab rukne wala koun,

phir wo jo masjidon ki hifazat karte the,

silsila-e-lal masjid tha ab ye silsila rukne wala koun,

socho mein wo hi quaid ka banaya pakistan hoon,

mein raste mein para hoon mujhe uthane wala koun,,,

(8) = subha

Tera Pakistani Hai, Yeh Mera Pakistan Hai
Tera Pakistani Hai, Yeh Mera Pakistan Hai


Is Pe Dil Qurbaan
Is Pe Jaan Bhi Qurbaan Hai
O Is Pe Dil Qurbaan
Is Pe Jaan Bhi Qurbaan Hai

Tera Pakistani Hai, Yeh Mera Pakistan Hai
Tera Pakistani Hai, Yeh Mera Pakistan Hai

Is Pe Dil Qurbaan
Is Pe Jaan Bhi Qurbaan Hai
O Is Pe Dil Qurbaan
Is Pe Jaan Bhi Qurbaan Hai

Iski buniyaadoon mein hai tera lahoo mera lahoo
Isse teri abru hai, isse meri abru

Iski buniyaadoon mein hai tera lahoo mera lahoo
Isse teri abru hai, isse meri abru

is se tera naam hai, isse meri pehchaan hai
is se tera naam hai, isse meri pehchaan hai

Is Pe Dil Qurbaan
Is Pe Jaan Bhi Qurbaan Hai
O Is Pe Dil Qurbaan
Is Pe Jaan Bhi Qurbaan Hai

Tera Pakistani Hai, Yeh Mera Pakistan Hai
Tera Pakistani Hai, Yeh Mera Pakistan Hai

Is Pe Dil Qurbaan
Is Pe Jaan Bhi Qurbaan Hai
O Is Pe Dil Qurbaan
Is Pe Jaan Bhi Qurbaan Hai

Ek dayare noor o nikhat wadiye mehran hai
noor aankhoon ka meri khaq e balochistan hai

Ek dayare noor o nikhat wadiye mehran hai
noor aankhoon ka meri khaq e balochistan hai

Dil hai sarhad ki zameen, punjab jism o jaan hai
Dil hai sarhad ki zameen, punjab jism o jaan hai

Is Pe Dil Qurbaan
Is Pe Jaan Bhi Qurbaan Hai
O Is Pe Dil Qurbaan
Is Pe Jaan Bhi Qurbaan Hai

Tera Pakistani Hai, Yeh Mera Pakistan Hai
Tera Pakistani Hai, Yeh Mera Pakistan Hai

Is Pe Dil Qurbaan
Is Pe Jaan Bhi Qurbaan Hai
O Is Pe Dil Qurbaan
Is Pe Jaan Bhi Qurbaan Hai

Yeh Mere Quaid Ki Jeeti Jaagti Tasweer Hai
Shaire Mashrig Ke Khuwaboon Ki Hasi Tabeer Hai

Yeh Mere Quaid Ki Jeeti Jaagti Tasweer Hai
Shaire Mashrig Ke Khuwaboon Ki Hasi Tabeer Hai

Yeh Wataan pyara Watan Sarmaya e Iman Hai
Yeh Watan , Mera Watan Sharmaya e Iman Hai

Is Pe Dil Qurbaan
Is Pe Jaan Bhi Qurbaan Hai
O Is Pe Dil Qurbaan
Is Pe Jaan Bhi Qurbaan Hai

Tera Pakistani Hai, Yeh Mera Pakistan Hai
Tera Pakistani Hai, Yeh Mera Pakistan Hai

Is Pe Dil Qurbaan
Is Pe Jaan Bhi Qurbaan Hai
O Is Pe Dil Qurbaan
Is Pe Jaan Bhi Qurbaan Hai

Tera Pakistani Hai, Yeh Mera Pakistan Hai
Tera Pakistani Hai, Yeh Mera Pakistan Hai

Is Pe Dil Qurbaan
Is Pe Jaan Bhi Qurbaan Hai
O Is Pe Dil Qurbaan
Is Pe Jaan Bhi Qurbaan Hai

Is Pe Dil Qurbaan
Is Pe Jaan Bhi Qurbaan Hai
O Is Pe Dil Qurbaan
Is Pe Jaan Bhi Qurbaan Hai






(9) = unique style

Jab ham ne khuda ka naam liya
us ne hamein innam diya
mera inaam paistan




khuda ki khaas rehmat hai
bazourgon ki basarat hai
Sabhi naslon ki qurbani
kahee naslon ki quwat hai




Mera inaam pakistan
pakistan pakistan
Mera Paighaam pakistan
Pakistan Paistan
Mohabat amn hai or is naam pakistan
pakistan pakistan
Mera Paihaam pakistan



Agar allah nain chah to zamana woh bhi ayega
jahan tak waqt jai gaa isay agay bar hai ga
yeh quaid ka inaam or iqbal ka paighaam pakistan
Pakistan Pakistan



Mera Inaam Pakistan
Pakistan Paistan
Mera Paighaam pakistan
Pakistan Pakistan
Mohabbat amn hai aur is a paighaam pakistan
Pakistan Pakistan
Mera Paighaam pakistan
Pakistan Pakistan


(10) Kamran444





(11) Adil Khan









(12) . Redvirus







u may vote for others via postings...



**** jaldi kro ***
 

goodfrndz

"A faithful friend is the medicine of life."
VIP
Aug 16, 2008
12,849
4,072
1,113
محبت والا
ab maza aaye ga .. .



jaldi jaldi se aa jao . . ..

aur vote kro apni apni pasand ki poetry ko . . .

jaldi kro . . .
 

Redvirus

Business Opportunities Network
VIP
Jul 3, 2009
13,363
7,771
1,313
Torino, Italy
bhai 11 n 12 ki to option he ni hai poll main.................

hm aisy he bahir....................lolz
{(laugh)}{(laugh)}{(laugh)}
 

unique-style

°Oº*ÑÅTû®ãll¥ ÛñîQûÉ*°Oº
VIP
Mar 15, 2007
28,055
11,918
1,113
18
Karachi-Pakistan
poll ki maximum limit 10 he hoti hai is lie ap log 11 12 ko bhi vote ker sakty ho simple likh dejiye ap ka vote count ho jayga
 

Adil Khan

Senior Member
Jun 21, 2009
793
621
993
Aankhoon Main
Ab tak itne Vote ho chuky hain aur ap bta reh ho..
Polling Rule mai batana tha na..
Realy hurt..
But ab mai aenda koi bhi contest mai Involve nhi honga...
 

Hans_Mukh

~~ Catch Me if u Can~~
VIP
Dec 1, 2008
30,406
14,989
713
Logon Ki Soch May
Adil sb aosa nahi kehtay, jub ka poll k shroonmay yeh bat waziha kur di gaye thi k 10 say oper walay numbers ku simply thread per number likh kur vote kur saktay hain aur wo vote count kur liya jaye ga.
 

goodfrndz

"A faithful friend is the medicine of life."
VIP
Aug 16, 2008
12,849
4,072
1,113
محبت والا
Adil Bhai aisi koe baat nhi hai . ..

sbhi loogon ko polling option k barey mein maloom hota hia . . . .

aur wo likh kr bta dayain ..

choti choti batoon pe dil chota nhi krtey . . .

so plz smile . .
 
  • Like
Reactions: Adil Khan
Status
Not open for further replies.
Top