Na thaa kuch tu Khuda tha´´ Kuch hota tu khuda hota
Daboya mujhko hone nay´´na hota main tu kya hota
Huwa jub gham say yon behis´´tu gham kya sar kay katne ka
Na hota gar juda tan say ´`tu Zanoo pay dhara hotaa
Hoi muddaat k ghalib mar gaya`` par yaad ata hai
Wo har ik baat pay kehna*yoon hota tu kya hora