kehnai ko mera us sai koi wasta na tha
lekin wo shakhs mujh ko kabhi bholta natha
bus to raha tha wo merai wehmo gaman main
shaid mera yaqeen sai abhi raabta na tha
in hasraton ka bojh to pehlai hi tha bohat
par chahton sai teri kabhi faasla na tha
dill maang to raha tha kisi key nazar key dhoop
main tum ko bhool jaoon kabhi chahta natha