Yaad aon to bas itni c inayat karna
apne badle hue lehje ki wazahat karna
tum to chahat ka shahkar hua karte thy
kis se seekha ha ye ulfat men milawat karna
hum sazaon k haqdar bane hen kub se
tum he keh do k jurm ha kia muhabat karna
teri furqat men ankhen abi tak nam hen
kabhi ana mere ashkon ki zayarat karna
apne badle hue lehje ki wazahat karna
tum to chahat ka shahkar hua karte thy
kis se seekha ha ye ulfat men milawat karna
hum sazaon k haqdar bane hen kub se
tum he keh do k jurm ha kia muhabat karna
teri furqat men ankhen abi tak nam hen
kabhi ana mere ashkon ki zayarat karna