ye na thi hamari qismat k'wasale yaar hota
ager or jeete rehte' yahi intazar hota
tere wade par jeea ham'to ye jaan' jhoot jana
k khushi se mar na jate' ager aetabar hota
koi mere dil se puche' tere teer-e-neem kash ko
ye khalash kahan se hoti jo jigar ke paar hota
ye kahan ki doosati he'bane hain doosat' naseh
koi chara saz hota' koi ghaam gusaar hota
ragg-e-sang se tapakta' wo lahoo k' phir na thamta
jisse ghaam samag rahe ho' ye agar sharar hota
gham agar cheh jaan gasal he'ye kahan bachpan k'dil he
gham-e-ishq gar na hota'gham-e-rooz gaar hota
khoon kiss se main k keya he'shab-e-gham buri bala he
mujeh keya bura tha marna'agar ek baar hota
huee ham jo mar k ruswa' hooe keyoon na ghark-e-darya
na kabhi janaza uthta'na kaheen mazzaar hota
usse kon dekh sakta k' yagana he wo yakta
jo due ki boo bhi hoti'to kaheen do char hota
ye massael-e-tasawwaff' ye tera beyaan GHALIB
tujeh ham walli samajte' jo tu na bada khaar hota