Yeh baat samajh main ayi nahin

  • Work-from-home

farhan memon

TM Star
Aug 18, 2011
2,121
377
233
41
Karachi
yeh baat samajh main ayi nahin


ammi ne samjhayi nahin


main kaise meethi baat karoon


jab main ne mithayi khayi nahin


chanda kaisa mamoon hai


jab ammi ka woh bhai nahin


kyun lambe baal hian bhalu ke


kyun usne tind karayi nahin


kya woh bhi ganda bacha hai


ya jungle main koi nayi nahin


dadi ke miyan dada hain nani ke miyan nana hain


to baji ke miyan baja hain?


yeh baat samajh main ayi nahin
ammi ne samjhayi nahin
 

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
hmmmmmmmmmmmmm..
sweet poem..{(dancing)}
 
Top