Help Zakat Al Fiter

  • Work-from-home

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
mere bhai.. aap ki baat so fi sad darust he ke ooper guzar chuka he jawab.. magar..

acha lemme put in that way...

oper mention ki gyee countries me... 1 Sah ya Dhai Kilo Khajoor, Paneer, Munaqa, Chawal, Gandam ki keemat kitni he.. YEH muje pata karna he.. :p

aur.. mere khyaal me u must research on IF we can give cash or not a lil more.. coz is baat par Ulamaa ka ijtehaad ho chuka he ke aap chahen to cash de sakty hen..

aur yeh daleel zaheef h eke Kyunke Nabi Kareem SAW anaj dety thy to hamen b wohi dena chhye.. to aisee to bahut sari cheezen hen jo Tab nahi thin magar Ab hen.. to kya hamen tarak kar deni chhyeh yeh sab Ijadaat aur developments?? Although Nabi Kareem SAW ke zamaney me b Paisey se karobar hua karta thaa magar Tab aur Ab me bahut faraq he.. zamana e jadeed ke lehaz se JIS cheez me FITRANA LENE WALA comfortable ho us ko WOHI ada karni chhye.. aur mere bhai aaj kal to Anaj bhikari b nahi lety.. to aap kisi ko fitrana den ge ke wo b eid ki khushon me shamil ho jaey.. us ke b ho sakta he choty bachy hon.. aur bachy .. Anaj se khush nahi hity.. jab hamarey aur aap ke bachy naye kaprey pehen kar bahir niuklen ge to us gareeb ke bachon ke pas b wohi hona chhye.. is liye Ulama ke nazdeek yeh Zaroori nahi raha ke aap SIRF anaj hi den.. han yeh zaroor he ke aap by HAND den.. bajaey ke aap Masjid ke chanda me dal d en.. yaa remit kar den ke aagey mil jaen ge .. no.. MAKE sure ke mustahiq tak Fitra ki raqam / or in ur case , Anaaj Eid se pehly ponch saky.. aur 2nd Daleel ke RAQAM bhi di jaa sakti he .. kyunke EID se 1 ya 2 din pehly fitra ada karney ka hukam he taake Mustahiq b EID KI TYARI kar saky..

koi baat buri lagi ho to maazrat..

@Hoorain @saviou

aap ki baat se ham ittefaq nahi rakhte

janab jo cheez shariat se sabit ho usko badal nahi sakte aur jab daleel maujood ho to ijtehaad fuzool hoga

haan apke paas daleel na ho to olama ka ijtehad bhi jayez hai

ab koi bhikari bhi anaaj na le to ham deen ko ke muamlo ko badal denge?

aur kya anaaj se eid ki din gareeb apne pait nahi bhar sakta?

paisa dena tha to Allah k rasool bhi paisa dete ji se gareeb apni marzi kharch karta

lekin maqsad is ke peeche ye hai k koi gareeb bhuka na rahe

behre haal agar apko daleel nahi chahiye to phir yahan sawal karne se koi faida nahi

ye kuch threads hain in pe zaroor nazar dalen

wallahu aalam

http://www.tafreehmella.com/threads/فطرانہ-كى-مقدار-اور-ادائيگى-كا-وقت.258839/

http://www.tafreehmella.com/threads/فطرانہ-اور-مالى-زكاۃ-ميں-فرق.258834/

http://www.tafreehmella.com/threads/فطرانہ-كا-حكم-اور-اس-كى-مقدار.258835/
 
H@!der

Super Star
Feb 22, 2012
8,413
3,070
1,313
aap to naraz ho gye.. :p

muje daleel nai chhye thi yeh aap se kis ne keh diyaa..

aur mohtaram mera sawal MIQDAR ke muhalaq thaa..

aap ke dalael apni jaga.. me to nacheez hon jo kuch parh kar aur kuch pooch kar deen par amal ki koshish karta hon.. behes karna na mera ground he aur na muje pasand he ..

muje sirf ek baat batiye..
yahan UAE me to mustahiq mushkil se milty hen.. to me ya mere jaisey hazaron.. Anaj kis ko den??
ya West me.. jana pehly to Muslim hi khal khal milty hen.. cheh jaeke koi Anaj lene wala ho.. Karoron ki tadaad me Muslims ke liye shriyat me Fitrana ke hawaley se koi aasani nahi he aap ke khyal me??

me ne b jo kuch oper kaha wo mere apney zehen ki ikhtarah nahi thi... wo b muj se kahin zyada padhey likhy logon ke dalel thy raqam ke haq me.. jo muje logical b lagty hen kyunke Islam deen e fitrat he.. au r.. har wo bata jo aap ka dil hosh o hawas me rehty hue maan le.. kahin na kahin us ki koi misal hamare deen me mojood he ..

baharhaal.. this is a sprt discussion all togather .. aap ke waqt ka bahut shukriyaa..

inshAllah aap ke mentioned thread visit karta hon.. thanks again..
 
nahi naraaz hargiss nahi :)
jab ki deeni mamle me baat chal rahi ho to aisa sanjeedgi wala andaaz ho jaata hai

bilkul deen e islam fitri deen hai aur har masle ka asaan hal islam me muajood hai bas zaroorat hai ham jahed karen maloom karne ki

ham bhi Saudi Arab me rehte hain to to UAE ka bhi ilm hai Alhamudlillah

jab aise mulkon me paise lene wale mil sakte ahin to anaaj lene wale bhi mil jayenge

khair aap ye kar sakte hain ke apne mulk india ho ya pakistan to wahan apna zakat alfitr adaa kar sakte hain aur ye majboori ki surat me hai kyun ke apko yahan koi fitra lena wala nahi mil raha

kuch olama ne cash ka zaroor kaha hai lekin wo bhi bohot majboori me lekin bohot se loog koshish bhi nahi karte aur paise de dete hain kyun k unko yehi asaan lagta hai

to hame chahiye ke koshish kare aur hal na nikalne ki surat me ya to apne mulk me aada karen ya phir wallahu aalam

aur is mamle me anaaj par hi zyada olama ka muquf hai

Allah ham sab ko sahi deen pe chalne ki taufeeq de Aameen :)
 
sehi farmaya aap ne ke jamhoor ulamaa ka itefaq Anaj par he.. Magar jo mera point he wo usi discussion ki base par he jis me KUCH ulama ne ittefaq kiya he ke Raqam dena b jaaez he..

aap ne kaha ke India ya Pakistan bhaij sakty hen.. aksar log aisea hi karty hen JO india ya Pakistan se hon.. magar baki duniya me jo Muslims rehty hen.. Europe USA CANADA ki baat karen agar to.. un ki muskalaat ka andaza b lagaaen jo Fitra ada akrney ke silsily me hon.. jahan Fitra ki sharaet bahut wazeh aur bahut strict hen.. ab un sab ka to pakistan ya India me koi lena dena nahi he na hi rltvs hen.. to wo log kya karen ge aakhir?? yehi point he is base ka .. jo aap ne b kaha ke mayb is ko wohi Majboori consider kiya ja sakta he jis ki bina par raqam ko mutbadal te tor par paish kiya jata he..
i dunno if u hv encounted or not but it happnd with ME .. ppl dont take Anaj.. thy preffer money.. thy DONT take or accept anything as in goods. and make comments ke.." ham koi bhikari to nahi hen jo yeh de rahy ho"
aur o aur as i said b4 bhikari b nahi lety.. to aisee soorat me kya kiya jana chhhye jahan ko Ajan accpt hhi na karey..

i know aap phir kahen ge ke dhoondo KOI to mil jaey gaa.. magar suppose ek gaon me agar 5 log mustahiq hen.. aur 4 ya 3 Anaj par raqam ko preffer karen.. to kya poora gaon baki ke 2 logon ko hi Sari ashiya de de fitra ki..?? i dont think thats a good idea.. do u??
 
hamara anaaj par zor dene ki kahi wajhoohat hain
ek to ye sahi hadees se sabit hai aur dusra sahaba ka amal bhi yehi tha kahin bhi raqam dene ka zikar hame to nahi mila to yehi afzal hai

majboori me bohot si cheezen jayez ho jaati hain aur jo olama ne raqam ka kaha hai unka mauqaf bhi yehi hai ke agar koi anaaj lene wala na ho ya phir aisa koi intezam hi nahi to majboori ki halat me raqam de sakte hain, kyun k ab koi dusra raasta hai hi nahi

lekin hota kya hai isko alag maino me leke jinko majboori nahi wo bhi issi ko ikhtiyar karte hain phir baad me unko samjhaya bhi nahi jaa sakta ke apk liye raqam dena sahi nahi anaaj dena chahiye

khair majboori ki halat me In Sha Allah koi harj nahi jaise maghribi mumalik hain

JazakAllah...
aap ne bilkul baja farmaya ke log trend hi bana lety hen.. which is rong..

Allah hameh sehi raste par chalney ki taufeeq ata farmaaey.. Aamin
 
  • Like
Reactions: saviou
Top