رواں تبصرہ.......tm K Din Raat

  • Work-from-home

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
tasreef laun k tashreef lau :D
aik baar aana hai to TASHREEF laani ho gi...
lakin hum ne choonkay aap ko baar baar wahan aanay k liay bulana hai to har baar aik alfabet ghaTta jaaey gaa...
TASREEF us se aglay phairay k liay abhi se likh diyaa. :D
 

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
Aslaam O Allaykum

Aaj Phir Se Aik Baar ....... TM K Sath Shehr-e-Tanhayi subah k 6 baj kar 7 minut... aap apni watches pe time sahi karne na lag jaaiay ga ... hum ne to apna time btaya hai. waise bhi waqat ka kiya bharosa, kab ulti chaal shuruu kar de... magar waqat jaisa bhi ho, Allah k bharosay katt hi jaata hai. Phir TM bhi to hai naa... dil ghabraaey to iss ki chhaaoN mein bhi aa k kaafi had tak behl jata hai.
To iss waqat @saviou @Shiraz-Khan @muttalib aur @shehr-e-tanhayi k ilawa @Don ka naam bhi members ki list mein chamkta nazar aa raha hai. waise 2 parda-nasheen bhi haiN .... na janay koun...
 
  • Like
Reactions: Shiraz-Khan and Don

Shiraz-Khan

Super Magic Jori
Hot Shot
Oct 27, 2012
18,264
15,551
1,313
Aslaam O Allaykum

Aaj Phir Se Aik Baar ....... TM K Sath Shehr-e-Tanhayi subah k 6 baj kar 7 minut... aap apni watches pe time sahi karne na lag jaaiay ga ... hum ne to apna time btaya hai. waise bhi waqat ka kiya bharosa, kab ulti chaal shuruu kar de... magar waqat jaisa bhi ho, Allah k bharosay katt hi jaata hai. Phir TM bhi to hai naa... dil ghabraaey to iss ki chhaaoN mein bhi aa k kaafi had tak behl jata hai.
To iss waqat @saviou @Shiraz-Khan @muttalib aur @shehr-e-tanhayi k ilawa @Don ka naam bhi members ki list mein chamkta nazar aa raha hai. waise 2 parda-nasheen bhi haiN .... na janay koun...
WS..
true... kuch pata nae hota kis lamhey kia hojaey... kuch isi tarah ka yahan b hua hey.
 
  • Like
Reactions: shehr-e-tanhayi

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
Abhi abhi @Ally bhi online huvay.............. aur yaqeenan PASS TIME section mein ab khoob rounaq lagne wali....
hum bhi chaltay hain woheen aur sath detay hain un ka
 

Untamed-Heart

❤HEART❤
Hot Shot
Sep 21, 2015
23,621
7,455
1,113
Aslaam O Allaykum

Aaj Phir Se Aik Baar ....... TM K Sath Shehr-e-Tanhayi subah k 6 baj kar 7 minut... aap apni watches pe time sahi karne na lag jaaiay ga ... hum ne to apna time btaya hai. waise bhi waqat ka kiya bharosa, kab ulti chaal shuruu kar de... magar waqat jaisa bhi ho, Allah k bharosay katt hi jaata hai. Phir TM bhi to hai naa... dil ghabraaey to iss ki chhaaoN mein bhi aa k kaafi had tak behl jata hai.
To iss waqat @saviou @Shiraz-Khan @muttalib aur @shehr-e-tanhayi k ilawa @Don ka naam bhi members ki list mein chamkta nazar aa raha hai. waise 2 parda-nasheen bhi haiN .... na janay koun...
sister yeh Muttalib bechara to din bhar nazar ayega jab koi na hoga tab bhi lolzzzzzzzzzzzzz
 
Top