رواں تبصرہ.......tm K Din Raat

  • Work-from-home

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
TM kay Asmaan ka chamkta damkta sitara yaani k humari @STAR siso apnay kaam kaaj se nimatnay k baad aa chuki hain apna khanay peene ka samaan sath liay...
jee siso.... aaj kiya rakha hai sath khanay peene ko.....
 

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
Dil moooooooooooh lena barhte pyaar ..... dho lena matlab koi gandagi lagi thi :p
=))=))=))
humein samjhaanay ki nakaam koshish na kijiay bhai... hum kuch samjhne k mood mein nahi hain... bas waqat ko dhaka de rahay hain k kisi tarah yeh zaalim waqat nikal jaaey.
 

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
mgr aap ko kesy pata keh siso hain?
jaise aap ko pata waise humein bhi...........
aap ne saabit kiya tha na apnay saara siso walay thread mein k unhen kuch bnana nahi aata... to humein yaqeen aa gaya tha k waqyi siso hain :))
 
Top