A Message to Sami Yusuf, Yusuf Islam, Ahmed Bukhatir, Zain Bhikha & other "Nasheed Singers"

  • Work-from-home

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
A Message to Sami Yusuf, Yusuf Islam, Ahmed Bukhatir, Zain Bhikha & other "Nasheed Singers"

Abu Mussab Wajdi: "we hear the Quran nothing Happens, but we hear some nasheeds and tears starts flowing our eyes"

MashAllah abu mussab wajdi Brother's lectures are as always so touchy and very certain, However Iam a big fan of Sami yufus's nasheed from along time ago but Mussab Brother has describe that we should not listen to them, why? for that you need to watch this video complete. it's really worth watching.
he says there is nothing call nasheed, there are just some poem. not more than it.
Sabah.

RedRose64 hoorain ~Zeest~ ~Unknown~ *SHOAIB* ChEeRfUl>:) Rubi Wasif Safi masoom_se_chahat Pari
 
SHB_Bhaiya

محمد شعیب ںاصر
Super Star
Jan 31, 2010
51,098
10,427
1,313
39
Karachi
very heart touching lecture..... yup absolutely right things he describe we shouldn't listen nasheed coz music is prohibited in Islam ...

thanks for sharing Dee Dee...
 
Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
very heart touching lecture..... yup absolutely right things he describe we shouldn't listen nasheed coz music is prohibited in Islam ...

thanks for sharing Dee Dee...
Hmmm yup, Bro mai ne direct link share bhi nai kiye per aap video dekh le, aajkal PC se online athe hain aap?
 
  • Like
Reactions: *SHOAIB*

SHB_Bhaiya

محمد شعیب ںاصر
Super Star
Jan 31, 2010
51,098
10,427
1,313
39
Karachi
Hmmm yup, Bro mai ne direct link share bhi nai kiye per aap video dekh le, aajkal PC se online athe hain aap?
yup Dee Dee aaj kal lappy se he online aa raha hon jab se new theme new changes aae tm pe mobile se posting hoti he nahi thread mai... is lea jab time milta to laptop se he aata hon... aur waisey bhi aap ko direct link dene ki extra mehanat se bhi to bachana thaa naaa :p
 
Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313
all he is saying that we shouldn't listen to nasheed more often...and ofcourse music is haram so music nasheeds shouldnt be listened..
but y would he even take dose names...junaid jamshed , ahmed bukhatir...inki nasheed/naats to aisi hein ke insan ke ronghte khare hojate hein....aur inho ne aram se in ko point out kiya jab ke yeh jante bhi nai kisi ko........
.
sorry but i dun listen to him...he is the one who is taking the Islam to an extreme point..
.
ab mujhe koi bata sakta hai ke Jumma Mubarak kehna bhi bidah hai...yes he even said its bidah......
 
Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
yup Dee Dee aaj kal lappy se he online aa raha hon jab se new theme new changes aae tm pe mobile se posting hoti he nahi thread mai... is lea jab time milta to laptop se he aata hon... aur waisey bhi aap ko direct link dene ki extra mehanat se bhi to bachana thaa naaa :p
oh waah kia creative soch hain, humare asani k lie aapko laptop se online ane ki zahmat kerne perh rahe hain, thank you :)
 
  • Like
Reactions: *SHOAIB*

SHB_Bhaiya

محمد شعیب ںاصر
Super Star
Jan 31, 2010
51,098
10,427
1,313
39
Karachi
oh waah kia creative soch hain, humare asani k lie aapko laptop se online ane ki zahmat kerne perh rahe hain, thank you :)
hahaha its not zehmat its rehmat Dee Dee.... :p waisey bhi Allah pak ne itni pyari Dee Dee se milwaya hai to khayal rakhna to mera farz banta naa .... by the way Dee Dee kaisa raha kal ka roza freshness mai guzar gaya yaa sham mai feel howa.... :-?
 
  • Like
Reactions: Sabah

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
all he is saying that we shouldn't listen to nasheed more often...and ofcourse music is haram so music nasheeds shouldnt be listened..
but y would he even take dose names...junaid jamshed , ahmed bukhatir...inki nasheed/naats to aisi hein ke insan ke ronghte khare hojate hein....aur inho ne aram se in ko point out kiya jab ke yeh jante bhi nai kisi ko........
.
sorry but i dun listen to him...he is the one who is taking the Islam to an extreme point..
.
ab mujhe koi bata sakta hai ke Jumma Mubarak kehna bhi bidah hai...yes he even said its bidah......
us point pe mai bhi thori se strange feel kiye, when he named junaid jamshed and Ahmed bukhatir those who he doesnt know, per aap ne ager unke ek baat pe dehan diya ho tu voh bhi sahi tha k en nasheeds pe hum loug itne deep hue hain k Quran se zyada nasheed sunna hame preferable lagta hain, aur hum quran nai sunte but haa nasheed sunker kafi calm hujate hain, yeh mere saath bhi hua hain and I do this mostly, specially sami yufus ki sunti hu, but some of him speech made me think like he is right hum loug en musical instruments mei itne addict hchuke hai k khud ko quran se zyada yeh sab sunne mei relief feel kerte hain.
tu hame chahye k pahlay Quran ko zyada prefer kare pir nasheeds without music,
and aapke yeh video after watching it reply kerti hu.
 
  • Like
Reactions: Rubi

Oh, kia baat hain :)
well itna feel nai hua, Alhamdulilah acha tha but mujhay es baat ki pareshani the k ramadan hain tu ramadan jaisa feel kio nai huraha, pir yaad aya k aaj tu first day hain, just kuch den pass hune de then surely feel hoga it's ramadan, aur aapka kaisa raha? Iam sure iftari ka buhut besabri se intezaar kia hoga, kia hain k boys loug khane k mamle mei buhut be sabr hote hain.
 
mai inki baaton ko nazarandaz nai kar raha......yes hamein nasheed se itna attach nai hona chahiye........but attachin to something which is related to Islam is better than attaching urself wid music...yes jab insan ka imaan aur mazboot hoga to woh hadeeths aur Quran ko translation se parhna shuru hojata hai....yeh sab mai isi liye keh raha hon coz aj kal ki youth generation bht lost hai dunia mei....

2ndly....Hamare Rasool S.A.W. aise dawat nai dete the ke jisse dosre ko neecha feel ho....junaid jamshed aur ahmed bukhatir ne jitna Islam ke lie kiya hai..bht hi kam log kar pate hein...
apne inke words sune hein..itne harsh......agar yeh sab baatein banda aram se karde to maut ajati kia..sorry but he seems to me very extreme....
 
SHB_Bhaiya

محمد شعیب ںاصر
Super Star
Jan 31, 2010
51,098
10,427
1,313
39
Karachi
Oh, kia baat hain :)
well itna feel nai hua, Alhamdulilah acha tha but mujhay es baat ki pareshani the k ramadan hain tu ramadan jaisa feel kio nai huraha, pir yaad aya k aaj tu first day hain, just kuch den pass hune de then surely feel hoga it's ramadan, aur aapka kaisa raha? Iam sure iftari ka buhut besabri se intezaar kia hoga, kia hain k boys loug khane k mamle mei buhut be sabr hote hain.
Arey Dee Dee mujhe to poora ramzaan jaisa he feel ho raha hai person raat sey taraveeh perhney se start ho gaya fir jahan pooora din kuch naa kuch khaatey peetey rehney ki aadat wahan pe aisi halat jaise strike mai kisi factory ki halat hoti :p aur shaam mai to office se asar se pehle ghar aaa gaya aur after 6:30pm kafi feel ho raha tha #:-? aur 7 baje se lai ke 7:22pm tuk meri nazren ghari pe thee aur taqreeban teen ghantey lage 7 se lai ke 7:22 bajney mai :s... fir bhi over all bohat acha raha first roooza :-bd aur ramzan ka aapna he maza hai ibadat mai bahir logon ke mahoool bilkul change ho jata log her doosrey bandey ka bohat khyal kerney lag jaatey siwaye fruits aur shop waloun ko chorh ke /:) aur sub se barh ke hamarey boss bohat polite hote ramzan mai :p
 
hahah, Oh pir mera andaza sahi tha tu nazre clock pe the k kub azan time hoga, aur kub khana and boss serf ramadan mei polite hote hain, kitna strange hain loug yeh sab naik kaam serf ramadan tuk mahdood rakte hain jub k ramadan ek practicing month hain k hume baki months k lie aapne deeds ko ache kerne chahye, khair Alhamdulilah Ramadan mei tu insan kuch achaye k taraf atha hain yeh bhi ek positive sign hai aur bhi acha bane k lie :)
 
  • Like
Reactions: *SHOAIB*

SHB_Bhaiya

محمد شعیب ںاصر
Super Star
Jan 31, 2010
51,098
10,427
1,313
39
Karachi
mai inki baaton ko nazarandaz nai kar raha......yes hamein nasheed se itna attach nai hona chahiye........but attachin to something which is related to Islam is better than attaching urself wid music...yes jab insan ka imaan aur mazboot hoga to woh hadeeths aur Quran ko translation se parhna shuru hojata hai....yeh sab mai isi liye keh raha hon coz aj kal ki youth generation bht lost hai dunia mei....

2ndly....Hamare Rasool S.A.W. aise dawat nai dete the ke jisse dosre ko neecha feel ho....junaid jamshed aur ahmed bukhatir ne jitna Islam ke lie kiya hai..bht hi kam log kar pate hein...
apne inke words sune hein..itne harsh......agar yeh sab baatein banda aram se karde to maut ajati kia..sorry but he seems to me very extreme....
Waqas bro Islam aik complete deen hai iss baat ko her muslim maanta hai aur iss baat ka izhaar Allah pak ne Quran Pak mai bhi kea hai to ager Islam mai music ki zarooorat hoti to yaqeenan music haram naa hota .... aur rahi baat youth generation ke lost honey ki to us door ke baarey mai kya kehtey ho jissey zamana e jahaliat kehtey jab Hazoor Pak Sallalaho Allahe wasalm ne Islam ki tableegh shooro ki thee.... ager un ko us waqt music ki zaroorat peesh nahi aae to aaj kyon???? aur bro ghalat baat ko ghalat he kehnaaa chahiyee beshak koi insaan ghalat nahi hota us ke aamal ghalat ho saktey hain... ager koi insaan ne 10000 deeni kaam kea hain to ager 2 kaaam ghalat ker dea to woh ghalat kaam sahi nahi kehlayen ge balkeh woh apni jagah ghalat he hon ge....

Kisi bhi haram cheez ko halal maan ke deen ke saath attached kerna aisa gunah hai jis se eeman khatrey mai per sakta hai iss lea her muslim ko chahiye iss gunah se bachey....
 
Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
mai inki baaton ko nazarandaz nai kar raha......yes hamein nasheed se itna attach nai hona chahiye........but attachin to something which is related to Islam is better than attaching urself wid music...yes jab insan ka imaan aur mazboot hoga to woh hadeeths aur Quran ko translation se parhna shuru hojata hai....yeh sab mai isi liye keh raha hon coz aj kal ki youth generation bht lost hai dunia mei....

2ndly....Hamare Rasool S.A.W. aise dawat nai dete the ke jisse dosre ko neecha feel ho....junaid jamshed aur ahmed bukhatir ne jitna Islam ke lie kiya hai..bht hi kam log kar pate hein...
apne inke words sune hein..itne harsh......agar yeh sab baatein banda aram se karde to maut ajati kia..sorry but he seems to me very extreme....
Hmmm Iam agree with some points of yours PF lekin he does also mention k walahi mai dil se chahta hu k yeh loug sahi raste pe aye mere dil mei enke lie kuch nai hain mai enke khilaf nai hu, so he cleared this too,
mai ne enke jho video's dekhe which is related to social networks like FB and others, aur jho youth se related hain seriously voh buhut ache videos hain, per abhi Jumma Mubarak se related video dekhe mai ne jumma mubarak kahna bidah hai yeh aj tuk mujhay bhi nai Maloom tha aur abhi without confirming I can't say whether he said right or wrong,I've to confirm it first.
else Allah knows best!
 
  • Like
Reactions: *SHOAIB*

SHB_Bhaiya

محمد شعیب ںاصر
Super Star
Jan 31, 2010
51,098
10,427
1,313
39
Karachi
all he is saying that we shouldn't listen to nasheed more often...and ofcourse music is haram so music nasheeds shouldnt be listened..
but y would he even take dose names...junaid jamshed , ahmed bukhatir...inki nasheed/naats to aisi hein ke insan ke ronghte khare hojate hein....aur inho ne aram se in ko point out kiya jab ke yeh jante bhi nai kisi ko........
.
sorry but i dun listen to him...he is the one who is taking the Islam to an extreme point..
.
ab mujhe koi bata sakta hai ke Jumma Mubarak kehna bhi bidah hai...yes he even said its bidah......
Waqas bro her woh kaam jo Deen ka hissa samajh ke kea jaye biddat hai jis ke kerney ka hukam hamey Allah pak aur Hazrat Muhammad Sallalaho Allahe wasalam ne nahi dea aur na unho ne apni zindagi pe iss pe amaal peera hoye... Juma mubarak ko yeah soch ke kehna ke Juma mubarak kehney se sawab miley ga yeah biddat hai aur Juma Muabarak kaho zaroor kaho but just aik insaani soch samajh ke iss ko sawab samajh ke naa kero...
 
SHB_Bhaiya

محمد شعیب ںاصر
Super Star
Jan 31, 2010
51,098
10,427
1,313
39
Karachi
hahah, Oh pir mera andaza sahi tha tu nazre clock pe the k kub azan time hoga, aur kub khana and boss serf ramadan mei polite hote hain, kitna strange hain loug yeh sab naik kaam serf ramadan tuk mahdood rakte hain jub k ramadan ek practicing month hain k hume baki months k lie aapne deeds ko ache kerne chahye, khair Alhamdulilah Ramadan mei tu insan kuch achaye k taraf atha hain yeh bhi ek positive sign hai aur bhi acha bane k lie :)
hmmm Ramzan mai actually environment aisa ban jata naa iss lea log deen ki taraf raghib hotey aur baki maheeno mai her aik ko apni apni pari hoti bus... :s abhi shaitan bhi to just ramzan mai qaid mai hota naa aur baki 11 maheene her heele bahaney se insaan ko roookta hai... aur burae ki taraf lai ke jata :(
 
  • Like
Reactions: Nelli and Sabah

*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
nasheed sune kiu?
kia nasheed farz hy? kia nasheed sunnat hy? kia nasheed nafil hy?
quran parhna farz hy sunna farz hy us par amal karna farz hy aur quran sab k lie hidayat hy uske elawa kisi me hidayat ny

kia sami yusuf ke nasheed me music ny huti? kia uske nasheed me mubalgha ny huta shirkia kalimat ny hute? sami yusuf tu irani hy aur iran me konsa mazhab pal raha hy sab jante hy islie aise nasheed se doori behtar hy balke zaruri

junaid jamsheed ne kia kia hy islam k lie?
 
  • Like
Reactions: *SHOAIB*

Ezio

Super Star
Aug 9, 2011
5,766
1,003
613
Hmm really nice thread and msg sabah sis .........
Beshak hum ko Qur'an ki tilawat krni chahiye, aur Qur'an ko sunna chahiye, kyunk ye sawab ka kam hai, aur ALLAH ka kalaam hai, jabkeh nasheed sunne se na ap ko sawab milta hai, aur na hi ye itni authentic hoti hain, cause wo ek insan ki likhi gayi hoti hain, aur un main ghalti k chances bht zyada hote hain ..........

Laikin dosri taraf Nasheed haraam bhi nahin hai, Nasheed Islam main allowed hai, laikin kuch conditons k sath, agr ye conditions pori hoti hain, to nasheed ka sunna Haraam nahin ......

Post lambi na ho isliye ek chota sa hissa yahan paste kr raha hon ........

"Nasheeds are permissible, whether recited individually or in unison. The word nasheed in Arabic means raising the voice when reciting verse and making the voice sound beautiful and gentle.

There are conditions to which attention must be paid with regard to this matter:

Not using forbidden musical instruments in nasheed.

Not doing it too much or making it the focus of the Muslim’s mind, occupying all his time, or neglecting obligatory duties because of it.

Nasheed should not be recited by women, or include haraam or obscene speech.

They should not resemble the tunes of the people of immorality and promiscuity.

They should be free of vocal effects that produce sounds like those of musical instruments.

They should not have moving tunes which make the listener feel “high” as happens to those who listen to songs. This is the case with many of the nasheeds which appear nowadays, so that the listeners no longer pay any attention to the good meaning of the words, because they are so entranced by the tunes. And Allaah is the Source of strength."
 
Ezio

Super Star
Aug 9, 2011
5,766
1,003
613
Aur jahan tak mujhe lagta hai, to Nasheed ki baat honi chahiye, k Nasheed sunna sahi hai ya nahin, yahan pe specially kisi ko point out krna theek nahin, junaid jamshed, sami yusuf etc ............
 
Top