A Message to Sami Yusuf, Yusuf Islam, Ahmed Bukhatir, Zain Bhikha & other "Nasheed Singers"

  • Work-from-home

*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
Aur jahan tak mujhe lagta hai, to Nasheed ki baat honi chahiye, k Nasheed sunna sahi hai ya nahin, yahan pe specially kisi ko point out krna theek nahin, junaid jamshed, sami yusuf etc ............
bhai thread laga hi hy sami yusuf aur digar ku leke islie unka zikar hua
agr thread sirf nasheed k lie lagta tu sirf nasheed par baat huti
 
Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
nasheed sune kiu?
kia nasheed farz hy? kia nasheed sunnat hy? kia nasheed nafil hy?
quran parhna farz hy sunna farz hy us par amal karna farz hy aur quran sab k lie hidayat hy uske elawa kisi me hidayat ny

kia sami yusuf ke nasheed me music ny huti? kia uske nasheed me mubalgha ny huta shirkia kalimat ny hute? sami yusuf tu irani hy aur iran me konsa mazhab pal raha hy sab jante hy islie aise nasheed se doori behtar hy balke zaruri

junaid jamsheed ne kia kia hy islam k lie?
aapne first paragraph mei belkul sahi kaha, agree with you!
but 2nd paragraph mei aap ne sami yusuf k bare mei jho kaha us mei thore se misconceptions hain voh yeh k sami yusuf irani hai and voh shirkia kalimat use kiye hain, sami yusuf ek british singer hain irani nai aur rahe baat unke songs ki tu voh sab islamic and about life hotay hain lekin with music hote hain, I've been listening to him since I was 14 years old, hasbi rabi ko first time suna tha, so tubse mai unke fan rahe hu but haa 2 saalo se mai ne buhut kum suna hain and unke new songs nai sune, eslie nai k I've stopped listening to music but just because itne inthusiasam nai raha, but I still respect and like him because he has a very respected and polite personality just unke songs mei music use hote hain yeh ghalat hain aur es se unka koi fan bhi rad nai kersakta.
 
Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
Hmm really nice thread and msg sabah sis .........
Beshak hum ko Qur'an ki tilawat krni chahiye, aur Qur'an ko sunna chahiye, kyunk ye sawab ka kam hai, aur ALLAH ka kalaam hai, jabkeh nasheed sunne se na ap ko sawab milta hai, aur na hi ye itni authentic hoti hain, cause wo ek insan ki likhi gayi hoti hain, aur un main ghalti k chances bht zyada hote hain ..........

Laikin dosri taraf Nasheed haraam bhi nahin hai, Nasheed Islam main allowed hai, laikin kuch conditons k sath, agr ye conditions pori hoti hain, to nasheed ka sunna Haraam nahin ......

Post lambi na ho isliye ek chota sa hissa yahan paste kr raha hon ........

"Nasheeds are permissible, whether recited individually or in unison. The word nasheed in Arabic means raising the voice when reciting verse and making the voice sound beautiful and gentle.

There are conditions to which attention must be paid with regard to this matter:

Not using forbidden musical instruments in nasheed.

Not doing it too much or making it the focus of the Muslim’s mind, occupying all his time, or neglecting obligatory duties because of it.

Nasheed should not be recited by women, or include haraam or obscene speech.

They should not resemble the tunes of the people of immorality and promiscuity.

They should be free of vocal effects that produce sounds like those of musical instruments.

They should not have moving tunes which make the listener feel “high” as happens to those who listen to songs. This is the case with many of the nasheeds which appear nowadays, so that the listeners no longer pay any attention to the good meaning of the words, because they are so entranced by the tunes. And Allaah is the Source of strength."
MashAllah UC bhai aap ne buhut he behtreen andaaz mei nasheeds k conditions bayan kiye hain, ager koi wakiye esay tareekay se nasheed padhe aur banaye tu logu ko nasheed sunne mei bhi islam k taraf se koi pabandi nai hugi, but afsoos hain hum samajh ker bhi nai samajhte.
JazakAllah Khair,
 
SHB_Bhaiya

محمد شعیب ںاصر
Super Star
Jan 31, 2010
51,098
10,427
1,313
39
Karachi
nasheed sune kiu?
kia nasheed farz hy? kia nasheed sunnat hy? kia nasheed nafil hy?
quran parhna farz hy sunna farz hy us par amal karna farz hy aur quran sab k lie hidayat hy uske elawa kisi me hidayat ny

kia sami yusuf ke nasheed me music ny huti? kia uske nasheed me mubalgha ny huta shirkia kalimat ny hute? sami yusuf tu irani hy aur iran me konsa mazhab pal raha hy sab jante hy islie aise nasheed se doori behtar hy balke zaruri

junaid jamsheed ne kia kia hy islam k lie?

bhai nasheed ager koi saudi arab ka banda bhi music se perhe ga to woh haram hai aur ager koi iran ka banda bhi bina music ke aur bina mubaligha araee ke perhe ga to woh suni bhi jaee gi aur asar bhi karey gi.... Aap ne woh to suna ho ga keh yeah mut daikhoo keh kon keh raha hai yeah daikhoo ke kya keh raha hai... so bhai kisi se nafrat naa kero sirf iss lea ke woh kis qabele kis mulk ya kis firqe se taluq rakhta hai nafrat kero us ke burey amal sey... ho sakta hai us ko Allah Hidaya dey dai aur woh jannat ka mustehaq ho jaye Beshak Allah pak ki rehmat wala aur maaf kerney wala hai...
 
  • Like
Reactions: ChEeRfUl>:)

SHB_Bhaiya

محمد شعیب ںاصر
Super Star
Jan 31, 2010
51,098
10,427
1,313
39
Karachi
Hmm really nice thread and msg sabah sis .........
Beshak hum ko Qur'an ki tilawat krni chahiye, aur Qur'an ko sunna chahiye, kyunk ye sawab ka kam hai, aur ALLAH ka kalaam hai, jabkeh nasheed sunne se na ap ko sawab milta hai, aur na hi ye itni authentic hoti hain, cause wo ek insan ki likhi gayi hoti hain, aur un main ghalti k chances bht zyada hote hain ..........

Laikin dosri taraf Nasheed haraam bhi nahin hai, Nasheed Islam main allowed hai, laikin kuch conditons k sath, agr ye conditions pori hoti hain, to nasheed ka sunna Haraam nahin ......

Post lambi na ho isliye ek chota sa hissa yahan paste kr raha hon ........

"Nasheeds are permissible, whether recited individually or in unison. The word nasheed in Arabic means raising the voice when reciting verse and making the voice sound beautiful and gentle.

There are conditions to which attention must be paid with regard to this matter:

Not using forbidden musical instruments in nasheed.

Not doing it too much or making it the focus of the Muslim’s mind, occupying all his time, or neglecting obligatory duties because of it.

Nasheed should not be recited by women, or include haraam or obscene speech.

They should not resemble the tunes of the people of immorality and promiscuity.

They should be free of vocal effects that produce sounds like those of musical instruments.

They should not have moving tunes which make the listener feel “high” as happens to those who listen to songs. This is the case with many of the nasheeds which appear nowadays, so that the listeners no longer pay any attention to the good meaning of the words, because they are so entranced by the tunes. And Allaah is the Source of strength."
nice explanation Jazakallah Bhai....
 
Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313
Waqas bro Islam aik complete deen hai iss baat ko her muslim maanta hai aur iss baat ka izhaar Allah pak ne Quran Pak mai bhi kea hai to ager Islam mai music ki zarooorat hoti to yaqeenan music haram naa hota .... aur rahi baat youth generation ke lost honey ki to us door ke baarey mai kya kehtey ho jissey zamana e jahaliat kehtey jab Hazoor Pak Sallalaho Allahe wasalm ne Islam ki tableegh shooro ki thee.... ager un ko us waqt music ki zaroorat peesh nahi aae to aaj kyon???? aur bro ghalat baat ko ghalat he kehnaaa chahiyee beshak koi insaan ghalat nahi hota us ke aamal ghalat ho saktey hain... ager koi insaan ne 10000 deeni kaam kea hain to ager 2 kaaam ghalat ker dea to woh ghalat kaam sahi nahi kehlayen ge balkeh woh apni jagah ghalat he hon ge....

Kisi bhi haram cheez ko halal maan ke deen ke saath attached kerna aisa gunah hai jis se eeman khatrey mai per sakta hai iss lea her muslim ko chahiye iss gunah se bachey....
Waqas bro her woh kaam jo Deen ka hissa samajh ke kea jaye biddat hai jis ke kerney ka hukam hamey Allah pak aur Hazrat Muhammad Sallalaho Allahe wasalam ne nahi dea aur na unho ne apni zindagi pe iss pe amaal peera hoye... Juma mubarak ko yeah soch ke kehna ke Juma mubarak kehney se sawab miley ga yeah biddat hai aur Juma Muabarak kaho zaroor kaho but just aik insaani soch samajh ke iss ko sawab samajh ke naa kero...
mai bhi music se against hon bro......aur apne jo bhi kaha...bilkul theek kaha hai..jazakaAllah :)
beshak hamein Quran aur hadees ko 1st priority deni chahiye....coz dey r farz on us...but i em talking about the spare time...ab hum subah se ibadat kar rahe hein..aik waqt ata hai jab insan thora rest karna chahe..kia us time par bhi nasheed sunna galat hai...na usmei music ho..aur usmei Allah talah ki tareefein, hamare Rasool S.A.W ki tareefein..woh to sun sakte heina...infact kuch nasheeds to aisi hein jismei Allah talah ke naam liye jaate hein..aur agar woh nasheed insan ke mind mei beith bhi jae to woh to aur achi baathai........
jee Jumma mubarak maine kabhi us intentions se nai bola ke mujhe sawab mile..bas jaise hum Eid mubarak, ramadan mubarak kehte hein..usi tarah Jumma mubarak...aur ap sab janteh ein ke why friday is a very special day...
ab ap in nasheeds ko sunein..aur batayein ke ismei kia galat hai...
 
SHB_Bhaiya

محمد شعیب ںاصر
Super Star
Jan 31, 2010
51,098
10,427
1,313
39
Karachi
Waqas bro yeah hum jo nasheed sun ke humey jo awareness mili hai yeah aware ness humey surah Rehman sun ke bhi mil sakti hai naa... Surah Rehman mai bhi to Allah pak ne kitni baar fermaya ke tum meri kon kon si neamat ko jhutlaooo ge... aur rahi baat nasheed ki to beshak aankhon ke samne chalti story aur shari dil pe asar kerti hai but without music shayri to I think mana nahi ..... aur dhoom dharakey ke saath Allah Allah kerna haram hai.... Nasheed poetry for awareness ho to bohat achi baat hai sun nee chahiyee aur kya chahiye ager aik ghaflat mai perhe insaan ko seedhe raastey pe lai aae....
 
  • Like
Reactions: Sabah and ~Unknown~

jee bilkul..mai bhi yahi keh raha hon :)
mai bhi un extreme nasheeds ko avoid karta hon.....:)
 
  • Like
Reactions: *SHOAIB*

*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
aapne first paragraph mei belkul sahi kaha, agree with you!
but 2nd paragraph mei aap ne sami yusuf k bare mei jho kaha us mei thore se misconceptions hain voh yeh k sami yusuf irani hai and voh shirkia kalimat use kiye hain, sami yusuf ek british singer hain irani nai aur rahe baat unke songs ki tu voh sab islamic and about life hotay hain lekin with music hote hain, I've been listening to him since I was 14 years old, hasbi rabi ko first time suna tha, so tubse mai unke fan rahe hu but haa 2 saalo se mai ne buhut kum suna hain and unke new songs nai sune, eslie nai k I've stopped listening to music but just because itne inthusiasam nai raha, but I still respect and like him because he has a very respected and polite personality just unke songs mei music use hote hain yeh ghalat hain aur es se unka koi fan bhi rad nai kersakta.
ye british singer hy but paida iran me hua hy
Born​
July 1980 (age 31–32)
Tehran, Iran
ye wiki me ap deksakte

jab ye music use krta hy tu phir musalman k lie jaez nhi k iske is amal ku pasand kare rite?
ju shariat ki mukhalifat kare usku izzat dena matlab uske amal me uski taeed karna huga rite?
kia ap unke ek du nasheeds ka urdu translation idar share kar sakte?
 
*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
bhai nasheed ager koi saudi arab ka banda bhi music se perhe ga to woh haram hai aur ager koi iran ka banda bhi bina music ke aur bina mubaligha araee ke perhe ga to woh suni bhi jaee gi aur asar bhi karey gi.... Aap ne woh to suna ho ga keh yeah mut daikhoo keh kon keh raha hai yeah daikhoo ke kya keh raha hai... so bhai kisi se nafrat naa kero sirf iss lea ke woh kis qabele kis mulk ya kis firqe se taluq rakhta hai nafrat kero us ke burey amal sey... ho sakta hai us ko Allah Hidaya dey dai aur woh jannat ka mustehaq ho jaye Beshak Allah pak ki rehmat wala aur maaf kerney wala hai...
sahih bule bhai ap wu chahe saudi hu ya paki ya irani koi b hu music use kare wu haram hy, my tu bas idar nishan dahi kia ke wu is mulk se jahan khule aam islam ki mukhalifat huti hy.

baki muje shaqsi nafrat ny hy kisi se b beshak Allah hidayat dene wala hy b usk lie dua karta hu aur mere lie b
 
Don

Administrator
Mar 15, 2007
11,035
14,651
1,313
Toronto, Ca
all he is saying that we shouldn't listen to nasheed more often...and ofcourse music is haram so music nasheeds shouldnt be listened..
but y would he even take dose names...junaid jamshed , ahmed bukhatir...inki nasheed/naats to aisi hein ke insan ke ronghte khare hojate hein....aur inho ne aram se in ko point out kiya jab ke yeh jante bhi nai kisi ko........
.
sorry but i dun listen to him...he is the one who is taking the Islam to an extreme point..
.
ab mujhe koi bata sakta hai ke Jumma Mubarak kehna bhi bidah hai...yes he even said its bidah......
he got a point !! If Muhammad SAW and Sahaba R.A did not say it, why would you say it then ?
 
  • Like
Reactions: Sabah and مسلم

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
nasheed sune kiu?
kia nasheed farz hy? kia nasheed sunnat hy? kia nasheed nafil hy?
quran parhna farz hy sunna farz hy us par amal karna farz hy aur quran sab k lie hidayat hy uske elawa kisi me hidayat ny

kia sami yusuf ke nasheed me music ny huti? kia uske nasheed me mubalgha ny huta shirkia kalimat ny hute? sami yusuf tu irani hy aur iran me konsa mazhab pal raha hy sab jante hy islie aise nasheed se doori behtar hy balke zaruri

junaid jamsheed ne kia kia hy islam k lie?
Hazrat Muahmmad S.A.W k zamane me b hazrat Hasan bin Sabit (R.A) ne AP S.A.W ki shan me likha tha ap ko shayer Rasool S.A.W b kaha jata
hai,
ek dafa kufar ne Hazrat Muhammad S.A.W k bare me nauzubilah kuch ghalat likha to hazrat hasan bin sabit ne un k jawab me apne kuch ashar likhe the to Muhammad SAW ne un k liye masjid-e-Nabvi k mimbar pe char k un k liye dua farmai
”اللّٰہم ایدہ بروح القدس“۔ (المعجم الکبیر، باب الحا، الرقم:۳۵۸)․․․․اے اللہ! جبرئیل علیہ السلام کے ذریعے اس کی مدد فرما۔

yahan mai un k kuch aur ashar quote kar rahi hon jin pe khud hazoor S.A.W ne un ki tareef ki thi.
: جب حضرت حسان نے یہ مشہور شعر کہافان ابی ووالدہ وعرضی
لعرض محمد منکم وقاء
ترجمہ:۔’میرے باپ ، دادا اور میری عزت و ناموس، ناموسِ رسالتِ مآب کی حفاظت پر قربان ہے“۔
تو آپ ا نے ان الفاظ میں دعا دی:”وقاک اللّٰہ یا حسان حر النار“․․․․اے حسان! اللہ تعالیٰ تمہیں جہنم کی گرمی سے محفوظ رکھے“۔

مثل الہلال مبارکاً ذارحمةٍ
سمح الخلیقة طیب الاعواد
واللّٰہ ربی لانفارق امرہ
ماکان عیش یرتجی لمعاد
(دیوان حضرت حسان بن ثابت ص:۱۵۵)
ترجمہ:…”نبی کریم ا تو چاند کی طرح خوبصورت ہیں، بابرکت ہیں اور رحمت والے ہیں، بہترین عادات کے حامل اور عمدہ خوشبو والے ہیں، خدا کی قسم ! جب تک میری جان میں جان ہے، میں آپ کے کسی ایک حکم (اور سنت) کی مخالفت نہیں کروں گا“۔ آپ نبی کریم ا کی پیروی کی تلقین ا ن اشعار میں بھی کرتے ہیں:یابکر آمنة المبارک بکرہا
ولدتہ محصنة بسعد الاسعد
نوراً اضاء علی البریة کلہا
من یہد للنور المبارک یہتدی
(دیوان حضرت حسان بن ثابت ص:۱۵۳)
ترجمہ:…”اے آمنہ کے مبارک بیٹے! جسے انہوں نے انتہائی پاکیزگی اور عفت کے ساتھ جنم دیا۔ آپ دنیا کے لئے برکت کا جہاں ثابت ہوئے، آپ ایسا نور تھے جو ساری مخلوق پر چھا گیا او جسے اس مبارک نور کی پیروی نصیب ہوئی وہ ہدایت یافتہ ہوگیا“۔
in sb se yeh sabit hota hai k Naat gunah nhi hai ba'sharte k kuch cheezon ka khayal rkha jaye jese k eXcalibuR brother ne upaer bataya hai.
sami yusuf ki nashet abi tak suni nhi mai ne lehaza us k bare me kuch keh nhi sakti,han agr us me music hota hai to yeh to sb jante hain haram hai,esi cheezon ko bura smjhana aur us se door rehna haq hai,
bhaya kisi Mulk ka nam ly kar koi wahan k Muslims k bare me koi raye dene ka haq nhi rakhta
اے یمان والو! کوئی قوم کسی قوم کا مذاق نہ اڑا ئے ممکن ہے کہ وہ ان سے بہتر ہوں
(surah Hujraat k ayat no 11)
bhaya bagir jane Junaid jamsheed k bare me kuch kehna manasab nhi,un ki naaton me music nhi hota aur na hi koi shirkiya kalimat..laheza kisi musalman k bare me koi raye qayam karna kisi dosre musalman bhai ko zaib nhi deta kyun k Allah us k iman ko hum se behtar janta hai be'shak Allah sb janne wala hai.
 
Atif-adi

-{عادي}-{Adi}-
VIP
Oct 1, 2009
34,469
21,486
1,313
Sharjah, U.A.E
i m actualy not the right person to reply may be cuz im not a pure muslim my self ,
but to comment on some one, u should know what they r trying to do n we are no one to comment on their iman!

sab se pehle to i totaly agreed with farrys comment here ~Unknown~

ok now, let me get it straight kyu k mera khud ka talluk music ki feild se hai n i never comment on the thread like this ta k khuda na khwasta koi mujh per hi log fatwa na laga dein. kyu k me is field se bht close raha hun to i know what exactly the music is!

ok now let me ask u guys
WHAT IS MUSIC?

im sure sab ye kahenge it is haram n all per defination of music bht kam log hi samjh sake
let me tell u that actualy
MUSIC IS NOT HARAM in ISLAM!
Y?
now before passing a fatwa towards me let me explain what is music?
music is a form of comunication.
music sirf wo nai jo singers songs ga rahe hain ya clubs me songs chal rahe hain ya yehi sab!
music is what we call tilawat. tilawat bhi ek music ki tune me hoti hai so it is a form of music. nasheed bhi usi ka hissa hai.jab ap azan sunte ho ek tune me wo bhi music hai.
so u can say TYPE OF MUSIC IS HARAAM cuz music me hi nasheed se le ker quran ki tilawat bhi ajati hai.​
yaha me ab detail me nai jata.
now the only problem n debate jo raha hai salo se music ko le ker islam me wo ye hai k is k lyrics.
n is ka usage.
me ye nai kehta k jis tarha ka music me kerta hun (like love poetry n all that)
it is not right acording to islam. but is se bhi zada bura jab hota hai jab lyrics me shirk ho, kyu k shirk zina se bhi bara gunah hai.
ap us music ko to chor hi de jis ko sun ker ap jhoom rahe ho ya dance ker rahe ho wo to already out hai islam kya koi bhi danishmand log use like bhi nai kerte n kerna bhi nai chaiye.
nasheed singers like juniad n ahmed bukhatir (jo dono hi meri khud k city sharjah n karachi se hain) dono ko me bht achi tarha janta hun.
islam ka daromadar ek sab se eham cheez per hai neeyat!
ager ap ki neeyat saaf hai or ap apni beautiful voice se islam phelana chahte hain (im not talking about guitar nasheed like sami yosuf) but let alone these two well known nasheed singers jin k naats n nasheed me completely koi instruments use nai hote just vocals ko different different ways me use ker k software k zariye nasheed ko beautiful way me banaya jata hai, n its as long as im concern is me koi buri bat nai.
now ye alag bat hai k ap is per belive karein ya nai, esi bht c cheeze hain jo us zamane me nahi thi, so dierectly use haraam ka tag lagana theek nai.
ab kuch scholars to TV ko bhi haram kehte hain ?
jab k TV se bhi ager correct istemal lia jae to deen ko phelane ka acha zariya hai,
ap log ye bataien ap log net use kerte hain kai scholars to ise bhi waqt ka zaya kehte hain n kai to ise bhi haraam kehte hain?
jab k net se bhi ager sirf apna focus deeni or islami kamo me lagae to net use kerne me kya harj hai?
im sorry to say but hum sab ko chaiye k pehle apna iman pukhta karien, in bareekio ko jin per abhi bhi ? mark hai is ko apni apni taraf se haram halal kehne k bajae jin cheezo ka waze bataya gaya hai pehle us me to apne ap ko pura utaro, like namaz roza haj zakat or sab se main cheez apne ikhlak or apne ander ki insan ko behtreen insan banain.
yehi wajha hai ka aj musalam ek dosre per fatwa laga rahe hain n musalmano me dange fasad peda ho rahe hain.
i know meri bat se bht se log itefak nai karenge n me yaha unhe apni bat manwane nai aya hun bul k tasweer ka dosra rukh dikhane aya hun cuz me khud music ki feild se talluk rakhta hun (jo k mera personal matter hai jo mere or mere Allah k bich hai) in cheezo ko mujhse better koi nia smajh sakta.
 
  • Like
Reactions: Sabah

SUBHAANA

Hot Shot
Nov 14, 2009
19,371
8,854
713
Qatar
he got a point !! If Muhammad SAW and Sahaba R.A did not say it, why would you say it then ?
Agreed
hume apne se kuch b nhi kehna chahye
Hume itna ilm nhi en chezo ka jo hai wo Allah behtar janta hai
i m actualy not the right person to reply may be cuz im not a pure muslim my self ,
but to comment on some one, u should know what they r trying to do n we are no one to comment on their iman!

sab se pehle to i totaly agreed with farrys comment here ~Unknown~

ok now, let me get it straight kyu k mera khud ka talluk music ki feild se hai n i never comment on the thread like this ta k khuda na khwasta koi mujh per hi log fatwa na laga dein. kyu k me is field se bht close raha hun to i know what exactly the music is!

ok now let me ask u guys
WHAT IS MUSIC?

im sure sab ye kahenge it is haram n all per defination of music bht kam log hi samjh sake
let me tell u that actualy
MUSIC IS NOT HARAM in ISLAM!
Y?
now before passing a fatwa towards me let me explain what is music?
music is a form of comunication.
music sirf wo nai jo singers songs ga rahe hain ya clubs me songs chal rahe hain ya yehi sab!
music is what we call tilawat. tilawat bhi ek music ki tune me hoti hai so it is a form of music. nasheed bhi usi ka hissa hai.jab ap azan sunte ho ek tune me wo bhi music hai.
yaha me ab detail me nai jata.
now the only problem n debate jo raha hai salo se music ko le ker islam me wo ye hai k is k lyrics.
n is ka usage.
me ye nai kehta k jis tarha ka music me kerta hun (like love poetry n all that)
it is not right acording to islam. but is se bhi zada bura jab hota hai jab lyrics me shirk ho, kyu k shirk zina se bhi bara gunah hai.
ap us music ko to chor hi de jis ko sun ker ap jhoom rahe ho ya dance ker rahe ho wo to already out hai islam kya koi bhi danishmand log use like bhi nai kerte n kerna bhi nai chaiye.
nasheed singers like juniad n ahmed bukhatir (jo dono hi meri khud k city sharjah n karachi se hain) dono ko me bht achi tarha janta hun.
islam ka daromadar ek sab se eham cheez per hai neeyat!
ager ap ki neeyat saaf hai or ap apni beautiful voice se islam phelana chahte hain (im not talking about guitar nasheed like sami yosuf) but let alone these two well known nasheed singers jin k naats n nasheed me completely koi instruments use nai hote just vocals ko different different ways me use ker k software k zariye nasheed ko beautiful way me banaya jata hai, n its as long as im concern is me koi buri bat nai.
now ye alag bat hai k ap is per belive karein ya nai, esi bht c cheeze hain jo us zamane me nahi thi, so dierectly use haraam ka tag lagana theek nai.
ab kuch scholars to TV ko bhi haram kehte hain ?
jab k TV se bhi ager correct istemal lia jae to deen ko phelane ka acha zariya hai,
ap log ye bataien ap log net use kerte hain kai scholars to ise bhi waqt ka zaya kehte hain n kai to ise bhi haraam kehte hain?
jab k net se bhi ager sirf apna focus deeni or islami kamo me lagae to net use kerne me kya harj hai?
im sorry to say but hum sab ko chaiye k pehle apna iman pukhta karien, in bareekio ko jin per abhi bhi ? mark hai is ko apni apni taraf se haram halal kehne k bajae jin cheezo ka waze bataya gaya hai pehle us me to apne ap ko pura utaro, like namaz roza haj zakat or sab se main cheez apne ikhlak or apne ander ki insan ko behtreen insan banain.
yehi wajha hai ka aj musalam ek dosre per fatwa laga rahe hain n musalmano me dange fasad peda ho rahe hain.
i know meri bat se bht se log itefak nai karenge n me yaha unhe apni bat manwane nai aya hun bul k tasweer ka dosra rukh dikhane aya hun cuz me khud music ki feild se talluk rakhta hun (jo k mera personal matter hai jo mere or mere Allah k bich hai) in cheezo ko mujhse better koi nia smajh sakta.
i totaly agreed
Jazak Allah khir Atif

Or kuch kehne ko baki nhi raha ab
 
  • Like
Reactions: Atif-adi

*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
Hazrat Muahmmad S.A.W k zamane me b hazrat Hasan bin Sabit (R.A) ne AP S.A.W ki shan me likha tha ap ko shayer Rasool S.A.W b kaha jata
hai,
ek dafa kufar ne Hazrat Muhammad S.A.W k bare me nauzubilah kuch ghalat likha to hazrat hasan bin sabit ne un k jawab me apne kuch ashar likhe the to Muhammad SAW ne un k liye masjid-e-Nabvi k mimbar pe char k un k liye dua farmai
”اللّٰہم ایدہ بروح القدس“۔ (المعجم الکبیر، باب الحا، الرقم:۳۵۸)․․․․اے اللہ! جبرئیل علیہ السلام کے ذریعے اس کی مدد فرما۔

yahan mai un k kuch aur ashar quote kar rahi hon jin pe khud hazoor S.A.W ne un ki tareef ki thi.
: جب حضرت حسان نے یہ مشہور شعر کہافان ابی ووالدہ وعرضی
لعرض محمد منکم وقاء
ترجمہ:۔’میرے باپ ، دادا اور میری عزت و ناموس، ناموسِ رسالتِ مآب کی حفاظت پر قربان ہے“۔
تو آپ ا نے ان الفاظ میں دعا دی:”وقاک اللّٰہ یا حسان حر النار“․․․․اے حسان! اللہ تعالیٰ تمہیں جہنم کی گرمی سے محفوظ رکھے“۔

مثل الہلال مبارکاً ذارحمةٍ
سمح الخلیقة طیب الاعواد
واللّٰہ ربی لانفارق امرہ
ماکان عیش یرتجی لمعاد
(دیوان حضرت حسان بن ثابت ص:۱۵۵)
ترجمہ:…”نبی کریم ا تو چاند کی طرح خوبصورت ہیں، بابرکت ہیں اور رحمت والے ہیں، بہترین عادات کے حامل اور عمدہ خوشبو والے ہیں، خدا کی قسم ! جب تک میری جان میں جان ہے، میں آپ کے کسی ایک حکم (اور سنت) کی مخالفت نہیں کروں گا“۔ آپ نبی کریم ا کی پیروی کی تلقین ا ن اشعار میں بھی کرتے ہیں:یابکر آمنة المبارک بکرہا
ولدتہ محصنة بسعد الاسعد
نوراً اضاء علی البریة کلہا
من یہد للنور المبارک یہتدی
(دیوان حضرت حسان بن ثابت ص:۱۵۳)
ترجمہ:…”اے آمنہ کے مبارک بیٹے! جسے انہوں نے انتہائی پاکیزگی اور عفت کے ساتھ جنم دیا۔ آپ دنیا کے لئے برکت کا جہاں ثابت ہوئے، آپ ایسا نور تھے جو ساری مخلوق پر چھا گیا او جسے اس مبارک نور کی پیروی نصیب ہوئی وہ ہدایت یافتہ ہوگیا“۔
in sb se yeh sabit hota hai k Naat gunah nhi hai ba'sharte k kuch cheezon ka khayal rkha jaye jese k eXcalibuR brother ne upaer bataya hai.
sami yusuf ki nashet abi tak suni nhi mai ne lehaza us k bare me kuch keh nhi sakti,han agr us me music hota hai to yeh to sb jante hain haram hai,esi cheezon ko bura smjhana aur us se door rehna haq hai,
bhaya kisi Mulk ka nam ly kar koi wahan k Muslims k bare me koi raye dene ka haq nhi rakhta
اے یمان والو! کوئی قوم کسی قوم کا مذاق نہ اڑا ئے ممکن ہے کہ وہ ان سے بہتر ہوں
(surah Hujraat k ayat no 11)
bhaya bagir jane Junaid jamsheed k bare me kuch kehna manasab nhi,un ki naaton me music nhi hota aur na hi koi shirkiya kalimat..laheza kisi musalman k bare me koi raye qayam karna kisi dosre musalman bhai ko zaib nhi deta kyun k Allah us k iman ko hum se behtar janta hai be'shak Allah sb janne wala hai.
ap ne ju hawale die hy wu hadees ki kitab k nahi hy ek majmua alkabeer ka hawal hy barahe meharbani uska arbi matan maa sanad aur hadees ka pura tarjuma pesh karie phir baat clear hugi

aur bahen lakhon sahaba me ek sahabi hi shayad shayari karte the wallahu aalam aur my ne shayari ko ya phir nazm tarana naat jisme bhi Allah ki tareef aur uske rasul ki tareef ya phir islam ki tareef huti hu usse kahi mana nahi kia

my tu ye bulra hu ke jisme music wu tu haram hy wu kiu sunte hu aur ap ne jis qaum k bare me kaha tu my us pr ny bulna chahta magar ye ke Allah ne khud khule aam kufr aur fasad phailane wali qaumo pr lanat bheji hy ap chahu tu daleel talab kar sakte mujhse

junaid jamsheed ku my ne kia kaha?

akhir me bas itna kahunga

اللہ سبحانہ و تعالى كا فرمان ہے:
{ اور تم نيكى و بھلائى اور تقوى كے كاموں ميں ايك دوسرے كا تعاون كرتے رہو، اور گناہ و برائى اور ظلم و زيادتى ميں ايك دوسرے كا تعاون مت كرو، يقينا اللہ تعالى سخت سزا دينے والا ہے }المآئدۃ ( 2 ).
[DOUBLEPOST=1343940616][/DOUBLEPOST]
MUSIC IS NOT HARAM in ISLAM!

قرآنى آيات اور احاديث نبويہ گانے بجانے كے آلات اور موسيقى كى مذمت پر دلالت كرتے ہيں، اور انہيں استعمال نہ كرنے كا كہتے ہيں، اور قرآن مجيد راہنمائى كرتا ہے كہ ايسى اشياء كا استعمال ضلالت و گمراہى اور اللہ تعالى كى آيات كو مذاق بنانے كا باعث ہے.

جيسا كہ اللہ تعالى كا فرمان ہے:
﴿ اور لوگوں ميں سے كچھ ايسے بھى ہيں جو لغو باتيں خريدتے ہيں، تا كہ لوگوں كو بغير علم اللہ كى راہ سے روك سكيں، اور اسے مذاق بنائيں، يہى وہ لوگ ہيں جن كے ليے ذلت آميز عذاب ہو گا ﴾لقمان ( 6 ).
اكثر علماء كرام نے لہو الحديث كى تفسير گانا بجانا اور آلات موسيقى اور ہر وہ آواز جو حق سے روكے بيان كى ہے.

امام طبرى ابن ابى الدنيا اور ابن جوزى رحمہم اللہ نے درج ذيل آيت كى تفسير ميں مجاہد رحمہ اللہ كا قول نقل كيا ہے:
فرمان بارى تعالى ہے:
﴿ اور ان ميں سے جسے بھى تو اپنى آواز بہكا سكے بہكا لے، اور ان پر اپنے سوار اور پيادے چڑھا لا، اور ان كے مال اور اولاد ميں سے بھى اپنا شريك بنا لے، اور ان كے ساتھ جھوٹے وعدے كر لے، اور ان كے ساتھ شيطان كے جتنے بھى وعدے ہوتے ہيں وہ سب كے سب فريب ہيں ﴾الاسراء ( 64 - 65 ).
مجاہد رحمہ اللہ كہتے ہيں: يہ گانا اور آلات موسيقى اور بانسرى وغيرہ ہيں.
اور طبرى نے حسن بصرى سے ان كا قول نقل كيا ہے كہ: اس كى آواز دف ہيں.
ديكھيں: جامع البيان ( 15 / 118 - 119 ) ذم الملاہى ( 33 ) تلبيس ابليس ( 232 ).
اور ابن قيم رحمہ اللہ كہتے ہيں:
" يہ اضافت تخصيص ہے، جس طرح اس كى طرف گھڑ سوار اور پيادے كى اضافت كى گئى ہے، چنانچہ ہر وہ كلام جو اللہ تعالى كى اطاعت كے بغير ہو، اور ہر وہ آواز جو بانسرى يا دف يا ڈھول وغيرہ كى ہو وہ شيطان كى آواز ہے " انتہى.
ديكھيں: اغاثۃ اللھفان ( 1 / 252 ).
امام ترمذى رحمہ اللہ نے ابن ابى ليلى كى سند سے حديث بيان كى ہے وہ عطاء سے بيان كرتے ہيں، اور وہ جابر رضى اللہ تعالى عنہ سے بيان كرتے ہيں كہ:
رسول كريم صلى اللہ عليہ وسلم عبد الرحمن بن عوف رضى اللہ تعالى عنہ كے ساتھ نكلے تو ان كا بيٹا ابراہيم موت و حيات كى كش مكش ميں تھا، رسول كريم صلى اللہ عليہ وسلم نے بيٹے كو گود ميں ركھا تو ان كى آنكھوں سے آنسو بہنے لگے.
تو عبد الرحمن كہنے لگے: آپ رونے سے منع كرتے ہيں، اور خود رو رہے ہيں ؟
تو رسول كريم صلى اللہ عليہ وسلم نے فرمايا:
" ميں رونے سے منع نہيں كرتا، بلكہ دو احمق اور فاجر قسم كى آوازوں سے منع كرتا ہوں، ايك تو مزامير شيطان اور موسيقى كے آلات اور نغمہ كے وقت نكالى جانے والى آواز سے، اور دوسرى مصيبت كے وقت چہرے پيٹنے اور گريبان پھاڑنے كےساتھ آہ بكا كرنے كى آواز "
سنن ترمذى حديث نمبر ( 1005 ) امام ترمذى كہتے ہيں، يہ حديث حسن ہے، اور اسے امام حاكم نے المستدرك ( 4 / 43 ) اور بيہقى نے السنن الكبرى ( 4 / 69 ) اور الطيالسى نے مسند الطيالسى حدي نمبر ( 1683 ) اور امام طحاوى نے شرح المعانى ( 4 / 29 ) ميں نقل كيا ہے، اور علامہ البانى نے اسے حسن قرار ديا ہے.
امام نووى رحمہ اللہ كہتے ہيں:
" اس سے مراد گانا بجانا اور آلات موسيقى ہيں "
ديكھيں: تحفۃ الاحوذى ( 4 / 88 ).
صحيح حديث ميں نبى كريم صلى اللہ عليہ وسلم كا يہ بھى فرمان ہے:
" ميرى امت ميں كچھ لوگ ايسے آئينگے جو زنا اور ريشم اور شراب اور گانا بجانا اور آلات موسيقى حلال كر لينگے، اور ايك قوم پہاڑ كے پہلو ميں پڑاؤ كريگى تو ان كے چوپائے چرنے كے بعد شام كو واپس آئينگے، اور ان كے پاس ايك ضرورتمند اور حاجتمند شخص آئيگا وہ اسے كہينگے كل آنا، تو اللہ تعالى انہيں رات كو ہى ہلاك كر ديگا، اور پہاڑ ان پر گرا دے گا، اور دوسروں كو قيامت تك بندر اور خنزير بنا كر مسخ كر ديگا "
امام بخارى نے اسے صحيح بخارى ( 10 / 51 ) ميں معلقا روايت كيا ہے، اور امام بيہقى نے سنن الكبرى ( 3 / 272 ) ميں اسے موصول روايت كيا ہے، اور طبرانى ميں معجم الكبير ( 3 / 319 ) اور ابن حبان نے صحيح ابن حبان ( 8 / 265 ) ميں روايت كيا ہے، اور ابن صلاح نے علوم الحديث ( 32 ) ميں اور ابن قيم نے اغاثۃ اللھفان ( 255 ) اور تہذيب السنن ( 2 / 1270 - 272 ) اور حافظ ابن حجر نے فتح البارى ( 10 / 51 ) اور علامہ البانى رحمہ اللہ نے سلسلۃ الاحاديث الصحيحۃ ( 1 / 140 ) ميں اسے صحيح قرار ديا ہے.
 
Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313
ap ne ju hawale die hy wu hadees ki kitab k nahi hy ek majmua alkabeer ka hawal hy barahe meharbani uska arbi matan maa sanad aur hadees ka pura tarjuma pesh karie phir baat clear hugi

aur bahen lakhon sahaba me ek sahabi hi shayad shayari karte the wallahu aalam aur my ne shayari ko ya phir nazm tarana naat jisme bhi Allah ki tareef aur uske rasul ki tareef ya phir islam ki tareef huti hu usse kahi mana nahi kia

my tu ye bulra hu ke jisme music wu tu haram hy wu kiu sunte hu aur ap ne jis qaum k bare me kaha tu my us pr ny bulna chahta magar ye ke Allah ne khud khule aam kufr aur fasad phailane wali qaumo pr lanat bheji hy ap chahu tu daleel talab kar sakte mujhse

junaid jamsheed ku my ne kia kaha?

akhir me bas itna kahunga

اللہ سبحانہ و تعالى كا فرمان ہے:
{ اور تم نيكى و بھلائى اور تقوى كے كاموں ميں ايك دوسرے كا تعاون كرتے رہو، اور گناہ و برائى اور ظلم و زيادتى ميں ايك دوسرے كا تعاون مت كرو، يقينا اللہ تعالى سخت سزا دينے والا ہے }المآئدۃ ( 2 ).

bhai jaan...pehle ap keh rahe the ke nasheed sune hi kyon..aur ab ap keh rahe ho ke sunne ke lie manah nai kiya..
nasheed mei islam ki tareef hi hoti hai..aur kabhi kuch sahabas ki......aur mai bhi 1st post se yahi keh raha hon ke kia kharabi hai sunna....

ap jab koi video dekhte hein to apko bhi chahiye ke video mei kia sahi kaha gaya hai..kia galat......apne bhi direct nasheed par hi attack kiya tha...par yeh nai kaha ke is speaker ne akhir kyon sab ke aise naam liye ....bas point kardiya ke yeh music nasheed parhte hein..aur yeh music nasheed nahi parhte...agar msg dena hi tha to unka naam quote karte jo music mei nasheed parhte hein...

apne pehle mujhse sawal kiya tha ke junaid jamshed ne kia kiya hai...to mai batata hon...unke kirdaar aur unke amaal ko dekh kar bht se log jo lost the..unki aqal thikane ae....har thore maheeno baad junaid jamshed idhar visit karte hein aur bayan dete hein..jo ke aam baat nahi hai.....aur bht se log musalman bhi banein hein on spot idhar......zarori nai insan ko scholar, mufti ya alim hona chahiye bayan dene ke lie...agar usey knowledge hai deen ki..aur agar uska kirdaar acha hai..to woh bhi kafi hota hai non muslims ko samjhne ke lie.......
Junaid jamshed ko Allah talah ne khobsurat awaz se nawaza hai...aur woh ab naat parhte hein jismei Allah talah ki tareef, Rasool SAW ki tareef aur islam ki tareef hotih ai........
yeh sab kiya hai unho ne DEEN ke lie..

Dr. Zakir Naik scholar nahi hein..but pher bhi woh deen ke lie itna sab kuch karte hein...and we all appreciate his effort..so we should appreciate others as well who are giving time to us....

meri sab viewers se aik hi request hai....please video ke pros and cons ..dono ke bare mei discuss kiya karein.....
 
thats what i was trying to say waqas,totaly agreed with u. jis tarha junaid jhamshed naat perte hain us me musical instrument nai use hote n i know it very well, sirf or sirf vocals ka different tareeke se use ker k nat ko khobsurat banaya jata hai, or mera bhi yehi khayal hai k bajae is k k hum un k iman per question kare un k ache work ko appreciate kerna chaiye n junaid jhamshed ki personality kisi tareef ki muhtaj nai :)

in k ilawa ahmed bukhatir ki bhi khidmat hai deen islam me n un ki nasheed bhi me sunta hun junaid k ilawa n us me bhi koi musical instrument use nai hota :)

n same dr zakir naik k sath hai, hume un k ache efforts ko appreciate kerna chaiye werna jitna ye humara pyara mazhab complicated nai hai hum log ise bana rahe hain
 
  • Like
Reactions: ~Unknown~

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
ap ne ju hawale die hy wu hadees ki kitab k nahi hy ek majmua alkabeer ka hawal hy barahe meharbani uska arbi matan maa sanad aur hadees ka pura tarjuma pesh karie phir baat clear hugi

aur bahen lakhon sahaba me ek sahabi hi shayad shayari karte the wallahu aalam aur my ne shayari ko ya phir nazm tarana naat jisme bhi Allah ki tareef aur uske rasul ki tareef ya phir islam ki tareef huti hu usse kahi mana nahi kia

my tu ye bulra hu ke jisme music wu tu haram hy wu kiu sunte hu aur ap ne jis qaum k bare me kaha tu my us pr ny bulna chahta magar ye ke Allah ne khud khule aam kufr aur fasad phailane wali qaumo pr lanat bheji hy ap chahu tu daleel talab kar sakte mujhse

junaid jamsheed ku my ne kia kaha?

akhir me bas itna kahunga

اللہ سبحانہ و تعالى كا فرمان ہے:
{ اور تم نيكى و بھلائى اور تقوى كے كاموں ميں ايك دوسرے كا تعاون كرتے رہو، اور گناہ و برائى اور ظلم و زيادتى ميں ايك دوسرے كا تعاون مت كرو، يقينا اللہ تعالى سخت سزا دينے والا ہے }المآئدۃ ( 2 ).

yahan se dekh len.
ہم سے حفص بن عمرو نے بیان کیا کہ ہم سے شعبہ نے بیان کیا ان سے عدی بن ثابت نے بیان کیا ان سے براء بن عازب نے بیان کیا کہ نبی کریمصلٰی اللہ علیہ وسلم نے حسان سے فرمایا مشرکین مکّہ کی تم بھی ہجو کرو یا (یہ فرمایا) ان کو ہجو کا جواب دو جبریل ؑ تمہارے ساتھ ہے
sahi bukhari Vol 4,kittab no.biddah al takhleeq .baab no -farishton ka bayyan page -563-
hadis-3213

Hazrat Aisha (r.a): Hassan bin Thabit asked the permission of Allah's Apostle to lampoon the pagans (in verse). Allah's Apostle said, "What about my fore-fathers (ancestry)?' Hassan said (to the Prophet) "I will take you out of them as a hair is taken out of dough."
Narrated Hisham bin 'Urwa that his father said, "I called Hassan with bad names in front of 'Aisha." She said, "Don't call him with bad names because he used to defend Allah's Apostle (against the pagans
sahi bukhari ,vol 5, kittab al manaqib, baab no-jo shakhs ye chaye k baap dada ko koi bura na kahey
page -54 hadis-3531

Arbi matan ap khud dekh len:)

bhai to phir ap ne pichli post me esa kyun kaha:s
han g..nasheed agr without music ho aur alfaz b shariyat ki khilaf warzi na kren to kya buarai hai,jesa ap ne uper bataya naseed inhi mozuaat pe hoti hain
khair ab baat waziya ho gai:)
han g..yakinan Allah ne Kufar aur fasad phelane wali dosri aqwam par lanat bheji hai.
ap ne kaha k sami yusuf tu irani hy aur iran me konsa mazhab pal raha hy sab jante hy
kya sirf yeh dekhte huve k ye musalaman kis jaga se taluq rkhta hai,ap us k bare me kese kuch keh sakte hain baghir tehkeek kiye???
اے ایمان والو !زیادہ تر گمانوں سے بچا کرو بیشک بعض گمان گناہ ہوتے ہیں
(surah Hujraat ayat no 12)
 
  • Like
Reactions: ~Unknown~

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
OMG!! I didnt know k yaha pe itna huge disscussion chal rahe hain. let me read replies and then comment![DOUBLEPOST=1344076064][/DOUBLEPOST]
ye british singer hy but paida iran me hua hy

Born
July 1980 (age 31–32)
Tehran, Iran

ye wiki me ap deksakte

jab ye music use krta hy tu phir musalman k lie jaez nhi k iske is amal ku pasand kare rite?
ju shariat ki mukhalifat kare usku izzat dena matlab uske amal me uski taeed karna huga rite?
kia ap unke ek du nasheeds ka urdu translation idar share kar sakte?
well aap yeh supplication sun sakte hain, ek tu es mei duff instruments use hue and 2nd yeh Darood hain, and eske translation ki shayed zaroorat nai ager aap darood ka terjuma samajhte ho tu baki english translation ho,

aur aap ne kaha k sami yusuf aapnay nasheeds mei shirkia alfaz use kerte hain tu aapko voh share kerne chahye. mai kaunse nasheeds k transaltion share keru jub k kessi mei bhi mujhay aise alfaz nai sune hue k voh near to shirk ho. aap ne ager suna hai then you should share it. yeh tu ek neiki bhi hain k ager wakiye mei aisa hain then we should avoid listening to him.
 
Top