Aisa Kyon Hota Hai

  • Work-from-home

zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,301
1,313
AsLaaM O Alaikum

Aj aisey hi baithey baithey kuch waqiyat yaad a gaey aur mai bohot gehri Soch mai par gai k Akhir
#Aisa Kyon Hota hai,,,

Pakistan sey Bahir jo Admi Paisa kamaney Apney ghar walon ko palney k liye jatey hai unki kya zindagi hai aur Itni Qurbani dainey k baad unko kya hasil hota hai,,,

bivi bachon aur Maa baap bahan bhaiyon ko chore kr Akailey rehtey hai khud khana bnatey kaprey wash krtey apna sab kaam khud krtey,,,Eid akailey guzar daitey aur ghar phone pr baat kr k ro laitey ,,apney liye kuch nhi khareedtey Hamesha apney ghar walon ki fiker mai rehtey,,, saal mai aik bar apney mulk jatey tab bhi sirf apney ghar walon ki fermaishon k mutabiq samman lai kr jatey ,, kis ko Blanket chahiye,,kisi ko Mobile chahiye kisi ko Laptop chahiye ...

aur Wo Baap ,Bhai ya Baita Din raat sakht Garmi aur Dhoop mai Overtime laga kr Apney Ghar Walon ki Fermaishain poori krta hai.

Zindagi k aisey saal guzer jatey hai Aur Aik din wo insaan bhoorha ho jata hai aur retired ho kr apney mulk wapis a jata hai. Umer k sath usko kai terha ki bimariyan lag jati hai,,, Zahir hai jab insan Apni sehat ki perwa nhi krta tou uski sehat khrab ho jati hai ,,,

bachey barey ho jatey hai ab ye Baap un pr Bhojh ban jata hai aur Is ki asal Wajah ye hoti hai ,,,Ajkal jinkey Baap Ya Bhai Bahir k mulk Kaam krney atey hai Wo aik chota sa mazdoor hi kyon na ho usk ghar waley Rishteydaron pr Roab dalney k liye Dikhawa krtey hai Unko Adat perh jati hai Dikhawey ki k ager Hum ye cheez nhi lai gey Log kya kahey gey k isk abu ya bhai Bahir k mulk hai aur humarey pass Puraney Model ki Car hai ya ye cheez nhi hai wo cheez nhi hai :shifty,,,,

Ab Unk pass Dikhawa krney ki taqat khatam ho jati hai unki fermaishain pori nhi hoti ,, Aur Baap un per bhojh ban jata hai jo sari Zindagi perdais mai guzar daita hai Apney Ghar walon ki khushiyon k liye,,,usk ghar wapis a janey sey ghar mai larai jhagrey shuru ho jatey hai :grumpy akhiri zindagi mai usko ghar ka sakoon bhi nhi milta .aur phir Akhir wo Admi Is duniya sey Rukhsat Ho Jata hai

Mai Ney Apni Zindagi mai Bohot Zyada Aisey Waqiyat daikhey hai aur Humarey Bohot zyada Uncle jo Merey Father k Friends they Ab is Duniya mai nhi rahey,, kisi ko Cancer ho gya tha koi Road Accedent mai Wafat pa gaey kuch dosri Bimariyon sey, :( ALLAh sab pr Raham Karey AMEEN

===================================================
 
Last edited:

Pari

(v)i§§· ßµølï ßµð£ï¨
VIP
Mar 20, 2007
46,142
19,780
1,313
Toronto, Canada
w.salam
very well said...
its true k aksar log apni families ko chor kar yahan atey un k liye kamaney k liye... n the most sad thing k family realized nhi karti k wo yahan kitni moushkilo se rehra hai...
kuch log 1 job karrey hotey hai if it is well paid... or kuch 2 ... koi spare time nahi hota un k paas...
bht c baar to eid k di b log job karrey hotey hai.. abh akele main banda kia celebrate karen...

kher... families ko apne is person ki qadar karni chaiye... or us ka khayal zadah rakhna chaiye...
 
  • Like
Reactions: Hoorain

Manxil

BEiNg SiNglE is My ATtITUde
Super Star
May 7, 2012
13,831
2,488
913
AsLaaM O Alaikum

Aj aisey hi baithey baithey kuch waqiyat yaad a gaey aur mai bohot gehri Soch mai par gai k Akhir Aisa Kyon Hota hai,,,

Pakistan sey Bahir jo Admi Paisa kamaney Apney ghar walon ko palney k liye jatey hai unki kya zindagi hai aur Itni Qurbani dainey k baad unko kya hasil hota hai,,,

bivi bachon aur Maa baap bahan bhaiyon ko chore kr Akailey rehtey hai khud khana bnatey kaprey wash krtey apna sab kaam khud krtey,,,Eid akailey guzar daitey aur ghar phone pr baat kr k ro laitey ,,apney liye kuch nhi khareedtey Hamesha apney ghar walon ki fiker mai rehtey,,, saal mai aik bar apney mulk jatey tab bhi sirf apney ghar walon ki fermaishon k mutabiq samman lai kr jatey ,, kis ko Blanket chahiye,,kisi ko Mobile chahiye kisi ko Laptop chahiye ...

aur Wo Baap ,Bhai ya Baita Din raat sakht Garmi aur Dhoop mai Overtime laga kr Apney Ghar Walon ki Fermaishain poori krta hai.

Zindagi k aisey saal guzer jatey hai Aur Aik din wo insaan bhoorha ho jata hai aur retired ho kr apney mulk wapis a jata hai. Umer k sath usko kai terha ki bimariyan lag jati hai,,, Zahir hai jab insan Apni sehat ki perwa nhi krta tou uski sehat khrab ho jati hai ,,,

bachey barey ho jatey hai ab ye Baap un pr Bhojh ban jata hai aur Is ki asal Wajah ye hoti hai ,,,Ajkal jinkey Baap Ya Bhai Bahir k mulk Kaam krney atey hai Wo aik chota sa mazdoor hi kyon na ho usk ghar waley Rishteydaron pr Roab dalney k liye Dikhawa krtey hai Unko Adat perh jati hai Dikhawey ki k ager Hum ye cheez nhi lai gey Log kya kahey gey k isk abu ya bhai Bahir k mulk hai aur humarey pass Puraney Model ki Car hai ya ye cheez nhi hai wo cheez nhi hai :shifty,,,,

Ab Unk pass Dikhawa krney ki taqat khatam ho jati hai unki fermaishain pori nhi hoti ,, Aur Baap un per bhojh ban jata hai jo sari Zindagi perdais mai guzar daita hai Apney Ghar walon ki khushiyon k liye,,,usk ghar wapis a janey sey ghar mai larai jhagrey shuru ho jatey hai :grumpy akhiri zindagi mai usko ghar ka sakoon bhi nhi milta .aur phir Akhir wo Admi Is duniya sey Rukhsat Ho Jata hai

Mai Ney Apni Zindagi mai Bohot Zyada Aisey Waqiyat daikhey hai aur Humarey Bohot zyada Uncle jo Merey Father k Friends they Ab is Duniya mai nhi rahey,, kisi ko Cancer ho gya tha koi Road Accedent mai Wafat pa gaey kuch dosri Bimariyon sey, :( ALLAh sab pr Raham Karey AMEEN

===================================================

walikum assalam.

well said ...n v true .
thnc for sharing :)
 
  • Like
Reactions: STAR24

Umm-e-ahmad

Super Star
Feb 22, 2010
11,352
5,314
1,313
home
Well said siso true heart touching sharing ♥♥♥
Allah tala hum sab ko naiki ki hadyt dain
maa baap ki hidmat karain aameen

Fanii

‎Pяiиcε ♥
VIP
Oct 9, 2013
61,263
16,095
1,313
Moon

waalaikum assalam sis boht achi sharing ki u ne.....
sis aisy log itni qubaniyan is liye dety hain ta k un ki femily
aik achi life guzar sakhain un ko zindagi ki sb khushiyan milain
wo ye sb gham isi liye uthaty hain k un ki femily pr koi gham na aye ....
dosri baat ye k hamari apni country main agar in logon k liye jobs or
facilities available hoti to in ko kya zarorat hoti dosri countries main ja kar
aisi life guzarny ki, gheron k samny ath phelany ki ...
 
  • Like
Reactions: STAR24

Bela

~*~A|!c3 in w0nd3r|@nd~*~
Active Member
Feb 4, 2010
5,975
3,851
1,113
Madrid, Spain
@STAR24 ye sab jo apne likha fact hoga or ha bhi shayed bht se logon k liye....

me apni zindagi ki aik baat share kr rahi hu yahan....
mere aghaji (father) wo america tb gye jb me shayed 3 saal ki thi....
reason ye thi k ghar ki fikar bachon k mustakbil ki fikar....
ap yaqeen kro aj wo canada me hain
humin unhon ne zindagi ki har asaish di har wi chez jise dekh k or log hum pe rashk krte thy
kisi k pas wo chez nai hoti
shayed pore pakistan me ginti k kuch log hon ge jo ese luxury life jeety hon

mtlb ye k unke bahir jane ka maqsad pora ho gya...
lakn aik baat btau....
jb log hmari car ko ruk k dekhty.... mujhy sharm ati
jb log hum se humari or chezzon ka pochty..... mujhy ajeeb sa lagta k q hum sab me itne numayan hain

or jb log mujh se mere father ka pochty.... mujhy ese lagta kisi ne mera dil cheer dia ha
baap kya hota ha? wo pyar bhi krta ha ya nai? uske pyar uske care ka maza kesa hota ha? wo kese khush hota ha apki 1st position ane pe?
mere aghaji hoty to wo ami ko ese tang krty, ami ko ghumane le jaty, hum sath dinner krty.... baap jb gale se lagae to kesa feel hota ha.... ye sab
in sab ka mere pas koi jawab nai tha or na hai....
in sab ki wajha se me ne apne baap se nafrat ki ha... q k mujhy wo high status nai chahye tha... such me nai chahye tha....
kis ne kaha unse k humin un se barh k unke pyar se barh k kuch chahye...

me abhi apko count kr k bta sakti hi me ne apni ab tk ki life me kitni baar apne aghaji se baat ki ha

abhi jan 15 ko unka cardiac bypass tha hum me se aik bhi unke pas nai tha.... ap yakeen krin....
humin unki chah hi nai. haaan apmi ko sar me bhi dard ho to humari bhook pyas khatam ho jati ha...

mere aghaji ko bhi pata ha k me un se nafrat krti hu or us har cheez se bhi jo unko hum se dur le gai....
or bht choti se age se me aik dua apni har dua me krti hu k agr kisi ne unke jesa hi baap ban'na ha to behter ha ALLAHJI wo baap hi na bane

ab ap btain esa q hota ha @STAR24
 
  • Like
Reactions: STAR24 and Fanii

Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810

aise nahi kehtay bela........har insan perfect life nahi guzar sakta hai...aur mai apko itna hi kahonga ke ap aisi dua nahi maango.......
 
Baitiyan hamesha Maa Baap ka khyal krti hai isi liye tou betiyon ko Rehmat kaha gya hai,,ap baiti ho is liye aisa sochti ho ,,, Aisa na socho unk barey mai Baap jesi koi cheez nhi hai,, ye unka pyar hai jo wo apka khyal krtey aur ap sey door hai,,, :( ,,,
 
Iceage-TM

Tagging Master
Super Star
Sep 23, 2012
5,533
9,461
1,113
Malir Cantt Karachi
AsLaaM O Alaikum

Aj aisey hi baithey baithey kuch waqiyat yaad a gaey aur mai bohot gehri Soch mai par gai k Akhir
#Aisa Kyon Hota hai,,,

Pakistan sey Bahir jo Admi Paisa kamaney Apney ghar walon ko palney k liye jatey hai unki kya zindagi hai aur Itni Qurbani dainey k baad unko kya hasil hota hai,,,

bivi bachon aur Maa baap bahan bhaiyon ko chore kr Akailey rehtey hai khud khana bnatey kaprey wash krtey apna sab kaam khud krtey,,,Eid akailey guzar daitey aur ghar phone pr baat kr k ro laitey ,,apney liye kuch nhi khareedtey Hamesha apney ghar walon ki fiker mai rehtey,,, saal mai aik bar apney mulk jatey tab bhi sirf apney ghar walon ki fermaishon k mutabiq samman lai kr jatey ,, kis ko Blanket chahiye,,kisi ko Mobile chahiye kisi ko Laptop chahiye ...

aur Wo Baap ,Bhai ya Baita Din raat sakht Garmi aur Dhoop mai Overtime laga kr Apney Ghar Walon ki Fermaishain poori krta hai.

Zindagi k aisey saal guzer jatey hai Aur Aik din wo insaan bhoorha ho jata hai aur retired ho kr apney mulk wapis a jata hai. Umer k sath usko kai terha ki bimariyan lag jati hai,,, Zahir hai jab insan Apni sehat ki perwa nhi krta tou uski sehat khrab ho jati hai ,,,

bachey barey ho jatey hai ab ye Baap un pr Bhojh ban jata hai aur Is ki asal Wajah ye hoti hai ,,,Ajkal jinkey Baap Ya Bhai Bahir k mulk Kaam krney atey hai Wo aik chota sa mazdoor hi kyon na ho usk ghar waley Rishteydaron pr Roab dalney k liye Dikhawa krtey hai Unko Adat perh jati hai Dikhawey ki k ager Hum ye cheez nhi lai gey Log kya kahey gey k isk abu ya bhai Bahir k mulk hai aur humarey pass Puraney Model ki Car hai ya ye cheez nhi hai wo cheez nhi hai :shifty,,,,

Ab Unk pass Dikhawa krney ki taqat khatam ho jati hai unki fermaishain pori nhi hoti ,, Aur Baap un per bhojh ban jata hai jo sari Zindagi perdais mai guzar daita hai Apney Ghar walon ki khushiyon k liye,,,usk ghar wapis a janey sey ghar mai larai jhagrey shuru ho jatey hai :grumpy akhiri zindagi mai usko ghar ka sakoon bhi nhi milta .aur phir Akhir wo Admi Is duniya sey Rukhsat Ho Jata hai

Mai Ney Apni Zindagi mai Bohot Zyada Aisey Waqiyat daikhey hai aur Humarey Bohot zyada Uncle jo Merey Father k Friends they Ab is Duniya mai nhi rahey,, kisi ko Cancer ho gya tha koi Road Accedent mai Wafat pa gaey kuch dosri Bimariyon sey, :( ALLAh sab pr Raham Karey AMEEN

===================================================
wa alaikum ussalam
u r rite :(
 
  • Like
Reactions: STAR24

Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313
@STAR24 sis me in sab feelings me bilkol helpless hu me nai change kr sakti:(
you can..just treat everything as a blessing...
.hamare mulk mei mard hazraat ki upbringing bht different tarah se hoti hai..kuch mard hazraat apnay pyaar ka izhar nahi kar paate hai....dunia mei aik izzat ki roti kamanay ke lie pata nahi kon kon si situation se jaate hai...as a daughter....yeh apka farz hai ke ap unke lie koi aisi karwi baat nahi rakho jo unki akhrat kharab karay.....hamay hamare haqooq par sawaal hoge....to hamay khoshish karni chahiye ke hum apna dil hamesha saaf rakhay...chahay jitni bhi bari baat ho...humse ziada Allah talah jante hai..aur unhi ka right hai judge karna...aur in kuch dino ki zindagi mei insan ko itni expectations nahi rakhni chahiye.....
 
  • Like
Reactions: STAR24

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
@STAR24 ye sab jo apne likha fact hoga or ha bhi shayed bht se logon k liye....

me apni zindagi ki aik baat share kr rahi hu yahan....
mere aghaji (father) wo america tb gye jb me shayed 3 saal ki thi....
reason ye thi k ghar ki fikar bachon k mustakbil ki fikar....
ap yaqeen kro aj wo canada me hain
humin unhon ne zindagi ki har asaish di har wi chez jise dekh k or log hum pe rashk krte thy
kisi k pas wo chez nai hoti
shayed pore pakistan me ginti k kuch log hon ge jo ese luxury life jeety hon

mtlb ye k unke bahir jane ka maqsad pora ho gya...
lakn aik baat btau....
jb log hmari car ko ruk k dekhty.... mujhy sharm ati
jb log hum se humari or chezzon ka pochty..... mujhy ajeeb sa lagta k q hum sab me itne numayan hain

or jb log mujh se mere father ka pochty.... mujhy ese lagta kisi ne mera dil cheer dia ha
baap kya hota ha? wo pyar bhi krta ha ya nai? uske pyar uske care ka maza kesa hota ha? wo kese khush hota ha apki 1st position ane pe?
mere aghaji hoty to wo ami ko ese tang krty, ami ko ghumane le jaty, hum sath dinner krty.... baap jb gale se lagae to kesa feel hota ha.... ye sab
in sab ka mere pas koi jawab nai tha or na hai....
in sab ki wajha se me ne apne baap se nafrat ki ha... q k mujhy wo high status nai chahye tha... such me nai chahye tha....
kis ne kaha unse k humin un se barh k unke pyar se barh k kuch chahye...

me abhi apko count kr k bta sakti hi me ne apni ab tk ki life me kitni baar apne aghaji se baat ki ha

abhi jan 15 ko unka cardiac bypass tha hum me se aik bhi unke pas nai tha.... ap yakeen krin....
humin unki chah hi nai. haaan apmi ko sar me bhi dard ho to humari bhook pyas khatam ho jati ha...

mere aghaji ko bhi pata ha k me un se nafrat krti hu or us har cheez se bhi jo unko hum se dur le gai....
or bht choti se age se me aik dua apni har dua me krti hu k agr kisi ne unke jesa hi baap ban'na ha to behter ha ALLAHJI wo baap hi na bane

ab ap btain esa q hota ha @STAR24
aap ziada emotional ho k soch rhi hain bela sis,,agar wo aap sab se door hain b to aap sabki khatir,,bohat se log hain jin k father un k paas hote hain is k bawajud un k views yhi hote hain jo aap k hain,,Muhabbat door hone se kam nhi hoti,,,its true k baap ki shafqat ka koi alternative nhi,,but hamesha har cheez perfect nhi hoti kahi na kahi compromise karna parta hay,to aisa sab kehna i think nashukri hay...
Be happy with whatever u have,,always pray for ur father's gud health talk to him n try to call him back...
 
  • Like
Reactions: STAR24

zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,301
1,313
@STAR24 sis me in sab feelings me bilkol helpless hu me nai change kr sakti:(
mai samjh sakti hon kitna mushkil hota hai apni feelings ko aik dam change krna ,,mai bhi apney parents k barey mai kuch aisa sochti thi is base pr k wo mujh sey zyada merey dosrey bahan bhaiyon ki her khwahish pori ki jati hai un sey zyada pyar kiya jata hai,, merey sath bohot sey mamulat mai nainsafiyan ki gai aur mera dil merey parents ki traf sey toot gya tha ,,, aur shayed mera rawaiyya bhi change ho raha tha un k sath,, ab bhi kabhi bohot takleef pohanchti hai jab mai kabhi sakht beemar hoti hon mujhey merey ghar sey koi poochney nhi aye :meh aur ager meri sis bimar ho tou uski traf rozana unka hal poochney jatey,, mai ney apney dil ko samjha liya hai ,, k mai apney haqooq porey krongi baqi qayyamat k din maa baap sey bhi sawal ho ga k unho ney bacho k sath kya salook kiya hai,, mai ab ALHAMDULILLAh apni traf sey pori koshish krti hon unko koi shikayat na ho mujh sey :shy
 
  • Like
Reactions: Prince-Farry

Bela

~*~A|!c3 in w0nd3r|@nd~*~
Active Member
Feb 4, 2010
5,975
3,851
1,113
Madrid, Spain
me ap sab ki baat se agree krti hu... @Prince-Farry @hooraian sis @STAR24

bs me ne apni feeling share ki hain jis k bare me bilkol helpless hu....
aik baap chahe wo dur ho,,,, or chahe uske bachon se uski baat kitne hi arse k baad ho usko itna to yaad rehta hi ho ga na k
uska kon sa bacha ab konsi class me pohanch gya ha......

humin jb ami dant kr aghaji se phone pe baat krne ka kehti to aghaji pochty parhai kesi chal rahi ha
or phir foran kehty konsi class me ho ab....

yakeen krin me unke liye dua krti hu unki sehat unki zindagi k liye
lakn bs me nai samjha sakti shayed....

mere aik mamu hain
mazdoor ki tarhan life thi unki....
atty ki chaki ka kam krty hain
unke 3 bachy hain
or eo apna bachon k sath ese hain jese dost....
hr friday ko wo apni family ko ghumane le k jaty hain
unke bachy raat me unka wait krty hain k papa ain ge to khana khain ge

ye sab missing ha humari life me... or kehne ko ye shayed bht kam chez thi
lakn is baat ne humari personalities me aik lacking ki ha....
 
dekhein....ab hum agar apni life dosro ki life se compare karegein to hum kabhi sakoon se jeeh nahi paegein....i understand ke fathers ko maloom hona chahiye unki activities ka....ab yahi msg mai unhe deta hon jo apni life mei aik peaceful and free environment chahte hein...there are people who wants to run their life according to their own will..aur aik waqt ata hai jab woh gussa hojate hai apne parents par hi ke woh kyon itna pochte hai hamare bare mei..we are grown up..and so on....
do u think yeh better hai or ur life is better?...
i have a very dear and close friend whose father brought them here to canada and got married with anohter woman....plus mere friend ki ammi still living in pak..and its been 10 yrs now......aur mera friend aur uska bhai..dono apni job karke apni mother ki take care kar rahe hai along with the education..it is very tough for them..and when one think ke what is this...you get hurt....ab now do u think his father is better?....
trust me bela....apko apne ap ko samjhane ki koi zarorat nahi ahi...its just the realization part....
we all know ke hamare pakistani families kitne strict hote hein apne bacho ke saath....and ur father has grown up according to the situation where his love and care have got hidden somewhere in the mountain....
woh sab chorho...i know this person who used to love his kids like crazy ...itna sab kuch kiya..aur unke bacho ne unke pyaar ki koi value nahi rakhi....aur isi stress mei woh cancer ki beemari mei inteqal kargaein.......
bht sochne ki baat hai ke hamein apni zindagi mei kia kia naimat nahi mili hai...aur hamein uska har second Allah ka shukar karna chahiye....
 
zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,301
1,313
me ap sab ki baat se agree krti hu... @Prince-Farry @hooraian sis @STAR24

bs me ne apni feeling share ki hain jis k bare me bilkol helpless hu....
aik baap chahe wo dur ho,,,, or chahe uske bachon se uski baat kitne hi arse k baad ho usko itna to yaad rehta hi ho ga na k
uska kon sa bacha ab konsi class me pohanch gya ha......

humin jb ami dant kr aghaji se phone pe baat krne ka kehti to aghaji pochty parhai kesi chal rahi ha
or phir foran kehty konsi class me ho ab....

yakeen krin me unke liye dua krti hu unki sehat unki zindagi k liye
lakn bs me nai samjha sakti shayed....

mere aik mamu hain
mazdoor ki tarhan life thi unki....
atty ki chaki ka kam krty hain
unke 3 bachy hain
or eo apna bachon k sath ese hain jese dost....
hr friday ko wo apni family ko ghumane le k jaty hain
unke bachy raat me unka wait krty hain k papa ain ge to khana khain ge

ye sab missing ha humari life me... or kehne ko ye shayed bht kam chez thi
lakn is baat ne humari personalities me aik lacking ki ha....
right ap ki soch apni jagha bilkul theek hai,,

mai apko apni family mai sey aik waqiya btati hon,,, meri aik aunty unk husband saudia a gaey they kam k liye unk 4 bachey hai.. wo uncle ghar paisa nhi bhaijhtey they juwwa khailtey they aur khud pr paisa lagatey they,, aunty logon sey paisey maang kr ghar ka kharch chalati thi wo apney bachon ko palney k liye kya kuch nhi krti,, :( ab wo uncle bimaar hai aur aunty k pass wapis aya us halat mai jiski ab unko zaroorat nhi pr phir bhi wo ab unki care kr rahi hai :( unk bachon ney aur bivi ney sari zindagi aisey hi guzari jaisey wo yateem aur bewa ho. :borred

sab ki life perfect nhi hoti,,,humain her hal mai ALLAH ki hikmaton pr razi hona chahiye ,, :(
 
Top