Aisa Kyon Hota Hai

  • Work-from-home

Bela

~*~A|!c3 in w0nd3r|@nd~*~
Active Member
Feb 4, 2010
5,975
3,851
1,113
Madrid, Spain
me bilkol itafaq krti hu.....

or me is baat pe shukar bhi krti hu k aghaji bht se baapon se achy baap hain or achy shohar bhi
logon k pakistan me bhi wife n bachy hoty hain or bahar bhi...
lakn aghaji MASHA ALLAH bht nobel insan hain

humin log batin sunaty thy k shayed tumhare baap ne wahan shadi ki ho
lakn deep down hum sab ko pata tha aghaji esa nai kr sakty

bs mujhy lagta ha aik certain time k baad agahji ko wapis ajana chahye tha....
ya phir ami n humin wahan bula lena chahye tha...
yahan un se ghalati hoi ha....

dosri baat me unke bare me jitna bhi keh du k i hate him i dnt care about him
but jb bhi wo around hoty hain mujhy bht ajeb se satisfaction hoti ha

2012 me spain ai to bhaion ko ami ko bht miss krti thi phir kuch time baad agahji hum se milne aye yahan (apko bht pata ha na k wo aye thy)
wo about 2 days yahan rahe or mujhy ese lagta tha jese mujhy oxygen mil rahi ha.... really....
 

zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,301
1,313
ufff logon ko tou bus dafa door hi kiya kro

ye log kisi ko jeeney nhi daitey ,,ye koi bhi bat dhondhtey hai kisi ko preshan krney ki,,, aisey logon ko monh tore jawab daina chahiye :oldman
mai ney btaya tha apko aik aurrat ka waqiya jo mujhey batain sunati thi,,, is kissam k log bus dosron ko hurt krna jantey hai :meh ye batain ap k zehan mai isi liye ati hai jab log ap sey sawal krtey hai,,, :nailbiting,,


MASHA ALLAh

ALLAH unko Sehat aur lambi umer dey Ameen


@Bela
 

Bela

~*~A|!c3 in w0nd3r|@nd~*~
Active Member
Feb 4, 2010
5,975
3,851
1,113
Madrid, Spain
ufff logon ko tou bus dafa door hi kiya kro

ye log kisi ko jeeney nhi daitey ,,ye koi bhi bat dhondhtey hai kisi ko preshan krney ki,,, aisey logon ko monh tore jawab daina chahiye :oldman
mai ney btaya tha apko aik aurrat ka waqiya jo mujhey batain sunati thi,,, is kissam k log bus dosron ko hurt krna jantey hai :meh ye batain ap k zehan mai isi liye ati hai jab log ap sey sawal krtey hai,,, :nailbiting,,


MASHA ALLAh

ALLAH unko Sehat aur lambi umer dey Ameen


@Bela
hum choty thy tb staru....
ab to shukar ha k hr baat ki samajh agai ha
 
  • Like
Reactions: STAR24

zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,301
1,313
ajkal chotey bachon mai bhi ye bimari hai,, ager wo koi new pencil lai gey tou us bachey ko lazmi ja kr dikhaey gey ye daikho mai new pencil li jo bacha gareeb ho pencil na lai sakta ho :nailbiting

@Bela
 

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
me ap sab ki baat se agree krti hu... @Prince-Farry @hooraian sis @STAR24

bs me ne apni feeling share ki hain jis k bare me bilkol helpless hu....
aik baap chahe wo dur ho,,,, or chahe uske bachon se uski baat kitne hi arse k baad ho usko itna to yaad rehta hi ho ga na k
uska kon sa bacha ab konsi class me pohanch gya ha......

humin jb ami dant kr aghaji se phone pe baat krne ka kehti to aghaji pochty parhai kesi chal rahi ha
or phir foran kehty konsi class me ho ab....

yakeen krin me unke liye dua krti hu unki sehat unki zindagi k liye
lakn bs me nai samjha sakti shayed....


mere aik mamu hain
mazdoor ki tarhan life thi unki....
atty ki chaki ka kam krty hain
unke 3 bachy hain
or eo apna bachon k sath ese hain jese dost....
hr friday ko wo apni family ko ghumane le k jaty hain
unke bachy raat me unka wait krty hain k papa ain ge to khana khain ge

ye sab missing ha humari life me... or kehne ko ye shayed bht kam chez thi
lakn is baat ne humari personalities me aik lacking ki ha....
maire father hmare paas rehte hain unhe b yaad nhi hota tha k hum may se kon kis class may hay,,aur na unki hum se dosti hy,,i dont remember baghair zarurat k hmari last time kab gup shup hui hogi.. hala k hum aik ghar may hain....
to its just sab aik jaise nhi hote dusron ki families ko daikh k agar aisi hasratain paal li jayain to insan kabhi khushi nhi reh sakta...
fathers aksar ziada exprssive nhi hote
usually they think unki duty ghar se bahir ki hay aur wo full us pe concentrate karte hain family ko har facility provide krne pe dehan daite hain aise may un se ghar may b kafi cheezain miss ho jati hain,,,,but kuch jaga hamain b compromise kr laina chahiye,,although i know its hurting sometimes,,,but chalta hay yara hum b perfect nhi ain koi b perfect ni hota,,,jitna ziada expect karte jayain gey pareshani bharti jayegi!
Relax rhain negative way may sochne ki bjaye positive baton ko count karain to aap ko acha feel hoga inSHAALLAH ,,chalo popcorn khao {(popcorn)} :p
 
  • Like
Reactions: STAR24

Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313
maire father hmare paas rehte hain unhe b yaad nhi hota tha k hum may se kon kis class may hay,,aur na unki hum se dosti hy,,i dont remember baghair zarurat k hmari last time kab gup shup hui hogi.. hala k hum aik ghar may hain....
to its just sab aik jaise nhi hote dusron ki families ko daikh k agar aisi hasratain paal li jayain to insan kabhi khushi nhi reh sakta...
fathers aksar ziada exprssive nhi hote
usually they think unki duty ghar se bahir ki hay aur wo full us pe concentrate karte hain family ko har facility provide krne pe dehan daite hain aise may un se ghar may b kafi cheezain miss ho jati hain,,,,but kuch jaga hamain b compromise kr laina chahiye,,although i know its hurting sometimes,,,but chalta hay yara hum b perfect nhi ain koi b perfect ni hota,,,jitna ziada expect karte jayain gey pareshani bharti jayegi!
Relax rhain negative way may sochne ki bjaye positive baton ko count karain to aap ko acha feel hoga inSHAALLAH ,,chalo popcorn khao {(popcorn)} :p
kia baat hai...meri sohbat ka asar apko bhi lag gayao_O
 

areesh304

Active Member
Feb 6, 2014
162
44
78
Islamabad
very nice....mere cousin b 2 sal k lye abu dhabi gai hue hain....wo b isi trah k halat se guzr rhe hain..Allah un logo pr rehmat kre jo perdais me hain..
 
  • Like
Reactions: STAR24

AnmoljaanUmer

Newbie
Mar 8, 2014
4
2
3
Turaif, Saudi Arabia
w.salam
very well said...
its true k aksar log apni families ko chor kar yahan atey un k liye kamaney k liye... n the most sad thing k family realized nhi karti k wo yahan kitni moushkilo se rehra hai...
kuch log 1 job karrey hotey hai if it is well paid... or kuch 2 ... koi spare time nahi hota un k paas...
bht c baar to eid k di b log job karrey hotey hai.. abh akele main banda kia celebrate karen...

kher... families ko apne is person ki qadar karni chaiye... or us ka khayal zadah rakhna chaiye...
hmmmmm ye to sach hy ky insaan hamesha doosro ky liy jeeta hy gar walo ky liy .dais main rhny walo ko ye ni pata ky yaha pardesm main kitni mushkil sy guzara hota hy .insan bhut kmzor hojata hy choti choti bato pr rona ata hy gar ki yaad dosto ki yaad pyaro ki yaad,kuch kuch..... magr ye aik haqeeqat hy ky hm qudrat ky qawaneen ky ghulam hian agr kisi ki taqdeer main lika hy ky wo ganty baad falani jaga jay ga to wo majboor hy waha jany ky liy ye sb taqdeer ka hissa hy.in sb bato pr pareshan ni hona chhiy .q ky pareshani humain naa shukri ki tarf maiyal krti hykia ye kaafi ni ky hm aik pardesi ki waja sy peechy poora garana purskoon zindagi guzarta hy or un ko apny us hero pr fakhar hota ny naaz hota hy
 
  • Like
Reactions: STAR24

AnmoljaanUmer

Newbie
Mar 8, 2014
4
2
3
Turaif, Saudi Arabia
AsLaaM O Alaikum

Aj aisey hi baithey baithey kuch waqiyat yaad a gaey aur mai bohot gehri Soch mai par gai k Akhir
#Aisa Kyon Hota hai,,,

Pakistan sey Bahir jo Admi Paisa kamaney Apney ghar walon ko palney k liye jatey hai unki kya zindagi hai aur Itni Qurbani dainey k baad unko kya hasil hota hai,,,



bivi bachon aur Maa baap bahan bhaiyon ko chore kr Akailey rehtey hai khud khana bnatey kaprey wash krtey apna sab kaam khud krtey,,,Eid akailey guzar daitey aur ghar phone pr baat kr k ro laitey ,,apney liye kuch nhi khareedtey Hamesha apney ghar walon ki fiker mai rehtey,,, saal mai aik bar apney mulk jatey tab bhi sirf apney ghar walon ki fermaishon k mutabiq samman lai kr jatey ,, kis ko Blanket chahiye,,kisi ko Mobile chahiye kisi ko Laptop chahiye ...

aur Wo Baap ,Bhai ya Baita Din raat sakht Garmi aur Dhoop mai Overtime laga kr Apney Ghar Walon ki Fermaishain poori krta hai.



Zindagi k aisey saal guzer jatey hai Aur Aik din wo insaan bhoorha ho jata hai aur retired ho kr apney mulk wapis a jata hai. Umer k sath usko kai terha ki bimariyan lag jati hai,,, Zahir hai jab insan Apni sehat ki perwa nhi krta tou uski sehat khrab ho jati hai ,,,



bachey barey ho jatey hai ab ye Baap un pr Bhojh ban jata hai aur Is ki asal Wajah ye hoti hai ,,,Ajkal jinkey Baap Ya Bhai Bahir k mulk Kaam krney atey hai Wo aik chota sa mazdoor hi kyon na ho usk ghar waley Rishteydaron pr Roab dalney k liye Dikhawa krtey hai Unko Adat perh jati hai Dikhawey ki k ager Hum ye cheez nhi lai gey Log kya kahey gey k isk abu ya bhai Bahir k mulk hai aur humarey pass Puraney Model ki Car hai ya ye cheez nhi hai wo cheez nhi hai :shifty,,,,



Ab Unk pass Dikhawa krney ki taqat khatam ho jati hai unki fermaishain pori nhi hoti ,, Aur Baap un per bhojh ban jata hai jo sari Zindagi perdais mai guzar daita hai Apney Ghar walon ki khushiyon k liye,,,usk ghar wapis a janey sey ghar mai larai jhagrey shuru ho jatey hai :grumpy akhiri zindagi mai usko ghar ka sakoon bhi nhi milta .aur phir Akhir wo Admi Is duniya sey Rukhsat Ho Jata hai



Mai Ney Apni Zindagi mai Bohot Zyada Aisey Waqiyat daikhey hai aur Humarey Bohot zyada Uncle jo Merey Father k Friends they Ab is Duniya mai nhi rahey,, kisi ko Cancer ho gya tha koi Road Accedent mai Wafat pa gaey kuch dosri Bimariyon sey, :( ALLAh sab pr Raham Karey AMEEN

===================================================
its truebut it is not in our hand to run away from here because it is writen in our fath that we will stay here it is fix
 
  • Like
Reactions: STAR24
Top