"lab-e-sheeren"my One &only Favorite Sweet Dish(easy Recipe)!

  • Work-from-home

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
Assalam o ALaikum
main apni favorite sweet dish "lab-e-sheeren" ki recipe share kar rhi hun kuch pics k saath!
Ingredients:
Corn flour 4 tablespoon
milk 1.5 litter
sugar 11 tablespoon/ to taste
cream One packet
mango one
apple one
banana 6 or 8
grapes pta nae :p (jitne pasand hon)
strawberry ---------------
pomegranate -------------
jelly (different colored) -------------
Duration:
30 minutes (excluding Cooling time)
Method:
1.5 liter dhudh ko boil kar lain aur us may sugar daal kar thora sa boil karain ,,aik alag bowl may thora sa thanda dhundh le kar us may 4 tablespoon cornflour achi tara mix kar lain aur aahista aahista boil dhudh may daalte jaayain saath saath chamach hilati jayain,,jab apaki pasand k mutabiq thick ho jaaye to thora sa chamch hilane k baad aag band kar dain aur dhudh ko room temprature pe thanda karain,,jab ziada garam na rhe to cream add kar k achi tara mis karain (garam dhudh may cream add mat karain warna oil chor deti hay) ab saare fruits cube shape may kaat kar mix karain aur Freezer may rakh dain jab bottom may ice crystals banne lag jayain tab nikal lain aur us may cube shape may katti hui jellies daal k serve karain ,,,mazimum 30 minutes may ye yummy yummy sweet dish tyar hoti hay zarur try kariyega!
MAine jellies add nhi ki thi is baar,,aap zarur kariyega aur bhi yummy lagta hay!
GOlden Tips : :p
1. pak may q k loadshedding problem ahy to full freeze hone se pehle hi lii8 off ho jaati hay to agar aisa koi masla ho to koshish karain k Fruits add na karain jab lab-e-sheeren full freeze ho jaaye tab us may fruits add kar k mix kar lain..(q k cooling kam hone p kuch fruiots khaas kar apple paani chor daite hain jis pe lab-e-sheeren thin ho jata hay aur saari emhnat zaya :s )
2.Jin fruits se lab-e-sheeren k white color khrab hone ka imkan hay wo fruits serve karne se kuch dair pehle add karain (pomegranate,strawberry)
3.Jellies bhi serve karne se kuch dair pehle add karain q k uska color bhi nikalt hay.
4.Kuch log COndensed milk bhi use karte hain sugar add karne se pehle agar aap condensed milk use kar rhe hain tto sugar kam add karain q k us may already sugar hoti hay.
 

MSC

!t'z N3v@ L@t3
Hot Shot
Nov 23, 2009
29,951
11,674
1,113
Jheel se ankho mei...
walaikum salammm
Wow Bahut yummmy lag rahe hain.....
aise time pe apke post dekh rahe hun jab mujhe bahut bhook lagi hain and weather bhi khane k hain;;)
so app ne nosh farmaya ya humara wait ho raha tha:p
 

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
walaikum salammm
Wow Bahut yummmy lag rahe hain.....
aise time pe apke post dekh rahe hun jab mujhe bahut bhook lagi hain and weather bhi khane k hain;;)
so app ne nosh farmaya ya humara wait ho raha tha:p
haha zarur aapka w8 hi ho rha hota magar ye maine parson bnaya tha :p aur maine nhi khaya tha :s
 

Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
Assalam o ALaikum
main apni favorite sweet dish "lab-e-sheeren" ki recipe share kar rhi hun kuch pics k saath!
Ingredients:
Corn flour 4 tablespoon
milk 1.5 litter
sugar 11 tablespoon/ to taste
cream One packet
mango one
apple one
banana 6 or 8
grapes pta nae :p (jitne pasand hon)
strawberry ---------------
pomegranate -------------
jelly (different colored) -------------
Duration:
30 minutes (excluding Cooling time)
Method:
1.5 liter dhudh ko boil kar lain aur us may sugar daal kar thora sa boil karain ,,aik alag bowl may thora sa thanda dhundh le kar us may 4 tablespoon cornflour achi tara mix kar lain aur aahista aahista boil dhudh may daalte jaayain saath saath chamach hilati jayain,,jab apaki pasand k mutabiq thick ho jaaye to thora sa chamch hilane k baad aag band kar dain aur dhudh ko room temprature pe thanda karain,,jab ziada garam na rhe to cream add kar k achi tara mis karain (garam dhudh may cream add mat karain warna oil chor deti hay) ab saare fruits cube shape may kaat kar mix karain aur Freezer may rakh dain jab bottom may ice crystals banne lag jayain tab nikal lain aur us may cube shape may katti hui jellies daal k serve karain ,,,mazimum 30 minutes may ye yummy yummy sweet dish tyar hoti hay zarur try kariyega!
MAine jellies add nhi ki thi is baar,,aap zarur kariyega aur bhi yummy lagta hay!
GOlden Tips : :p
1. pak may q k loadshedding problem ahy to full freeze hone se pehle hi lii8 off ho jaati hay to agar aisa koi masla ho to koshish karain k Fruits add na karain jab lab-e-sheeren full freeze ho jaaye tab us may fruits add kar k mix kar lain..(q k cooling kam hone p kuch fruiots khaas kar apple paani chor daite hain jis pe lab-e-sheeren thin ho jata hay aur saari emhnat zaya :s )
2.Jin fruits se lab-e-sheeren k white color khrab hone ka imkan hay wo fruits serve karne se kuch dair pehle add karain (pomegranate,strawberry)
3.Jellies bhi serve karne se kuch dair pehle add karain q k uska color bhi nikalt hay.
4.Kuch log COndensed milk bhi use karte hain sugar add karne se pehle agar aap condensed milk use kar rhe hain tto sugar kam add karain q k us may already sugar hoti hay.
wow mashaAllah....m so happy k tumay b kuch pakanay say dilchaspi hay khanay k ilawa:p
sacche zabardast recipy...nd dish ki pic b bht mazay ki hay...graet sharing yar,,,
 
  • Like
Reactions: hoorain

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
wow mashaAllah....m so happy k tumay b kuch pakanay say dilchaspi hay khanay k ilawa:p
sacche zabardast recipy...nd dish ki pic b bht mazay ki hay...graet sharing yar,,,
haha ye tareef thi? :-?
waise meko pkane se dilchaspi hay ye alag bata hay pkati kabhi kabhi hun :p
aur pics laine k maare share bhi nhi karti idhar {(popcorn)}[DOUBLEPOST=1347010805][/DOUBLEPOST]thanx for liking :)
 
  • Like
Reactions: Tooba Khan

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
shakal se tu kaafi mazey ka lagraha hai ..!! mughey ap netag hee nhee kya...........halan k sab sepehly is ki recipie mein poochi :-w theee...............!
wo muje pta tha baghair tag k bhi aap nazil ho hi jaate ho is liye tag bcha liya :p
 

NXXXS

~` Weird `~
Superior Member
Apr 24, 2012
114,993
11,776
1,113
wo muje pta tha baghair tag k bhi aap nazil ho hi jaate ho is liye tag bcha liya :p
hmm...yeh tu hai ...!! chalein mubarak ho aik tag:p[DOUBLEPOST=1347013108][/DOUBLEPOST]name b ap ne khud rakha hai ?? ya yeh dish kisi aur name aur recipe se pehly moujood thee jis ko apne innovate kya hai ??
 
  • Like
Reactions: hoorain

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
hmm...yeh tu hai ...!! chalein mubarak ho aik tag:p[DOUBLEPOST=1347013108][/DOUBLEPOST]name b ap ne khud rakha hai ?? ya yeh dish kisi aur name aur recipe se pehly moujood thee jis ko apne innovate kya hai ??
nhi ye dish issi name se thi ,,,recipe ko apne taste k mutabiq thora sa badla hay,,like main condensed milk add nhi karti cornflour and sugar ki quantity thori kam rakhti hun,,cream bhi real recipe se kam add karti hun etc,,
fruits kabhi saare hi add karti hun kabhi sirf banana aur apple , Banana ziada hon aur sirf half apple and grapes se bhi bohat yummy lagti hay jelly mazeed zabardast lagti hay dikhne may bhi khaane may bhi!
but innovate kuch nhi kiya maine..
is DIsh ki aik se ziada recipes hain saare different hain
 
  • Like
Reactions: Ally

NXXXS

~` Weird `~
Superior Member
Apr 24, 2012
114,993
11,776
1,113
okey......sweet dish to pass hai ..!! wat abt nakeen dish ??:-w
 

NXXXS

~` Weird `~
Superior Member
Apr 24, 2012
114,993
11,776
1,113
ohh Sir aap se remarks maange kis ne hain /:) :p
namkeen jab bnaugi tab daikhungi share karne ka {(popcorn)}
okey......yeh remarks fee sabeelilah hein..!!

rotiene mein ap cooking nhee kertien ?
 

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
nops!!!!!
chips ,pakorey,dusri fry cheezain n tea waghaira almost daily bna leti hun ,,,cooking farmaysh pe :p
 

NXXXS

~` Weird `~
Superior Member
Apr 24, 2012
114,993
11,776
1,113
nops!!!!!
chips ,pakorey,dusri fry cheezain n tea waghaira almost daily bna leti hun ,,,cooking farmaysh pe :p
kis ke fermaish pe ??{(thinkg)}
wesy cooking expert hein ? ya guzara hee hein??
 
Top