Poetry by topic (Eid )

  • Work-from-home
Status
Not open for further replies.

farhan memon

TM Star
Aug 18, 2011
2,121
377
233
41
Karachi
–==Eid Ka Din–==


Is Eid Per


Wo Mere Saath nahi


Magar Wo


Uski Yadain


Us Ki Batain


Sab Mujhe Yaad Hai


Us ne Mujhe


Yaad Kia Hoga


Phir Mere Khialon Mein


Khooye Huey


Tasawar Ke


Kisi Lamhe Mein


Dheeray Se Kaha Hoga


~~~EiD MuBaRaK~~~!
 

Amreen

VIP
May 16, 2010
10,028
4,265
1,313
India
Tum aao to hum bhi EID karen
Hasrat hai tumhari deed karen,
Kuch der to dil ko chain mily
Kuch roz to mann k phool khilen.
Kehty hain k EID ki aamad hai
Hum log bhi kuch taaeed karen,
Tum se ik ye guzarish hai
Ye apny dil ki khwahish hai
Ik bar milo
Ik bar milo
Hr bar ye hi taakeed karen,
Maana k hum deewany hain
Sab baaton se anjany hain,
Jab apny bhi begany hain,
Kiya ghairon se ummeed krain
Tum aao to hum bhi Eid karen
Tum aao to hum bhi Eid karen. . .
wah kya baat hai farhan...bohat hi khoobsoorat poetry share ki hai aapne...{(ok)}

Masha Allah ... best of luck...:)
 

Amreen

VIP
May 16, 2010
10,028
4,265
1,313
India
Farhan bus ek hi sharing allow hai yaha...to aap bata den e kaun si poetry rakhni hai taki main doosri delete kar doon...???????????
 

Amreen

VIP
May 16, 2010
10,028
4,265
1,313
India
nahi rules ke mutabiq aap ko batana hoga ke kaun si rehne doon aur kise delete kar doon aap bataiye warna aapki sharing accept nahi i jayegi...
 

farhan memon

TM Star
Aug 18, 2011
2,121
377
233
41
Karachi
Hun eh to hai to phir theekh hai aap mery wali sub DEL kerdain or jo ab my likh rha hon us ko post kerdain :)

---------- Post added at 12:28 AM ---------- Previous post was at 12:27 AM ----------

eid ka din hai badee dhoom ki tayyari hai
aaoo hum unsay milain jin ki jaib khalee hai


lafzoon sai khel kai bantay hain mufakir yeh log
in baday logon ki tu shaan hee niraali hai


hain tu hum dard ghareebon kai par miltay howay howay ghabratay hain
pataa chalay nai kisi ko ghareebon sai rishtay daari hai


daikh kar eid ki tayaari ek bachay nai kaha
ek maira ghar hai jahan bhook hai beemaari hai


yeh oonch neech ki tafreeq kab khatam hogee
iss ek jawab ki duniya sabhi sanwaali hai


eid milni hai tu rootay howay logon sai milain
 

Dawn

TM Star
Sep 14, 2010
3,699
3,961
1,313
saudi arabia
amreen ji meri poetry eid topic keliye

"Eid"

Tum Aao to Ham bhi Eid karein
Hasrat Hai Tumhari Deed Karein

Tum Aao to ham bhi Eid karein
Kuch Dair to Dil ko Chain Miley


Kuch roz to Man ka Phool Khiley
Kehtey hain ke Eid ki Aamad hai


Ham log bhi Kuch taaeid karein
Tum Aao to Ham bhi Eid karein

Tum se yeh Aik Guzaarish hai
yeh Apney Dil ki Khaaish hai

Ik Baar milo , Ik Baar Milo
Har Baar yahi Taakeed karein

Tum Aao to ham bhi Eid Karein
Mana ke Ham Deewaney hain

Sab Baatoo"n Se Anjaaney hain
Jab Apney hi Baigaaney hain


Kya Ghairoo"n Se Umeed karein
Tum Aao to ham bhi eid karein

Tum aao to Ham bhi Eid karein
 

Nelly

VIP
Sep 23, 2009
97,862
38,645
1,313
United Kingdom
wow, meri fav hai bro:x nice selection n sharing
all da best

amreen ji meri poetry eid topic keliye



Tum Aao to Ham bhi Eid kareinHasrat Hai Tumhari Deed Karein

Tum Aao to ham bhi Eid kareinKuch Dair to Dil ko Chain Miley

Kuch roz to Man ka Phool KhileyKehtey hain ke Eid ki Aamad hai

Ham log bhi Kuch taaeid kareinTum Aao to Ham bhi Eid karein

Tum se yeh Aik Guzaarish hai
yeh Apney Dil ki Khaaish hai

Ik Baar milo , Ik Baar MiloHar Baar yahi Taakeed karein

Tum Aao to ham bhi Eid KareinMana ke Ham Deewaney hain

Sab Baatoo"n Se Anjaaney hainJab Apney hi Baigaaney hain

Kya Ghairoo"n Se Umeed kareinTum Aao to ham bhi eid kareinTum aao to Ham bhi Eid karein
 

Atif-adi

-{عادي}-{Adi}-
VIP
Oct 1, 2009
34,469
21,486
1,313
Sharjah, U.A.E
uffff, man gharat kahaniyan sun lo adi ki{(doh)}:p:p
ye mangharat kahani nai meri shyeri thi :(wo mene apni aapi ki bachpan ki diary me parha tha ye sher, unhu ne apni saheli ko likha tha, to mene socha me bhi apni saheli neelu k lie likh dun per u ko pasand hi nai aya :(
 

Amreen

VIP
May 16, 2010
10,028
4,265
1,313
India
amreen ji meri poetry eid topic keliye

"Eid"

Tum Aao to Ham bhi Eid karein
Hasrat Hai Tumhari Deed Karein

Tum Aao to ham bhi Eid karein
Kuch Dair to Dil ko Chain Miley


Kuch roz to Man ka Phool Khiley
Kehtey hain ke Eid ki Aamad hai


Ham log bhi Kuch taaeid karein
Tum Aao to Ham bhi Eid karein

Tum se yeh Aik Guzaarish hai
yeh Apney Dil ki Khaaish hai

Ik Baar milo , Ik Baar Milo
Har Baar yahi Taakeed karein

Tum Aao to ham bhi Eid Karein
Mana ke Ham Deewaney hain

Sab Baatoo"n Se Anjaaney hain
Jab Apney hi Baigaaney hain


Kya Ghairoo"n Se Umeed karein
Tum Aao to ham bhi eid karein

Tum aao to Ham bhi Eid karein
Masha Allah kya bat hai Arshad bhai...zabardust poetry...best of luck...:)
 
  • Like
Reactions: Aara'af
Status
Not open for further replies.
Top