Poetry by topic (Eid )

  • Work-from-home
Status
Not open for further replies.

Amreen

VIP
May 16, 2010
10,028
4,265
1,313
India
wah.........

pata nhe kya topic h.......

bs endaze se kamal topic h.....


mjy b bari zooor ka eid ka shair aa rha h........




"""Eid i h zamane may......

wah wah wah..........


eid i h zamane may


Hannia gr pari gusal khane may...........


















adab arz h

adab arz h..........
kya bat hai hannia madam ne is bar taye kiya hai ke woh eid ka aadha din ghusalhane me guzarengi aur aadha dawakhane me...hai na new idea...kabhi aaya hai ye idea kisi ko...{(wacko)}
 
  • Like
Reactions: Hannia

Amreen

VIP
May 16, 2010
10,028
4,265
1,313
India
Assalam u alaikum
ye rahi meri sharing..:)


Is Eid Par Na Mil Sakey Hum To Kya Howa,
Jazbon Main Ho Khuloos To Eiden Hazar Hain.

Wafa ka Sandees ly kar utre Tumhare Angan me
Goya Muhabbaton ka,Rafaqton ka Hilal-e-Eid
Tamam roz-o-shab yon hi farozan rahen har dam
Har Shab Shab-e-Barat ho,Har Roz Roz-e-Eid

Udaasiyon ki shaam aur yaadon ka saman
Apni palkon pe sitare hargizz na laayein ge
Rakhna sanbhaal ke tum chand khushiyan mere liye
Main laut kar aaun ga, phir Eid manayein ge

Ay bad-e-sabah Eid Mubarik use kehna
kehna k Yaad karta hai abi tak Tumhe koi
Dil teri yaadon se hai aabad abi tak
Ay Bad-e-saba Eid Mubarik une kehna


bohat hi khoobsoorat sharing hai annu...per ye to kai alag alag ashaar hain...yaha to koi ek hi ashaar ya ghazal ya nazam share karni thi tumhe....{(oh0(}
 

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113


bohat hi khoobsoorat sharing hai annu...per ye to kai alag alag ashaar hain...yaha to koi ek hi ashaar ya ghazal ya nazam share karni thi tumhe....{(oh0(}
siso main ne ap sepocha tha k kya different shair b share kar sakte hain to ap ne kaha tha k han lekin ek member ek hi sharing kre..
is liye main ne kuch ashar share kar diye
 

Amreen

VIP
May 16, 2010
10,028
4,265
1,313
India
oh tum meri bat samjhi nahi annu...maine samjha ke tum koi ashaar shair karna chahti ho isliye maine kaha tha...koi problem nahi dear...abhi 2 din hain tumhare pas koi aur poetry select kar ke share kar do ek chance deti hoon tumhe...:)
 

Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar


Hasrat Hay Tumhari Deed Karain

Tum Aao To Hum Bhi Eid Karain



Kuch Dair To Dil Ko Chain Milay

Kuch Roz To Man Ka Phool Khilay



Kehtay Hain Eid Ki Aamad Hay

Ab Log Bhi Kuch Ta’eed Karain



Tum Aao To Hum Bhi Eid Karain…

Tum Say Yeh Aik Guzarish Hay



Yeh Apnay Dil Ki Khowahish Hay

Aik Baar Milo, Aik Baar Milo



Har Baar Yehi Takeed Karain

Tum Aao To Hum Bhi Eid Karain



Jab Ghum Kay Badal Chayay Thay

Us Waqt Bhi Tum Na Aaye Thay



Is Baar Bhi Tum Nahi Aai Ho

Sub Dushman Yeh Tanfeed Karain



Tum Aao To Hum Bhi Eid Karain…

Maana Kay Hum Deewanay Hain



Sub Baataon Say Anjanay Hain

Jab Apnay He Baiganay Hain



Kya Ghairon Say Umeed Karain

Tum Aao To Hum Bhi Eid Karain

 

Hannia

challl oyeeeeeeee
TM Star
Feb 10, 2010
5,076
1,658
513
34
jaant


kya bat hai hannia madam ne is bar taye kiya hai ke woh eid ka aadha din ghusalhane me guzarengi aur aadha dawakhane me...hai na new idea...kabhi aaya hai ye idea kisi ko...{(wacko)}





ye koi nayi bat thori h.....


hota he ese hai.........:p


ak or taza Qalam arz karon?????




Dabe may daba ........


arz kya h....


dabe may daba...........



zara jawaja frmaye....


dabe may daba.......


dabe may cake .........




meri sheli lakhon may ak...........













shukriya .......


shukriya..........
 
  • Like
Reactions: mashraki.larka

mashraki.larka

Super Star
Jun 23, 2010
10,598
4,907
713
36
KHUDA KI BASTI


Hasrat Hay Tumhari Deed Karain

Tum Aao To Hum Bhi Eid Karain



Kuch Dair To Dil Ko Chain Milay

Kuch Roz To Man Ka Phool Khilay



Kehtay Hain Eid Ki Aamad Hay

Ab Log Bhi Kuch Ta’eed Karain



Tum Aao To Hum Bhi Eid Karain…

Tum Say Yeh Aik Guzarish Hay



Yeh Apnay Dil Ki Khowahish Hay

Aik Baar Milo, Aik Baar Milo



Har Baar Yehi Takeed Karain

Tum Aao To Hum Bhi Eid Karain



Jab Ghum Kay Badal Chayay Thay

Us Waqt Bhi Tum Na Aaye Thay



Is Baar Bhi Tum Nahi Aai Ho

Sub Dushman Yeh Tanfeed Karain



Tum Aao To Hum Bhi Eid Karain…

Maana Kay Hum Deewanay Hain



Sub Baataon Say Anjanay Hain

Jab Apnay He Baiganay Hain



Kya Ghairon Say Umeed Karain

Tum Aao To Hum Bhi Eid Karain


Shweeto ...{(gimmefive)} urf Toobi Bohat khubsurat intekhab...:)
 
  • Like
Reactions: Tooba Khan

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
oh tum meri bat samjhi nahi annu...maine samjha ke tum koi ashaar shair karna chahti ho isliye maine kaha tha...koi problem nahi dear...abhi 2 din hain tumhare pas koi aur poetry select kar ke share kar do ek chance deti hoon tumhe...:)
ok..main kuch or share karti hon...
 

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113

خدا کرے ہر آنگن میں عید آئے
خوشی کا ہر لمحہ پھول بن کے مُسکائے

خدا کرے کہ پل بھر کوئی اداس نہ ہو
کسی دل میں کہیں بھی کوئی یاس نہ ہو

ہر ایک دل میں خوشی کے گلاب کھل جائیں
بچھڑ چکے ہوں جو آپس میں آج مل جائیں

ہر ایک گھر میں عید خوشیاں لائی ہو
ہر ایک لب پہ ہنسی پھول بن کے چھائی ہو

خدا کرے ہر آنگن سدا مہکتا رہے
ہر ایک چہرہ چاند سا یونہی چمکتا رہے

خدا کرے میرے وطن سے یہ نوید آئے
ہر آنگن میں خوشیوں بھری یہ عید آئے

 
  • Like
Reactions: Amreen

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
Amreen sis ab main ne share kar di eid PE IK NAZM...
 

Amreen

VIP
May 16, 2010
10,028
4,265
1,313
India

خدا کرے ہر آنگن میں عید آئے
خوشی کا ہر لمحہ پھول بن کے مُسکائے

خدا کرے کہ پل بھر کوئی اداس نہ ہو
کسی دل میں کہیں بھی کوئی یاس نہ ہو

ہر ایک دل میں خوشی کے گلاب کھل جائیں
بچھڑ چکے ہوں جو آپس میں آج مل جائیں

ہر ایک گھر میں عید خوشیاں لائی ہو
ہر ایک لب پہ ہنسی پھول بن کے چھائی ہو

خدا کرے ہر آنگن سدا مہکتا رہے
ہر ایک چہرہ چاند سا یونہی چمکتا رہے

خدا کرے میرے وطن سے یہ نوید آئے
ہر آنگن میں خوشیوں بھری یہ عید آئے

Masha Allah kya intekhab hai annu...best of luck...:)
 

Amreen

VIP
May 16, 2010
10,028
4,265
1,313
India


Hasrat Hay Tumhari Deed Karain

Tum Aao To Hum Bhi Eid Karain



Kuch Dair To Dil Ko Chain Milay

Kuch Roz To Man Ka Phool Khilay



Kehtay Hain Eid Ki Aamad Hay

Ab Log Bhi Kuch Ta’eed Karain



Tum Aao To Hum Bhi Eid Karain…

Tum Say Yeh Aik Guzarish Hay



Yeh Apnay Dil Ki Khowahish Hay

Aik Baar Milo, Aik Baar Milo



Har Baar Yehi Takeed Karain

Tum Aao To Hum Bhi Eid Karain



Jab Ghum Kay Badal Chayay Thay

Us Waqt Bhi Tum Na Aaye Thay



Is Baar Bhi Tum Nahi Aai Ho

Sub Dushman Yeh Tanfeed Karain



Tum Aao To Hum Bhi Eid Karain…

Maana Kay Hum Deewanay Hain



Sub Baataon Say Anjanay Hain

Jab Apnay He Baiganay Hain



Kya Ghairon Say Umeed Karain

Tum Aao To Hum Bhi Eid Karain

Tooba ki bachi....:mad:

apni sharing karne se pehle zara doosro ki sharing per bhi nazar dal liya karo...ye nazam pehle hi arshad bhai share kar chuke hain...chalo ab tum koi doosri sharing karo...:|
 
  • Like
Reactions: Tooba Khan
Status
Not open for further replies.
Top