Poetry by topic....

  • Work-from-home
Status
Not open for further replies.

reeba memon

Regular Member
Jun 11, 2009
106
37
528
baharain kab gulshan main sada rehti hain.

kalion main
khoshboo ta omer kahan rehti hai.

sawan aik hi zameen par
barasta to nahi.

badal kisi dasht main rukta to nahi.

juda ho jatayhain patay bhi darakhton say.

faslain bhi
kat jatin hain khaitoon say.

sahil pay lehray a karchali
jatin hain.

hawain to bus cho kar nikal jatin hhain.

dunya main koi kisi ka ho kar nahi raha hai.

tamam omer
koi yad karay nahi aesa to nahi hua hai.

phir bicharnay k is
lamhay tum q udas hotay ho.

samjho k aik dojay ko hum nay
chaha hi nahi tha.

koi naghma laboon par hum nay sajaya hi
nahi tha.

dil main palnay walau ehsas_e_mohabat ko daba do
tum.

han main ajj tum say kheti hun k mujhay bhola do tum.

meray lafzoon ka yeh hasil hai k main nahi tumharay liye...

bicharnay say kuch dair phalay mujhay yeh sab khenay wali..

wafa ko anjaam ka ghera karb denaywali.
meri zindagi say
daman churanay wali.

jatay hoye jab palti to dard aor bhi
ghera tha.

us ki ankhoon main kajal meri takdeer ki tarah
bikhra tha
 
~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513
[SHADOW=5]As Salam Alaikum Dosto...
Ye Hai Meri Entry..Daad O Tahseen Ki Talabgaar..

Jab bahaar aayi to sehraa ki taraf chal nikla
sehan-e-gul chod gaya dil mera pagal nikla

Jab usey dhoondne nikle to nishaan tak na mila
dil mein maujood raha aankh se oojhal nikla

ik mulaqaat thi jo dil ko sada yaad rahi
hum jise umar samjhate the woh ik pal nikla

Wo jo afsana ye gham sun k hansa karte thy
itna roye hain k sab ankh ka kajal nikla

hum sakoon dhoondne nikle the pareshaan rahe
shahar to shahar hai jungle bhi na jungle nikla

kaun “Ayub” pareshaan nahi tareeki mein
chaand aflaak pe dil seene mein bekal nikla

[/SHADOW]

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313

Wa Alaykum Assalam Wrwb :)
waaah mohtarma kya baat hai
bohot hi umdah sharing
har sher me jaan hai bohot zabardast
 
  • Like
Reactions: Atif-adi

Amreen

VIP
May 16, 2010
10,028
4,265
1,313
India
[SHADOW=5]As Salam Alaikum Dosto...
Ye Hai Meri Entry..Daad O Tahseen Ki Talabgaar..

Jab bahaar aayi to sehraa ki taraf chal nikla
sehan-e-gul chod gaya dil mera pagal nikla

Jab usey dhoondne nikle to nishaan tak na mila
dil mein maujood raha aankh se oojhal nikla

ik mulaqaat thi jo dil ko sada yaad rahi
hum jise umar samjhate the woh ik pal nikla

Wo jo afsana ye gham sun k hansa karte thy
itna roye hain k sab ankh ka kajal nikla

hum sakoon dhoondne nikle the pareshaan rahe
shahar to shahar hai jungle bhi na jungle nikla

kaun “Ayub” pareshaan nahi tareeki mein
chaand aflaak pe dil seene mein bekal nikla

[/SHADOW]

Masha Allah bahaar...kya chun ke layi hain aap apne karan arjun...zabardust...:D
 
  • Like
Reactions: ~Bahaar~
Status
Not open for further replies.
Top