Rubaru Mehfil-e-sukhan With-- P@ssoin

  • Work-from-home

AnadiL

••●∂ιѕαѕтєя●••
VIP
Nov 24, 2012
72,933
23,237
1,313
Assalamualaikum ;;)
Rubaru Main Hamare Next Mehman WO hain jo Urdu ko Le kar Khase Passionate Malum hue hain TM pe.
Pichle Kuch Arse se Kafi Active bhi hai .. :joy
Par Ab bhi Kaafi Baate Hain Mazeed unke Bare me janne k liye..

To Bulate Hai
@P@ssion uncle ko :joy
In our Rubaroo- Mehfil-E-Sukhan


Ye rahi Pehli Sheet :D

first sheet.png

 

Pakhtun

KhurramShahzad
TM Star
Mar 30, 2010
2,094
579
1,213
39
Mardan , KP
Assalamualaikum ;;)
Rubaru Main Hamare Next Mehman WO hain jo Urdu ko Le kar Khase Passionate Malum hue hain TM pe.
Pichle Kuch Arse se Kafi Active bhi hai .. :joy
Par Ab bhi Kaafi Baate Hain Mazeed unke Bare me janne k liye..

To Bulate Hai
@P@ssion uncle ko :joy
In our Rubaroo- Mehfil-E-Sukhan


Ye rahi Pehli Sheet :D

View attachment 80861
nice tread....

main bi desperately waiting @P@ssion...
 
  • Like
Reactions: ShiXu_MiXu

H@!der

Super Star
Feb 22, 2012
8,413
3,070
1,313
@Shiraz-Khan baqi logon ko plz u tag karden :s
lolzz.. yeh acha he.. apni jaan bacha ke apny liye assistant rakh len.. ke is ko b tag kar do.. us ko b kar do :p khud se to hota nahi naa.. kahili ki intrhaa he wese :p

but.. Shukriya is izzat Afzai ka... m honored.. koshish karon ga ke Mukhtasaran tafseel ke sath jawab de sakon :p
haan magar Imla ki ghaltion ke number nahi katen ge aur.. Safai ke alag se 5 number milen ge to aur b acha ho ga.. :p
 

AnadiL

••●∂ιѕαѕтєя●••
VIP
Nov 24, 2012
72,933
23,237
1,313
lolzz.. yeh acha he.. apni jaan bacha ke apny liye assistant rakh len.. ke is ko b tag kar do.. us ko b kar do :p khud se to hota nahi naa.. kahili ki intrhaa he wese :p

but.. Shukriya is izzat Afzai ka... m honoured.. koshish karon ga ke Mukhtasaran tafseel ke sath jawab de sakon :p
haan magar Imla ki ghaltion ke number nahi katen ge aur.. Safai ke alag se 5 number milen ge to aur b acha ho ga.. :p
Hahahah :p
Lollxx U dekhen to..
Kafi logon ko kardiya hai :D
Baqi jine names ni pata unko shiraz kardenge :D


N Yahan All marks Ya Phir Zero wali Baat hoty hai..
5 waanch mars ni milenge :joy
 

H@!der

Super Star
Feb 22, 2012
8,413
3,070
1,313
Hahahah :p
Lollxx U dekhen to..
Kafi logon ko kardiya hai :D
Baqi jine names ni pata unko shiraz kardenge :D


N Yahan All marks Ya Phir Zero wali Baat hoty hai..
5 waanch mars ni milenge :joy
wese aap log aisa kyun nahi karty ke liek jo b almost active members hen ..yaa fir jo b Achy members hen (T-Mela ke jaisey :p ) un sab ke tags ka ek page bana ke kahin stick kar den.. koi b aise post jahan most members ko tag karna maqsood ho wahan se bas copy maro aur past kar do :p he na aasan tareeqa.. fir names yaad nahi karney paden ge.. aur agar koi new member ( like me) apni kisi thread me b tag karna chahey to bas .. copy paste :p dekha aasan aur sasta nuskha :p

on full or zero.. hmmm.. kahin aap ne yeh idea wo Sur Kshetra ke point system se to nahu churaya?? us ke copy rights b hen.. pata he naa??
 

whiteros

'"The queen of kindness''
Super Star
Dec 20, 2011
10,936
3,866
1,313
Assalamualaikum ;;)
Rubaru Main Hamare Next Mehman WO hain jo Urdu ko Le kar Khase Passionate Malum hue hain TM pe.
Pichle Kuch Arse se Kafi Active bhi hai .. :joy
Par Ab bhi Kaafi Baate Hain Mazeed unke Bare me janne k liye..

To Bulate Hai
@P@ssion uncle ko :joy
In our Rubaroo- Mehfil-E-Sukhan


Ye rahi Pehli Sheet :D

View attachment 80861
welcome...
 

AnadiL

••●∂ιѕαѕтєя●••
VIP
Nov 24, 2012
72,933
23,237
1,313
wese aap log aisa kyun nahi karty ke liek jo b almost active members hen ..yaa fir jo b Achy members hen (T-Mela ke jaisey :p ) un sab ke tags ka ek page bana ke kahin stick kar den.. koi b aise post jahan most members ko tag karna maqsood ho wahan se bas copy maro aur past kar do :p he na aasan tareeqa.. fir names yaad nahi karney paden ge.. aur agar koi new member ( like me) apni kisi thread me b tag karna chahey to bas .. copy paste :p dekha aasan aur sasta nuskha :p

on full or zero.. hmmm.. kahin aap ne yeh idea wo Sur Kshetra ke point system se to nahu churaya?? us ke copy rights b hen.. pata he naa??
Lolllxx..:p
ISka JAWAB i guess @Hoorain sis ache se Dengi :D
well ittela k liye arz hai jaisa aap Bol rahenn Hain taging k liye..Wo Kuch din pehle tak System rayij tha TM pe..Phir Use cloes kardiya gaya
 

H@!der

Super Star
Feb 22, 2012
8,413
3,070
1,313
Lolllxx..:p
ISka JAWAB i guess @Hoorain sis ache se Dengi :D
well ittela k liye arz hai jaisa aap Bol rahenn Hain taging k liye..Wo Kuch din pehle tak System rayij tha TM pe..Phir Use cloes kardiya gaya
aye haye.. me hi thoda late ho gya i guess.. :p
 

H@!der

Super Star
Feb 22, 2012
8,413
3,070
1,313
Asli Naam

Haider Ali

Musannif /Shayer hen?

Jee nahi.. me sirif Critic / Naqqad hon.. achi tehreren parhney ka aur share karney ka shouz zaroor he.. magar wo bhi tab jab khud apny liye apni virtual world me us tehreer ya shair ka post martem na kar lon.. baaz dafa yeh soch kar b share karta honk e doosron ka us ke ooper moaqaf maloom ho saky.. is se seekhney aur samajny ko bahut kuch milta he.. J

Pasandeeda Musannif/ Shayer

Musanfeen me to bahut sare log aisey hen jin ko parha he .. aur achy b lagty hen.. magar .. Ashfaq Ahmad Sahab ki tehreeren Aasan lagti hen isi liye wo zyada pasand hen.. mera apna khyal yeh he ke Musannaf job hi ho.. us ko parha jana chhye.. kyunke baharhaal wo ham jaisey logon ki Zehni istehdaad se oope rki hi cheez hoty hen.. warna ham khud kyun na musannif hoty :p

Aur shayri.. hmmm koi b acha shair ho wo aap ko khud hi acha lag jata he.. but I wd say.. janab Basheer Badar.. Amjad Islam Amjad Sahab Parveen Shakir Sahiba.. Faraz Sahab Mohsin Naqvi sahib Noshi Gillani Sahiba.. aur in ke ilawa b bahut se..yeh sab Moderen day poets apney ander kheench lene ki taqat rakhty hen.. aur mere khyal me in ko aaj kal sab ne parh b rakha hota he.. Iqbaal ko parha.. Meer ko parha.. Ghalib ko b kuch kuch parha.. woe k aur level ki shayri he..

If I hv to pick 1 or 2.. Basheer Badar and Amjad Islam Amjad.. I can ready any time

Adab parney ka shouq kab se?

Well.. KAB se to pata nahi .. maga rhaan kafi shuroo se hi he.. Walida Mohterma Teacher thin.. aur kafi Ba-Zauq bhi.. Allah ne un par rehmat b ki rakhi .. aur apny waqt ke kuch Sukhan-waron se b un ki Yaad Allah rahi.. kuch Gharelo mahol b parhney parhaney wala tha to yeh Jaraseem khud se hi Sariyat kar gye muj me bhi.. so …balke yeh kahon ga ke kuch to Virasat me mily .. aur kuch Atmosphere se inhale kar liye :p

Man Pasand Tehreer /Ghazal

Bahut si hen.. tehreeren to khair bahut hen.. han ek Ghazal jo muje aaj kal pasand aa rahi he.. wohi share kar deta hon..

اک خلش کو حاصلِ عمرِ رواں رہنے دیا
جان کر ہم نے انھیں نا مہرباں رہنے دیا

آرزوِ قرب بھی بخشی دلوں کو عشق نے
فاصلہ بھی میرے ان کے درمیاں رہنے دیا

کتنی دیواروں کے سائے ہاتھ پھیلاتے رہے
عشق نے لیکن ہمیں بے خانماں رہنے دیا

اپنے اپنے حوصلے اپنی طلب کی بات ہے
چن لیا ہم نے تمھیں سارا جہاں رہنے دیا

کون اس طرزِ جفائے آسماں کی داد دے
باغ سارا پھونک ڈالا آشیاں رہنے دیا

یہ بھی کوئی جینے میں جینا، بغیر انکے ادیب
شمع گُل کر دی گئی باقی دھواں رہنے دیا



Urdu ka Lafz jo barha istemal me aaey..

Urdu ka to …. Kuch keh nahi sakta.. Akser Angrezi ke hi alfaaz zyada istemaal me rehty hen :p

Urdu Zuban ka koi Naim Al Badal aur Waja..

Mere khyal me Zuban koi b ho Achi hoti he.. agar aap Adab ki baat Karen to Duniya ki sab zubano ne Adab apney ander apni values rakhty hen.. aur Language to bas Izhaar ka ek waseela he.. yeh baat zaroor he ke Zuban Zuban Dano ki pehchan hoti he.. magar Ehl-Zuban koi b hon.. un kok apni zuban se mohabbat karty hi dekha he..


Urdu ke ilawa kis zuban me Uboor hasil he..

Je eUboor to muje Urdu par b hasil nahi.. doosron ka kya kahon.. haan magar jin zubano me kuch Samajh Boojh rakhta hon un me Urdu Punjabi (even I m not a Punjabi by any chance ) Angrezi Arabi kuch kuch Pushto thodi bahut French .. baki do chaar huroof aur b kuch zubano ke janta hon kyunke wasta parta rehta he un Nationals se.. J


Urdu ka pasandeeda jumla / Shair


Aaj kal jo mera pasandeeda jumla he wo meri signature me nazar aa raha he :p

Aur us ke ilawa .. jo muje hamesha yaad rehta he..

“Allah ki Rehmat Bahana Dhoondti he, Qabliyat nahi dekhti.. “


Aur shair.. hmmmm wo b bahut hen.. abi yehi yaad aa rah ahe..

Ghamon ko maile dupattay main jazb kr lena,
Ye hoslay to faqat hen ghareeb Maaon ke…

Zindagi Khuli Kitaab he..


I m sorry I wont agree.. Zindagi sab kuch hos akti he.. Khuli kitaab nahi.. Zindagi Dost, Dushman, Ustaad, Munsif, Qanoon, Zalim, Mazloom.. and what not .. sab kuch ho sakti he magar koi Khuli kitaab nahi he.. aap agar apni baat Karen to Khud seekhney ke liye zindagi ko baratna padta he.. jaisey kehty hen ke apney marney ke baghair jannat nahi milti.. wese hi Xperience ke bina Zindagi se kuch nahi milta..

Aur agar baat doosron ki ki jaey.. to har bandey ki apni zindagi, apnu Osool, apne Secrets, apni teachings hoti hen.. so agar koi yeh kahey ke Us ki zindagi ya Kisi ki zindagi ek khuli kitaab he.. to I m sorry .. I wdnt agree..

Umeed he zyada off track nahi gya hon ga me.. kyunke Job ke ilawa interview dene ka koi khas Tajruba nahi he mere pas :p
 
Top