Tm Khandan-e-mughliya!

  • Work-from-home

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
hahaha had e adab ap kia chahti hain k is saal malika e khubsurti laqab ap ko mil jay:p
hahah khair malika-e-husn ka laqab to hamesha se hmare paas hi rhega phir b aap qismat aazmayi karna chahti hain to baghair dandaan dikhaye tasweerain banwa lijyega :p
 

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
hmmmm.............hum Mallika-E-Hindustan hai...:joy:joy:joyaur Mallika-E-Hindustan..ki shaan mein gustakhi saza hai............Maut ki saza............. @Hoorain..........phir gaana gaate rahte rahna,,,,deewar mein khade hokar:p:p:p
aapka bohat shukrya k aap ne hamain kam az kam deewar k peeche ganey ki ijazzat ata farmayi :p
ab bra-e-karam ye b bta dijye k deewar k peeche konsa gana gungunana munsaib lagega? ;))
 

Silent_lyf

Heart's Raaz
TM Star
Sep 20, 2013
4,932
2,021
713
aapka bohat shukrya k aap ne hamain kam az kam deewar k peeche ganey ki ijazzat ata farmayi :p
ab bra-e-karam ye b bta dijye k deewar k peeche konsa gana gungunana munsaib lagega? ;))
Thi meri daastan.........Kalyug ka:p:p
 

Silent_lyf

Heart's Raaz
TM Star
Sep 20, 2013
4,932
2,021
713
nawazish jee..aap ney humy madho kiya yahan per..ba Khuda humy urdu nahi aati ..lillah kahin hum ghalat urdu na bol dain aur aap ki tabiyath e mehrabaan kahin hum per baras na pary..:happy
unki itni majal ki hamare Aziz mehman par meharbaani barsaye;):p:p
 
  • Like
Reactions: virgonakhan
Top