Urs,mela+qabaron Ki Zyarat|in The Light Of Islam|

  • Work-from-home

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,086
1,313
31
Karachi,PK
Jahan tak mujhy knowledge hai kisi firqe ne yeh ijad nhi kia hai as hamari pehle bhi bat hoi thi I told u about Arias
Aria hinduon ki sab se pehli qoam thi jo south Asia mai abad hoi aur abhi unka mazhab hindu kehlata hai woh apne mandiron mai dance pooja pat aur dosri cheezain karte the aur karte hain unhi mai se kch log musalman howe lekin cuture ka asar nhi gaya aur unhi cheezon ko unhon ne mazarat par urs ki shakkal mai lagu karliya. Yeh woh history hai jo historical analyst tehqeeq ke bad batate hai.
Koi bhi firqa in sab cheezon ko support nhi karta.
Maine sirf ek ghalati ki nishandahi ke liye reply kia hai otherwise I avoid firqa parasti and other topics.
Hummmmm wo to theek baat hai aap ki I am not saying no on that
ke ibtida wahin se huwi Silent Soul lekin mere apne ghar pe
inki woh kitaben pari hain inke apne ulma se masajid tak me
urs o mela ki tareefen aur fazilat bayaan hoti hain

yeh wo nuqta hai jo mere aankhon ke bilkul saamne hai Silent Soul
aur aapki theek hai ibtida be shak wahin se huwi lekin ise
barhawa kuch firqon se mila hai .
 
  • Like
Reactions: Silent Soul

Silent Soul

Banned
May 24, 2012
3,420
2,568
113
Karachi
Hummmmm wo to theek baat hai aap ki I am not saying no on that
ke ibtida wahin se huwi Silent Soul lekin mere apne ghar pe
inki woh kitaben pari hain inke apne ulma se masajid tak me
urs o mela ki tareefen aur fazilat bayaan hoti hain

yeh wo nuqta hai jo mere aankhon ke bilkul saamne hai Silent Soul
aur aapki theek hai ibtida be shak wahin se huwi lekin ise
barhawa kuch firqon se mila hai .
Jo barhawa de rahe hain woh kisi firqe se nhi jahalt ke firqe se hain
kuch log firqe ka chola pehen kar musalmano mao nafrat pehlate hain jo ke ghalat hai.
 
*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
walaikum salam
bhai wallah bata raha hun ye islam nahi na jo kitabon me ye likha hy wo islam hy aur na ye tasweeron me jo dikh raha hay, ye to zamane jahiliat ko bhi piche kar die hy, ye sab dekh kar tu hindu b sharmae
Allah aise logon ko hidayat de ya phir inhe ruswa o zaleel kare ameen[DOUBLEPOST=1347903387][/DOUBLEPOST]
Ummm very Nice sharing..!

Yah sab Jahalat hay aur issi waja se Humray Deen aur Ouliya Allah ka Image Kharab hota hay. aise jaghon ka ahtram kerna chahiye Jis ka Tareeqa yahe hay ke aap wahan jain fatiha perhain yah Quran Khwani keran dua Mangen aur wapis ho jain..! agr parday ka intezam nahi tu Oraton ko Jana hi nahi Chahiye..! aur waqae hi sharm mehsos hote hay Jab Log aisa tamsha kertay hain aise Jaghon per.
aisi jageh par lanat barasti hy yahan ka ahtaram tu door ki baat hy balke jana hi nahi chahie aur fatiha quran khwani islam me jaez nahi aur dua mange se murad kya hy apki ye murdo se? agr Allah se dua mangni hy to kahin b mangsakte uthte baithte namaz me kahin b, uske elawa kisi se bhi dua mangna shirk huga[DOUBLEPOST=1347903745][/DOUBLEPOST]
mostly ye log un par or jahil log krty hai jin k mun main paan ho ga ya hath m charas wala sigrit ... zayada charas urs or melo main p jati hai ... ALLAH k ilawa qabar walo ko mushkil kuhsaa mantay hai ...ALLAH pak in ko hidayat de ameen agar hum sab quran pak tarjumay k sath par lain gay tu i think ye noobat he nae aye gi ... i hate dis biddti log .... View attachment 53773View attachment 53774[DOUBLEPOST=1347898702][/DOUBLEPOST]
mazaar banana he galat hai islam main
jazak allah khaira bhai
 
  • Like
Reactions: S_ChiragH

*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
JAZAKUMULLAHU wa khairaan
mujhe bhi ALLAH ke fazal se QURAN PAK ki translation parhne ke baad
ALLAH pak ne hidayat se nawaaza bhai tabhi teen threads lagaye mene
ke QURAN PAK asaan hai ise parhen

bila shuba yeh ghair ISLAMI kaam hai aur ibla shuba mazaraat banana hi ghalat hai
ISLAM mein but bro never hate peoples hate their false aqeeda because if u start
hatting them offcourse they will start hatting you so they can go more far from
sahi aqeeda that's why try to behave friendly with them and try to show them
correct path as a good friend and as a true muslim

insha'ALLAH hum is azam me kamyabi paayengen .
اہل بدعت سے بچنا اور دور رہنا
دین اسلام میں جہاں بدعت سے بچنے کا حکم دیاگیاہے وہاں اہل بدعت سے بھی دور رہنے کی تلقین کی گئی ہے، کیونکہ ان کی دوستی، تعلقات اور محبت ان کی بدعات میں مبتلا ہونے کا ذریعہ ثابت ہوسکتی ہے۔چنانچہ ارشاد باری تعالیٰ ہے کہ:
{ وَاِذَا رَاَیْتَ الَّذِیْنَ یَخُوْضُوْنَ فِیْ آیَاتِنَا فَاَعْرِضْ عَنْھُمْ حَتّٰی یَخُوْضُوْا فِیْ حَدِیْثٍ غَیْرِہٖ وَإمَّا یُنْسِیَنَّکَ الشَّیْطٰنُ فَلَا تَقْعُدْ بَعْدَ الذِّکْرٰی مَعَ الْقَوْمِ الظَّالِمِیْنَ} [الانعام :۶۸]
’’اور جب آپ ان لوگوں کو دیکھیں جو ہماری آیات میں عیب جوئی کررہے ہیں تو ان لوگوں سے کنارہ کش ہوجائیں یہاں تک کہ وہ کسی اور بات میں لگ جائیں اور اگر آپ کو شیطان بھلا دے تویادآنے کے بعد پھر ایسے ظالم لوگوں کے ساتھ مت بیٹھیں۔‘‘
اس آیت کی تفسیر میں امام شوکانی رح نے فرمایاہے کہ
اس میں ایسے شخص کے لیے بہت بڑی نصیحت ہے جواہل بدعت کی مجالس میں شرکت کی اجازت دیتاہے۔ حالانکہ وہ لوگ تو ایسے ہیں کہ اپنی گمراہی کی خواہشات اور فاسد بدعات کے مقابلے میں کتاب و سنت کو بھی رد کردیتے ہیں … ایسے لوگوں کی مجالس میں شرکت کی یہی صورت ہوسکتی ہے کہ انھیں بدعات سے روکا جائے اوراگر یہ ممکن نہ ہوتو بہتر یہی ہے کہ ان کی مجالس ترک کردی جائیں۔[فتح القدیر: ۲؍۱۲۲]
 
JAZAKALLAH khair bhai jan
lekin unki rehnumaiy ke liye
to milna julna parega naa ??
mukammal tark hone se to
hum un tak sahi ISLAM ko
pohnchane se bhi mehroom
ho jaayengen naa .
 
*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
JAZAKALLAH khair bhai jan
lekin unki rehnumaiy ke liye
to milna julna parega naa ??
mukammal tark hone se to
hum un tak sahi ISLAM ko
pohnchane se bhi mehroom
ho jaayengen naa .
aap ne theek se ny parha

ایسے لوگوں کی مجالس میں شرکت کی یہی صورت ہوسکتی ہے کہ انھیں بدعات سے روکا جائے اوراگر یہ ممکن نہ ہوتو بہتر یہی ہے کہ ان کی مجالس ترک کردی جائیں۔
 
  • Like
Reactions: S_ChiragH

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,086
1,313
31
Karachi,PK
aap ne theek se ny parha

ایسے لوگوں کی مجالس میں شرکت کی یہی صورت ہوسکتی ہے کہ انھیں بدعات سے روکا جائے اوراگر یہ ممکن نہ ہوتو بہتر یہی ہے کہ ان کی مجالس ترک کردی جائیں۔
Hmmm haan bhai maazrat pehle theek se nahin parhe the
ji durust farmaaya kyunke inse yaari dosti
ghalat raaste per laga sakti hai so inse doori behetter hai .
 
  • Like
Reactions: *Muslim*

HuriYa

(¯`★´¯)I'll Always Be Daddy's Doll(¯´★`¯)
Super Star
Aug 8, 2011
14,920
7,014
713
D!amOnd CastLe
aisi jageh par lanat barasti hy yahan ka ahtaram tu door ki baat hy balke jana hi nahi chahie aur fatiha quran khwani islam me jaez nahi aur dua mange se murad kya hy apki ye murdo se? agr Allah se dua mangni hy to kahin b mangsakte uthte baithte namaz me kahin b, uske elawa kisi se bhi dua mangna shirk huga
sab se pahlay tu main yah Kahun ge reply kernay se pahlay Jis person se aap Mukhatib hain us ke Point of view ko samjh laina chahiye na ke aap apny Mafrozay ke base pe us pe charhae ker Dean. Jo ke Yahan akser hota hay so That's y main aise Threads main reply nahi kerti kyun ke aak Lambiii la Hasil behas ka silsila shuro ho jata hay Jisay meray liye Continue kerna Na mumkin hay. meray pass aap ke reply pe sawal bhi hain aur Jawab bhi Mager Main yahan sirf aak baat Clear kerna chahon ge ke I m a Muslim I know very well Dua Allah ke siwa kise se nahi kerni chahiye. But U Cant Understand my Point of view so leave it.
 
  • Like
Reactions: Fitna e Dil

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
mostly ye log un par or jahil log krty hai jin k mun main paan ho ga ya hath m charas wala sigrit ... zayada charas urs or melo main p jati hai ... ALLAH k ilawa qabar walo ko mushkil kuhsaa mantay hai ...ALLAH pak in ko hidayat de ameen agar hum sab quran pak tarjumay k sath par lain gay tu i think ye noobat he nae aye gi ... i hate dis biddti log .... View attachment 53773View attachment 53774[DOUBLEPOST=1347898702][/DOUBLEPOST]
mazaar banana he galat hai islam main
JAZAKALAH @S_ChiragH bro
JAZAKALLAH SB bro,,true said mizar bnana hi ghalat hay!
 
*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
sab se pahlay tu main yah Kahun ge reply kernay se pahlay Jis person se aap Mukhatib hain us ke Point of view ko samjh laina chahiye na ke aap apny Mafrozay ke base pe us pe charhae ker Dean. Jo ke Yahan akser hota hay so That's y main aise Threads main reply nahi kerti kyun ke aak Lambiii la Hasil behas ka silsila shuro ho jata hay Jisay meray liye Continue kerna Na mumkin hay. meray pass aap ke reply pe sawal bhi hain aur Jawab bhi Mager Main yahan sirf aak baat Clear kerna chahon ge ke I m a Muslim I know very well Dua Allah ke siwa kise se nahi kerni chahiye. But U Cant Understand my Point of view so leave it.
g my ne koi mafruze ke base pe comment ny kia
balke is par kia

aise jaghon ka ahtram kerna chahiye Jis ka Tareeqa yahe hay ke aap wahan jain fatiha perhain yah Quran Khwani keran dua Mangen aur wapis ho jain..! agr parday ka intezam nahi tu Oraton ko Jana hi nahi Chahiye..!
apne tareeqa bataya hy ke wahan jana fatiha parna quran khwani karna du mangna phir wapis huna aur phir parde ka intezam na hu tu aurten na jaen matlab parde ke intezam se aurten bi jasakti apke baqaul
my yehi samja aur is par jawab dia

aur wallah my ne charhai ny ki na mera irada esa hy my apki respect karta hu agr koi dusra huta tu mere pas b is comment par bht se sawal hy aur jawab bi lekin my b bahes ny karna chahta

mera maqsad yehi hy ke ju islam me nahi uski nishandahi kardu taa ke koi isku b islam na samjhe
meri baat talkh lagi hu tu apse muazrat, haq baat talkh hi huti hy
shukria
 
  • Like
Reactions: S_ChiragH

HuriYa

(¯`★´¯)I'll Always Be Daddy's Doll(¯´★`¯)
Super Star
Aug 8, 2011
14,920
7,014
713
D!amOnd CastLe
g my ne koi mafruze ke base pe comment ny kia
balke is par kia

apne tareeqa bataya hy ke wahan jana fatiha parna quran khwani karna du mangna phir wapis huna aur phir parde ka intezam na hu tu aurten na jaen matlab parde ke intezam se aurten bi jasakti apke baqaul
my yehi samja aur is par jawab dia

aur wallah my ne charhai ny ki na mera irada esa hy my apki respect karta hu agr koi dusra huta tu mere pas b is comment par bht se sawal hy aur jawab bi lekin my b bahes ny karna chahta

mera maqsad yehi hy ke ju islam me nahi uski nishandahi kardu taa ke koi isku b islam na samjhe
meri baat talkh lagi hu tu apse muazrat, haq baat talkh hi huti hy
shukria
Aap ke baat Ghalt nahi mager aap ka Tareeqa Ghalt tha..! Kam se kam Jis se aap Mukhatib hain usay yah ahsas na dilaen ke woh Daira-e-Islam se hi Kharij hay. aap ne is reply ke end pe bhi wahi baat ker de ke "Haq baat talkh hote hay" means Haq baat sirf aap jantay hain, sab musalman aak Allah, kitaab aur Rasool pe Yaqeen rakhtay hain kia woh haq pe nahi ho saktay? Main ne Kabhe kise Firqay ko Mind main rakh ker Comment nahi kia Kyun ke Firqa Parasti Hamesha Confuse kerti hay aur aap ko sahi information nahi milti. Aap Respect kertay hain meri thanks alot, U r also respected for me in the same way.
 
Bela

~*~A|!c3 in w0nd3r|@nd~*~
Active Member
Feb 4, 2010
5,975
3,851
1,113
Madrid, Spain
chiragh bhai n muslim............. @[URL='http://www.tafrehmela.com/members/s_chiragh.49751/']S_ChiragH[/URL] @*Muslim*
bht choti age se me ak bat sunti arahi hu
k mere nana jani ki family bralvi ya diyobandi han.......
mujhy apne nana jani ki family ki sb hi batin apni family se zyada pasand han wo zyarton ko nai manty
gyarwin sharif ko nai manty,
eid miladun nabi ko nai manty, shadi me sirf nikah rukhsati or walima krty han widout jaheez, bepanah khana or music k......

mujy btain k wo log kya hain?
 
sweet bhoot

Super Star
Sep 9, 2010
8,262
1,225
1,213
kabi yaha kabi waha bas jaha charpae mil jaye
Aap ke baat Ghalt nahi mager aap ka Tareeqa Ghalt tha..! Kam se kam Jis se aap Mukhatib hain usay yah ahsas na dilaen ke woh Daira-e-Islam se hi Kharij hay. aap ne is reply ke end pe bhi wahi baat ker de ke "Haq baat talkh hote hay" means Haq baat sirf aap jantay hain, sab musalman aak Allah, kitaab aur Rasool pe Yaqeen rakhtay hain kia woh haq pe nahi ho saktay? Main ne Kabhe kise Firqay ko Mind main rakh ker Comment nahi kia Kyun ke Firqa Parasti Hamesha Confuse kerti hay aur aap ko sahi information nahi milti. Aap Respect kertay hain meri thanks alot, U r also respected for me in the same way.
ye b zarori nae hai k jo ye log galat krty hai k unko ahsas na ho k wo galat kr rahay hai nabi pak ne farmaya k jaha qabar paki dekho usko zameen k sath milaa do .. jo bat pay nabi pak ne muhar laga di humain us baray sochna he nae chahiye k in se kon bura lagay ya na lagay so kr dena chahiye ...sab firqo ki bt sunain magar us ki bat pag amal kry jis ki bat quran or sahi hadees se milti ho sab ko suno gi tu sae galat ka pata chalay ga aapko ....
 
  • Like
Reactions: hoorain

HuriYa

(¯`★´¯)I'll Always Be Daddy's Doll(¯´★`¯)
Super Star
Aug 8, 2011
14,920
7,014
713
D!amOnd CastLe
ye b zarori nae hai k jo ye log galat krty hai k unko ahsas na ho k wo galat kr rahay hai nabi pak ne farmaya k jaha qabar paki dekho usko zameen k sath milaa do .. jo bat pay nabi pak ne muhar laga di humain us baray sochna he nae chahiye k in se kon bura lagay ya na lagay so kr dena chahiye ...sab firqo ki bt sunain magar us ki bat pag amal kry jis ki bat quran or sahi hadees se milti ho sab ko suno gi tu sae galat ka pata chalay ga aapko ....
Main ne Kab kaha hay Mr ke Ghalt kernay walay ko Ghalti ka ahsas na dilao? main Khud Jab is baat ke Qaiyl nahi tu main Khud bhi kyun KahOn ge..! Quran-o-Hadees ko bhi aaj kal hum apny mufaad ke liye use kertay hain Jo humari favour main hon wOh bhra charha ke Biyan kerna aur Jo against hon unhain jaan ker bhi anjaan banana. Meri samjh se bala ter hay ke meray hi reply ko bar bar Quote kyun kia Ja raha hay? Main ne Jis base pe reply kia us ke Explanation bohat lambi hay aur main sirf Behas se bachnay ke liye aisa nahi ker rahe. Kyun ke mujhay sakht na pasand hay aise behas.

sab firqo ki bt sunain magar us ki bat pag amal kry jis ki bat quran or sahi hadees se milti ho sab ko suno gi tu sae galat ka pata chalay ga aapko ....
Main is pe already amal kerti hon Being a Muslim.
 
Top